Tamanna hai

by rawat on July 10, 2005, 11:34:03 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1244 times)
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
Zindagi key safar main kal tak tha akela
kuch door chala to humney aapko paya
humko aisa lag ki ab na hogi tanhai
par hum galat they woh to tha bus ik saya

aaaj bhi manzil ki taraf badh raha hoon akela,
par na hain aaj aap aur naa hi apka saya

dil main yeh tamanna rahegi hamesha,
agar aap rahti saath main to hoti zindagi ek mela

aapko yeh dua hai hamari,
aapko kabhi na zaroorat padey hamari,
ho khushiyon ka caravan hur roz aapki duniya main,
kabhi nazar na lagey aapki khushiyon par hamari!!!

Mujhey aapsey koi shikva nahin,
woh meri nazron ka dhokha tha
Jo dil ney chaha, bus mainey wahi dekha tha..

teri hothon pey ho muskurahat
bus hain yehi meri tamanna
ab yeh kisney laya hai,
yeh mujhey nahin samajhna
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumhari Tamanna Kyon Karen Hum........... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
TAMANNA HAI KAB........ by Tanha(Saurabh) in Shayri-E-Dard
*Tamanna* by Roja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ek Tamanna! by salma786 in Shayri for Dard -e- Judai
hai dil main tamanna to izhaar-e-tamanna kare koi by nazar ghouri in Shayri for Khumar -e- Ishq
dolly
Guest
«Reply #1 on: July 10, 2005, 02:26:19 PM »
Quote from: "rawat"
Zindagi key safar main kal tak tha akela
kuch door chala to humney aapko paya
humko aisa lag ki ab na hogi tanhai
par hum galat they woh to tha bus ik saya

aaaj bhi manzil ki taraf badh raha hoon akela,
par na hain aaj aap aur naa hi apka saya

dil main yeh tamanna rahegi hamesha,
agar aap rahti saath main to hoti zindagi ek mela

aapko yeh dua hai hamari,
aapko kabhi na zaroorat padey hamari,
ho khushiyon ka caravan hur roz aapki duniya main,
kabhi nazar na lagey aapki khushiyon par hamari!!!

Mujhey aapsey koi shikva nahin,
woh meri nazron ka dhokha tha
Jo dil ney chaha, bus mainey wahi dekha tha..

teri hothon pey ho muskurahat
bus hain yehi meri tamanna
ab yeh kisney laya hai,
yeh mujhey nahin samajhna


bahut achhe .............rawat............................... .....
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #2 on: July 11, 2005, 10:22:29 AM »
nice one rawat............................................ .....!!!
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #3 on: July 14, 2005, 02:52:03 PM »
thanx every one  !!!!!!!!!!!

tamannaaon ke bahalaave men aksar aa hii jaate hain
kabhii ham choT khaate hain kabhii ham muskuraate hain

ham aksar doston kii bewafaai sah to lete hain
magar ham jaanate hain dil hamaare TuuT jaate hain

kisii ke saath jab biite hue lamhon kii yaaden aatii hain
thakii aaNkhon men ashkon ke sitaare jhil-milate hain
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #4 on: July 16, 2005, 09:17:11 AM »
Log apna banake chodd dete hai...
Rishta gairo se jodd lete hai..
Hum to eak phool bhi na todd sake..
Log to dil bhi todd dete hai
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #5 on: July 16, 2005, 09:26:43 AM »
Jis din tum se dil laga baithe,
tanhai me gamo ki mehfil laga baithe,
tum to kho gaye is duniya ki bheed me,
or hum apni hi duniya me aag laga baithe.
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: July 16, 2005, 01:13:25 PM »
waha wah..............Rawat...very nice..........keep writing............

bheed mein tumhe dhoondh paana hai mushkil...
ab tumhara pyaar paana hai mushkil.....
tumhaari judaai ko seh jaana hai mushkil....
lekin maut ko bhi gale lagana hai mushkil........
Logged
rawat
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 80
Member Since: Oct 2004


View Profile
«Reply #7 on: July 17, 2005, 11:39:38 AM »
Quote from: "dolly"
waha wah..............Rawat...very nice..........keep writing............

bheed mein tumhe dhoondh paana hai mushkil...
ab tumhara pyaar paana hai mushkil.....
tumhaari judaai ko seh jaana hai mushkil....
lekin maut ko bhi gale lagana hai mushkil........




Good one dolly

mana maut ko gale lagaana hai mushkil
reh kar door judai seh pana hai mushkil
humain bheed main dhoondhoge kaise
hum milenge tumeh aksar tanhayee main
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:13:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer