Tanha Hain ........Kaise mitaayen haathon ki lakeer.........

by dolly on April 13, 2005, 03:51:27 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 21
Print
Author  (Read 15447 times)
nikki
Guest
«Reply #105 on: June 19, 2005, 08:33:50 PM »
very nice..Nidhi sis n Waheed......

thanx a lot both of u......

dard woh toofa hai jo agar mil jaye to
sambhaal kar rakhtein hai
magar khud kissi ko diya nahi jaata

dard ne sahara de diya hume
warna humse jiya nahi jaata
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #106 on: June 19, 2005, 08:44:29 PM »
Gham se rishta mera,
Khushi mere naseeb nahi|
Hum se koi Pyar kare,
Itne hum Kush-Naseeb nahi||
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #107 on: June 20, 2005, 04:03:51 AM »
Thanx waheed,nikki sis and very nice writeen by both.

"Gam se yaaron mera rishta purana hai,
  yahi jaanta mere dil ka fasaana hai,
  gam ke saagar me barson doobe rahe,
  mera aur gam ka ban gaya ek afsaana hai."
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #108 on: June 20, 2005, 06:15:10 AM »
Quote from: "dolly"
tinka tinka zara zara...
hai roshni se jaise bhara...
har dil mein armaan hote to hain
bas koi samjhe zara.........


oye tumne nm to likha nahi..................................lolzzzzz



waise bohot achhi lines hain............
Logged
dolly
Guest
«Reply #109 on: June 20, 2005, 08:12:03 AM »
Thanx............n nice allz..........................................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #110 on: June 20, 2005, 08:17:22 AM »
Quote from: "nikki"
very nice..Nidhi sis n Waheed......

thanx a lot both of you......

dard woh toofa hai jo agar mil jaye to
sambhaal kar rakhtein hai
magar khud kissi ko diya nahi jaata

dard ne sahara de diya hume
warna humse jiya nahi jaata


wah!!!!!!!!  nikki  wonderful.......................thanx  nikki.........................

apne  dard  ki  dastaan  hum  hansi  uda dete  hain
fizaon  mein  bikhare  apne dard samet lete hain...............
Logged
dolly
Guest
«Reply #111 on: June 20, 2005, 08:26:28 AM »
bahut achhe Waheed........................................... ......
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #112 on: June 20, 2005, 08:27:02 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Thanx waheed,nikki sis and very nice writeen by both.

"Gam se yaaron mera rishta purana hai,
  yahi jaanta mere dil ka fasaana hai,
  gam ke saagar me barson doobe rahe,
  mera aur gam ka ban gaya ek afsaana hai."


wonderful   nidhi..........................bahot  accha likha  tumne.........

dil ke  fasane  mein  hum  afsos kyon  karte  hain
hum  roj  kyon   jeete  aur  roj  marte kyon  hain
hum  bhi khud  ko ghamon ke saagar mein khud ko duboya bahot
itne  dard  ke baad bhi jindagi  ki  dua maangte kyon  hain..............
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #113 on: June 20, 2005, 08:29:31 AM »
Quote from: "dolly"
bahut achhe Waheed........................................... ......


thanxxxxxxxxxxx  alot  dolly........................ tongue3
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #114 on: June 20, 2005, 08:32:59 AM »
bahut ache waheed

din aa gaye hai wo ki tamanna puri nahi hoti
marne ko ji chahta hai per saanse rukhsat nahi hoti
ek hi baat samne roz aati hai bar bar
per sahne ki jo aadat hai kabhi kahatam nahi hoti
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #115 on: June 20, 2005, 08:42:43 AM »
Quote from: "samnoj"
bahut ache waheed

din aa gaye hai wo ki tamanna puri nahi hoti
marne ko ji chahta hai per saanse rukhsat nahi hoti
ek hi baat samne roz aati hai bar bar
per sahne ki jo aadat hai kabhi kahatam nahi hoti


thanxxxxxxxxx  sam...............excellent reply..............

Woh mera tha, mera hai, mera rahay ga
Hum nay is khayal say khud ko behlaya bohat

Shamma kay jalnay per hum afsoos kerain kyon
Hum nay bhi manind shamma khud ko jallaya bohat...........
Logged
dolly
Guest
«Reply #116 on: June 20, 2005, 08:49:14 AM »
Bahut bahut khoob Waheed.n Samnoj...........

Sachhai kehdi Waheed...............................

hum jalte rahe ,woh jalaate rahe
uske har sitam ko akhiri jaankar apnate rahe...
ab kya kahein haale-dil kisi se...
hum paas bulate rahe,woh door jaate rahe..........
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #117 on: June 20, 2005, 08:49:32 AM »
thanx n bahut ache

husn ka mukadder hu na ishk ki takdeer hu
zindagi ke berango ki main fakat ek tasweer hu

na raat ko hai need mujhe na din me hi karaar hai
bikhre hue sapno ki ek tuti hui tabeer hu

zakhm-e-dil ko jo pal me bana gayi hai nasoor
ghum ke nashtaro me aisi khinchi gayi lakeer hu
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #118 on: June 20, 2005, 10:16:19 AM »
Quote from: "dolly"
Bahut bahut khoob Waheed.n Samnoj...........

Sachhai kehdi Waheed...............................

hum jalte rahe ,woh jalaate rahe
uske har sitam ko akhiri jaankar apnate rahe...
ab kya kahein haale-dil kisi se...
hum paas bulate rahe,woh door jaate rahe..........


thanxxxxxx   dolly....................wonderful  dolly.....................sam......kya  jabardast  likha  aap  dono  ne..

tum mujh tak pohanchney sey pehley her rasta band ker leyna
mager ek rahh khuli rakhna wapsi ke liye

mana kamzor per chukey hain woh sarey wadey mere
qurbani denee hi perti hai khud ko kabhi kisi ke liye.............
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #119 on: June 20, 2005, 10:33:26 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
Thanx waheed,nikki sis and very nice writeen by both.

"Gam se yaaron mera rishta purana hai,
  yahi jaanta mere dil ka fasaana hai,
  gam ke saagar me barson doobe rahe,
  mera aur gam ka ban gaya ek afsaana hai."


wonderful   nidhi..........................bahot  accha likha  tumne.........

dil ke  fasane  mein  hum  afsos kyon  karte  hain
hum  roj  kyon   jeete  aur  roj  marte kyon  hain
hum  bhi khud  ko ghamon ke saagar mein khud ko duboya bahot
itne  dard  ke baad bhi jindagi  ki  dua maangte kyon  hain..............


thanx waheed and excellent reply  :D

"Kaun maangta hai ye zindagi apne jeene ke liye,
  chod nahi sakte ham unhe,akele is duniya me,
  wo chahe ek nazar na daalein ,umra guzar jaaye meri,
  main to phir bhi baithi rahungi unhi ke maikhaane me."

bohat khoob sam,dolly.
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 21
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 10:28:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer