Tanha Hain ........Kaise mitaayen haathon ki lakeer.........

by dolly on April 13, 2005, 03:51:27 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 21
Print
Author  (Read 15452 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #210 on: July 12, 2005, 12:03:24 AM »
Tanha Hoon Kaisay Mitaoon Yeh Durrian
Kiun Ajati Hai Humray Drmyan Majboorian
Logged
dolly
Guest
«Reply #211 on: July 12, 2005, 10:51:39 AM »
Quote from: "aM"
Quote from: "dolly"
yun to umeed ka daaman thaamkar nikle the ghar se
aankhon mein khwaabon ka sansaar bhi tha...
pyar ki talaash mein pyar har kadam baantte to gaye
dil mein intezaar magar baaki tha..
chalte rahe har rah ko kaat te to gaye..
mila naa magar jo yaar apna saaki tha...(nm)


bahut khoob likha aapne
main bhi kuch kahne chahoonga apke dard ko padh kar
arz kiya hai:

"hila ke rakh diya aapke dard ne,
jaise doob gaya barbadiyon ke gard mein,
itne mein to pighal jayega har sanam bhi,
phir chahe woh kyon na ho (nm) bhi."


thanx aM............n very very nice..................

patthar dil pighalte nahi......
murjhaaye phool kabhi khilte nahi....
khush hote hain woh iss barbaad dil ko dekhkar.....
hum to lut hi gaye unhe apna dil dekar
Logged
dolly
Guest
«Reply #212 on: July 12, 2005, 10:52:55 AM »
Bahut khoob...Pooja............n Nice one Saba....................................
Logged
HumTum
Guest
«Reply #213 on: July 12, 2005, 10:54:37 AM »
bahoot khoob doolly ji ...

kisii bewafaa ki yad meiN,tera dard mujh ko rulaa gayaa
jis ka pataa mujhe na thaa,use duniya ko dikhaa gayaa
jo dabi huii thii ujaad main na pataa tha jinka kabhi mujhe
un yadon ko naa janne kab, kayi aandhiyon se udaa gaya !!
Logged
dolly
Guest
«Reply #214 on: July 12, 2005, 03:43:04 PM »
Quote from: "HumTum"
bahoot khoob doolly ji ...

kisii bewafaa ki yad meiN,tera dard mujh ko rulaa gayaa
jis ka pataa mujhe na thaa,use duniya ko dikhaa gayaa
jo dabi huii thii ujaad main na pataa tha jinka kabhi mujhe
un yadon ko naa janne kab, kayi aandhiyon se udaa gaya !!


bahut achhe Humtum........

kisi bewafa se humein koi gila nahi hai...
ke ye saari duniya hi bewafa nikli hai...
hum to har shaks ko dua dete hain ...
chaahe inn ankhon se ab sirf dard ke aansoon nikalte hain.....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #215 on: July 12, 2005, 03:55:06 PM »
waah dolly ji ....

hum aaj bhi dete hai duaa us kafir ko
jisne mara tha kabhi meri peeth pe kanjar
usney to bsa lee duniya kissi gair je sath
ik aaj si chod gya mere seene ke andar !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #216 on: July 12, 2005, 04:01:38 PM »
Na zindagihai hath mai
Na hi mout per Ikhtiyaar hai
Ek tuj per hi dil ayya tha
Tera hi intzaar hai

Na tuj per hai koi haq
Na hi intzaar per ikhtiyaar hai
Zindagi tuje jitana dil se chaha
ussi shiddat se ab Mout ka Intzaar hai!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #217 on: July 12, 2005, 04:07:30 PM »
ik intzaar hi faqt reh gya hai zindgi mein ab to
koi bhi umeed bhar mujhye nazar aati nhi
na khush hoon zindgi se, na mout hai pass
kassi hai kaali raat jiski saher aati nhi !!
Logged
dolly
Guest
«Reply #218 on: July 13, 2005, 07:06:13 AM »
Nice Pooja n Humtum........................................... ...........

iss intezaar ke imtahaanon ne aaj fir maat di hai
sab khwahishein raakh hui..baaki kuch bacha nahi hai....
ab kisi subah ka bhi intezaar nahi hai...
ab to zindagi ki shaam bhi dhal rahi hai.......
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #219 on: July 13, 2005, 07:45:50 AM »
good work dolly, humtum, pooja n all.............................................. .............
Logged
dolly
Guest
«Reply #220 on: July 13, 2005, 10:24:33 AM »
Thanx Samnoj.................................

chudiyan itni zor se khanki.....
kanch ki thin so toot gayeen....

bijli itni zor se chamki....
saare badan ko jhulsa gayee...

lehrein itni zor se bahin...
kashtiyon ko muhn mein nighal gayeen....

dil itni zor se dhadka....
kamzor tha to dhadkna bhool hi gayaa......(nm)
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #221 on: July 13, 2005, 12:35:03 PM »
Good One Dolly.........nice sharing........
Logged
dolly
Guest
«Reply #222 on: July 13, 2005, 01:08:06 PM »
Quote from: "Aryaan"
Good One Dolly.........nice sharing........


Thank you ARYAANJI.................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #223 on: July 13, 2005, 04:42:10 PM »
Thanks Dolly and Sanmoj ji......................Nice work Dolly........................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #224 on: July 13, 2005, 08:07:34 PM »
Quote from: "Pooja"
Na zindagihai hath mai
Na hi mout per Ikhtiyaar hai
Ek tuj per hi dil ayya tha
Tera hi intzaar hai

Na tuj per hai koi haq
Na hi intzaar per ikhtiyaar hai
Zindagi tuje jitana dil se chaha
ussi shiddat se ab Mout ka Intzaar hai!!!!

kya baat hai Pooja......
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 21
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 12:02:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer