Tanha Hain ........Kaise mitaayen haathon ki lakeer.........

by dolly on April 13, 2005, 03:51:27 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 21
Print
Author  (Read 15442 times)
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #30 on: June 14, 2005, 09:02:08 AM »
bohot bohot khoob dolly ji !!!!!!!!!!!! aap ki shayari ke to hum kayal ho gaye.
lagta hai kuch karna he padega.
lekin itni shikayat kis se kar rahi ho . bata to do lol.

hum bewafa hargiz na the per hum wafa ker na sake
humko mili uski saza hum jo khta ker na sake.

bbye. take care.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #31 on: June 14, 2005, 09:06:41 AM »
Quote from: "dolly"
Thanx ARYAANJI...

kabhi fool to kabhi kaanton par chalaayegi yeh zindagi
gham aur khushi ke saagar chalkayegi ye zindagi

naa jaane kab tak hans hans ke rulaayegi yeh zindagi
adhoori tamanaon aur khwaishon mein simatkar rehjayegi ye zindagi

apno se door gaironse ka saath karayegi yeh zindagi
fir ekdin bheed mein tanha chod jaayegi ye zindagi

kabhi khwaab kabhi haqeeqat bankr samne ayegi ye zindagi
aur inn paanon ko sametkar khatm ho jayegi meri ye zindagi


 Shocked  omg dolly,tum itni senti ho,wow kya baat hai,kya likha hai,chill dear,cool.Bohat khoob,loved it from the bottom of my heart.Excellent.
Logged
dolly
Guest
«Reply #32 on: June 14, 2005, 11:06:34 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
bohot bohot khoob dolly ji !!!!!!!!!!!! aap ki shayari ke to hum kayal ho gaye.
lagta hai kuch karna he padega.
lekin itni shikayat kis se kar rahi ho . bata to do lol.

hum bewafa hargiz na the per hum wafa ker na sake
humko mili uski saza hum jo khta ker na sake.

bbye. take care.


Shukriya ji ..Tanha JI....... Usual Smile

sab kuch karke kehte hain karna padega..
naa jaane kab tak unke bina rehna padega...

intezaar mein hi naa umr guzar jaaye
ke unke liye inn hoton ko seena padega...
judaai ka yeh zehar mujhko peena padega.....


hai unko ye shikaayat ke hum karte hain shikaayat
hai unko ye shikayat ke hum karte hain Mohabbat...


U also Tak care.Bbye.
Logged
dolly
Guest
«Reply #33 on: June 14, 2005, 11:09:53 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "dolly"
Thanx ARYAANJI...

kabhi fool to kabhi kaanton par chalaayegi yeh zindagi
gham aur khushi ke saagar chalkayegi ye zindagi

naa jaane kab tak hans hans ke rulaayegi yeh zindagi
adhoori tamanaon aur khwaishon mein simatkar rehjayegi ye zindagi

apno se door gaironse ka saath karayegi yeh zindagi
fir ekdin bheed mein tanha chod jaayegi ye zindagi

kabhi khwaab kabhi haqeeqat bankr samne ayegi ye zindagi
aur inn paanon ko sametkar khatm ho jayegi meri ye zindagi


 Shocked  omg dolly,tum itni senti ho,wow kya baat hai,kya likha hai,chill dear,cool.Bohat khoob,loved it from the bottom of my heart.Excellent.


WOW Nidhs.....tum itti shocked.....lolz :lol: ........

Thanx Alot........ :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #34 on: June 14, 2005, 01:04:25 PM »
Quote from: "dolly"
Thanx ARYAANJI...

kabhi fool to kabhi kaanton par chalaayegi yeh zindagi
gham aur khushi ke saagar chalkayegi ye zindagi

naa jaane kab tak hans hans ke rulaayegi yeh zindagi
adhoori tamanaon aur khwaishon mein simatkar rehjayegi ye zindagi

apno se door gaironse ka saath karayegi yeh zindagi
fir ekdin bheed mein tanha chod jaayegi ye zindagi

kabhi khwaab kabhi haqeeqat bankr samne ayegi ye zindagi
aur inn paanon ko sametkar khatm ho jayegi meri ye zindagi

Wah Dolly... kya khoob likha hai aap ne....
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #35 on: June 15, 2005, 10:33:26 AM »
Quote from: "dolly"
yeh dil ho gaya tumhara,haryaad mein ho tum,
pukarta hai tumhe ,kyun nahi laut aate ho tum,
saansein hain chalti har saans mein ho tum,
Tanha ki Tanhaai hai roti,phir bhi khaamosh ho tum...




dono baithe the jaise bejaan tasveer,
nikle jo lavz,badal hi gayee taqdeer,
koshisein hain mitaane ki inn haathon ki lakeer,
tere bandhan mein bandhe hain,jaise koi zanjeer.



ek pal ka ehsaas bankar aate ho.
doosre hi pal khwab bankar ud jaate ho,
jaante ho ki lagta hai darr tanhaaiyonse,
phir bhi baar baar humein Tanha chod jaate ho(nm)


wahhhhhhhhh dolly bahut khoob.................

keep it up
Logged
dolly
Guest
«Reply #36 on: June 15, 2005, 10:58:52 AM »
Thanx Aryaanji.......n Khushiii........................................ Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #37 on: June 15, 2005, 12:18:51 PM »
Quote from: "dolly"
hum jiske wajood mein khud ko talaashte hain...
woh auron ki baahon ko apnaa pyaar maante hain...

hum jiska saaya ban kar saath chalnaa chahte hain..
woh humaare ehsaas ko bhi thokar maarte hain...
hum jiske kadmon mein phool bichana chahte hain..
woh to humein apne raaste ka kaanta maante hain...

hum unse shikaayat karte jaate hain.....
woh apne har sitam ko wafaa ki chaadar pehnaate hain......



bohat khoob dolly
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #38 on: June 15, 2005, 08:48:26 PM »
Quote from: "dolly"
yeh dil ho gaya tumhara,haryaad mein ho tum,
pukarta hai tumhe ,kyun nahi laut aate ho tum,
saansein hain chalti har saans mein ho tum,
Tanha ki Tanhaai hai roti,phir bhi khaamosh ho tum...




dono baithe the jaise bejaan tasveer,
nikle jo lavz,badal hi gayee taqdeer,
koshisein hain mitaane ki inn haathon ki lakeer,
tere bandhan mein bandhe hain,jaise koi zanjeer.



ek pal ka ehsaas bankar aate ho.
doosre hi pal khwab bankar ud jaate ho,
jaante ho ki lagta hai darr tanhaaiyonse,
phir bhi baar baar humein Tanha chod jaate ho(nm)



bahut khoobsurat.........................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #39 on: June 16, 2005, 02:35:34 AM »
Fanaa ho jaane mein aitbaar chahiye
Pyar ke liye dil mein bas ehsaas chahiye

Hothon se kehne ki tau zaroorat hi nahi
Bas aankhon mein khamoshi ki aawaaz chahiye

Anjaam ki kab fikr karte hain deewaane
Bas ek khoobsurat sa aaghaaz chahiye

Zindagi ki hadh ke bhi paar pyar hai
Kisi pe marr ke jeene ka andaaz chahiye

Iss duniya ko apne Qadmon mein jhukaa deinge
Dil mein tera pyar, haathon mein haath chahiye
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #40 on: June 16, 2005, 04:54:41 AM »
Quote from: "dolly"
hum jiske wajood mein khud ko talaashte hain...
woh auron ki baahon ko apnaa pyaar maante hain...

hum jiska saaya ban kar saath chalnaa chahte hain..
woh humaare ehsaas ko bhi thokar maarte hain...
hum jiske kadmon mein phool bichana chahte hain..
woh to humein apne raaste ka kaanta maante hain...

hum unse shikaayat karte jaate hain.....
woh apne har sitam ko wafaa ki chaadar pehnaate hain......


wah.............. dolly.......... bahut achha likha hai ...............
Logged
dolly
Guest
«Reply #41 on: June 16, 2005, 10:48:12 AM »
Quote from: "Aryaan"
Fanaa ho jaane mein aitbaar chahiye
Pyar ke liye dil mein bas ehsaas chahiye

Hothon se kehne ki tau zaroorat hi nahi
Bas aankhon mein khamoshi ki aawaaz chahiye

Anjaam ki kab fikr karte hain deewaane
Bas ek khoobsurat sa aaghaaz chahiye

Zindagi ki hadh ke bhi paar pyar hai
Kisi pe marr ke jeene ka andaaz chahiye

Iss duniya ko apne Qadmon mein jhukaa deinge
Dil mein tera pyar, haathon mein haath chahiye


wowwwww....ARYAANJI....bahut sach likha  hai....bahut achha......
Logged
dolly
Guest
«Reply #42 on: June 16, 2005, 10:49:32 AM »
Thanx Nishu...Aarzu.....N Khushiii......................................... ...... Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #43 on: June 17, 2005, 01:27:30 AM »
Quote from: "dolly"

wowwwww....ARYAANJI....bahut sach likha  hai....bahut achha......


Shukriya Dolly.....
Logged
dolly
Guest
«Reply #44 on: June 17, 2005, 08:02:34 AM »
Ok Guys....this is my second ever creation in English....pehli waali bahut bakwaas thi..lolzz.....yeh bhi bas likh di hai aisei........ Usual Smile

 Read my eyes,it tells about you,

Understand my feelings,which feels for you,

Club my words,they say sthg to you,

Have a luk at my face,it smiles for you,

Its jus sthg,i wan to share with you.

Need noone with me,but only you,

Take from me,evythg for you,

And my senses jus thinking of you,

Neither its me ,nor its you,


Because you are me and me only you.  
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 21
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:55:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer