Tanhaai se Ishaq karte hai

by Pooja on November 22, 2009, 06:51:36 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3884 times)
KOYAL46
Guest
«Reply #15 on: November 28, 2009, 09:56:44 AM »
Pooja-di... zindgi k satya ko ujaagar karti hui rachna hai aap ki.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tukro-tukro mai jee rahi hu tujhe ey zindgi
Roj rang badalti hai,kya kahu tujhe ey zindgi
Kabhi hasaati tou kabhi rulati hai tu ey zindgi
Haqiqat se jayada khwabo mai jeeti hu tujhe ey zindgi



Zindagi ke tukaro main, khwabo ke tukare chunte hai
kabootar ki tarah kar band ankh, kyun hum zindagi mai chalte hai

dar gaye hai itna ki haqiqat ko jan.ne se bhi darte hai
mil rahi hai jo tukaro main khushi, basar usi per zindagi karte hai

de jaate hai sakoon kuch pal ko, tanhaai main jo khwab hum bunate hai
Haiqat main, phir se na ja Pooja, Haqiqat main to bas kaante he milte hai

kar le Ishaq jo kaha Pooja se is dunia ne
hans kar kaha Pooja ne, apni tanhaai se bepnah ishaq hum karte hai......

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishaq by ssajidahmad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ishaq .....___Kia Kia kre by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERE ISHAQ ME....... by tanhadil in Shayri for Khumar -e- Ishq
Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte....... by fairy2633 in Shayri for Dard -e- Judai
Karte he chahatse bhare dil ishaq by jyuthika in Miscellaneous Shayri
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: November 28, 2009, 10:00:43 AM »
Nice one Koyal Ji
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #17 on: November 28, 2009, 10:22:33 AM »
Dhanyawaad Rajesh-bhai.....
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #18 on: November 28, 2009, 10:42:50 AM »
Bahut khoob Khwaish ji and Koyal ji,lovely creation, icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #19 on: November 28, 2009, 10:50:01 AM »
Thanks di....your blessings as usual..... icon_salut love9 love4




Bahut khoob Khwaish ji and Koyal ji,lovely creation, icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #20 on: November 28, 2009, 11:09:29 AM »
Zindagi ke tukaro main, khwabo ke tukare chunte hai
kabootar ki tarah kar band ankh, kyun hum zindagi mai chalte hai

dar gaye hai itna ki haqiqat ko jan.ne se bhi darte hai
mil rahi hai jo tukaro main khushi, basar usi per zindagi karte hai

de jaate hai sakoon kuch pal ko, tanhaai main jo khwab hum bunate hai
Haiqat main, phir se na ja Pooja, Haqiqat main to bas kaante he milte hai

kar le Ishaq jo kaha Pooja se is dunia ne
hans kar kaha Pooja ne, apni tanhaai se bepnah ishaq hum karte hai......


khoob andaz-e-byan hai aapka pooja ji daad kabool karen
Very nice and touching lines Poojaji
Bahoot Khoob Likha Aapne Applause Applause Applause


bahoot khoob pank ji behad umda

Zindagi Ke iss Daur Se Kuch Yuh Guzarte Hai
Kaanton Par Chalna Asaan Hai Ab Hum Phoolon Se Darte Hai...

Humein Kuch Gumaan Nahi Ke Aakhir Kis Raah Par Tham Jaaye Yeh Karwaan!!
Hum To Bas Musafir Hai!!!Chalna Hi Apna Kaam Hai, Bas!! Taye Yeh Safar karte Hai...

Muskura Main Bhi Leta Hoon Par Mere Muskaan Ki Koi Keemat Nahi!!!
Mere Muskaan Ki Keemat Woh Jaane Jo Pehle Mere Aankh Se Gire Ashko Ki Kadar Karte Hai....

"Khwaish" Hum Abhi Zinda Hai Kyon Ki Hum Gair-Zimmedar Nahi!!!
Varna Inn Halaat Mein Naa Jaane Log Apni Zindagi Ki, Kya Hashar Karte Hai....


khwaish bro kamal likha hai aapne behad shaktishali
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #21 on: November 28, 2009, 11:33:34 AM »
jindagi ki raahon pe har rang mile,
kabhi patjhad mile, kahin gulshan mile,

naaz tha jinki yaari pe hume,
waqt aaya to wo rakeebon ke sang mile,

khairkhwah bane hain jamane ke liye jo,
apne hi ghar me unke haath tang mile,

talash-ta raha jo mujhko ek umra tak,
jab maine use dhundha to darwaje band mile,


Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #22 on: November 28, 2009, 12:04:28 PM »
Lovely lines Bekaar ji,bahut khoob. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #23 on: November 28, 2009, 09:29:13 PM »
Shukriya Bekarar ji
Aapne Mujhe Tarif Ke Kabil Samjha

Aur Aap Sabhi Ka Bahoot Bahoot Shukriya ki Mere Likhavat ki Khamiyon ko Nazarandaaz karke Meri feelings ko samjha
Fir Bhi Aaj Jab Maine Fir Se Check Kiya to Bahoot Kuch Edit Kiya
Ummid Hai Ab Thoda Sudhar Nazar Aayega...

~Pank~
Very nice and touching lines Poojaji
Bahoot Khoob Likha Aapne Applause Applause Applause

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #24 on: November 28, 2009, 09:33:07 PM »
jindagi ki raahon pe har rang mile,
kabhi patjhad mile, kahin gulshan mile,

naaz tha jinki yaari pe hume,
waqt aaya to wo rakeebon ke sang mile,

khairkhwah bane hain jamane ke liye jo,
apne hi ghar me unke haath tang mile,

talash-ta raha jo mujhko ek umra tak,
jab maine use dhundha to darwaje band mile,


Awesome Beqarar ji
 Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #25 on: November 28, 2009, 09:50:54 PM »
jindagi ki raahon pe har rang mile,
kabhi patjhad mile, kahin gulshan mile,

naaz tha jinki yaari pe hume,
waqt aaya to wo rakeebon ke sang mile,

khairkhwah bane hain jamane ke liye jo,
apne hi ghar me unke haath tang mile,

talash-ta raha jo mujhko ek umra tak,
jab maine use dhundha to darwaje band mile,



Bahut khoob Bekarar Ji
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #26 on: November 30, 2009, 05:38:18 PM »
WAAAAAAAAAAAAAAAAAAAH BEHTREEN,POOJA JI,,,,,,,,,,,,,,,, Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 02, 2009, 03:57:39 AM »
Bahoot Bahoot Khoob Likha Khwaish Ji Applause Applause Applause


Bahut bahut Shukriya Pankhji..

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 02, 2009, 04:01:52 AM »
Bahut khoob Khwaish ji and Koyal ji,lovely creation, icon_thumleft Applause Applause Applause Applause

Bahut bahut Shukriya Madhuji..


khwaish bro kamal likha hai aapne behad shaktishali

Sanjeev Bro,Aapka Teh Dil se Shukriya Ji Aapne Isse Padha Aur Saraha.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 02, 2009, 04:04:32 AM »
jindagi ki raahon pe har rang mile,
kabhi patjhad mile, kahin gulshan mile,

naaz tha jinki yaari pe hume,
waqt aaya to wo rakeebon ke sang mile,

khairkhwah bane hain jamane ke liye jo,
apne hi ghar me unke haath tang mile,

talash-ta raha jo mujhko ek umra tak,
jab maine use dhundha to darwaje band mile,




Bahut Bahut Khoob Sanjeev Bro..Aapke Lekhni Ke Kya Kehne,Har Lafz Behtereen..Ek Umda Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:07:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer