Tanhaai,.

by Jaanasheen on November 02, 2007, 02:50:24 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1845 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Tanhaai Ne Khela Kuch Aisa Khel,.
Mehfilon Ne Bhi Sahaara Na Diya,.

Phass Gayi Kashti-e-Zindagi Toofaano Mein,.
Jab Naseebon Ki Dariya Ne Kinaara Na Diya,.

Ab To Guzar Rahi Hai Zindagi Andheri Raahon Mein,.
Jab Malik Ne Humse Rooth Kar Roshni Ko Taara Na Diya,.

_____________________________________-Jaanasheen-

________________-Azeem-________________



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaai by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 5 6 »
tanhaai by bekarar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Tanhaai by fairy2633 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
TANHAAI,,,,,,,,,,,,,,,, by RKQ in Shayri-E-Dard
Gum-e-tanhaai ! by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2007, 06:29:44 PM »
wah kaya baat hai... shabdo ke motio se bahoot achi tarah se kavita ko saja rahe hai ajj app!!! Good job!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 04, 2007, 02:10:46 PM »
Shukria,.
Kya Karte Didi,.
Dil Bahoot Dukh Gaya Likh Diya Jo Dil Me Aaaya,.
 sad5 ,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 04, 2007, 06:42:33 PM »
BAHUT KHOOB AZEEMBHAI....

IS KADAR MILE HAI ZAKHM ZAMAANE MEIN,
AB TO AADAT SI HO GAYI HAI,
CHOT KHA KAR MUSKURANE KI,
AB TO TANHAI KA AALAM SUHANA LAGTA HAI,
AB FIR HIMMAT NAHI HOTI,
APNI KISMAT KO AZMAANE KI,

WOH CHAAHTE HAI KE HUM PHIR SE,
USS SHAKS SE DIL LAGA BAITHE,
AB KHWAISH NAA RAHI,
KISI SE DIL LAGANE KI........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: November 06, 2007, 12:11:06 AM »
Nice one khwaish!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 06, 2007, 02:07:51 PM »
Shukriya Khwaish Ji,.
And Nice One
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 06, 2007, 02:11:11 PM »
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB AZEEMBHAI....

IS KADAR MILE HAI ZAKHM ZAMAANE MEIN,
AB TO AADAT SI HO GAYI HAI,
CHOT KHA KAR MUSKURANE KI,
AB TO TANHAI KA AALAM SUHANA LAGTA HAI,
AB FIR HIMMAT NAHI HOTI,
APNI KISMAT KO AZMAANE KI,

WOH CHAAHTE HAI KE HUM PHIR SE,
USS SHAKS SE DIL LAGA BAITHE,
AB KHWAISH NAA RAHI,
KISI SE DIL LAGANE KI........


Apni Tanhaaiyon Mein Mashroof The Hum,.
Aaj Mudaat Baad Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,. Puzzled !
Kya ye Naam Hamaara Hai,.

_____________________--NM--
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: November 15, 2007, 03:58:59 PM »
Good ones Azeem and Khwaish
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 16, 2007, 03:49:21 PM »
Shukriya Talat Ji,.
Kaash Aap Likhkar Jaate To Kuch Seekhne KO Milta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 16, 2007, 03:52:32 PM »
Tanhaai Me Zindagi Basar Hui,.
Maloom Nahi Kab Shaam Aur Sehar Hui,.

Hum Kho Gaye Unki Chahaton Me "Azeem",.
Aur Afsos Kisi Ko Hamari Na Koi Kadar Hui,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #10 on: November 29, 2007, 07:36:22 PM »
Log kitni aap ki taarife karte rahe
magar aap ne humesha afsos kiya
log kitna likhte rahe
magar aapne kuch na  sikha
log kitna sunate rahe
magar aap sunne ko razi na hue............

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 04, 2007, 07:07:15 AM »
Shukriya Muskan Ji,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 05, 2007, 05:05:03 PM »
AAJ JO MERI CHAAHAT HAI "KHWAISH"
KAL WOH AMANAT PARAYI HOGI
AAJ JO WAJAH HAI MERE JEENE KI,
KAL WOH,SIRF MEHAZ EK PARCHAAI HOGI
JISKE KHUSBOO SE MEHAK UTHA THA
AASHIYAANA HAMARA,
WAHA SIRF DOOR DOOR TAK TANHAI HOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 06, 2007, 03:31:22 PM »
kiyaa hai pyaar jise hamane zindagii kii tarah
vo aashanaa bhii milaa hamase ajanabii kii tarah


ba.Daa ke pyaas merii us ne haath chho.D diyaa
vo kar rahaa thaa muravvat bhii dillagii kii tarah


kise Khabar thii ba.Degii kuchh aur taariikii
chhupegaa vo kisii badalii me.n chaa.Ndanii kii tarah


kabhii na sochaa thaa hamane "Qateel" us ke liye
karegaa ham pe sitam vo bhii har kisii kii tarah

________________________________-Qateel Shifaai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: January 23, 2009, 05:24:48 PM »
Tanhaai Ka Aalam Is Kadar Chaaya Hai Mujhpar,.
Mehfilein Bhi Mujhse Milkar Tanhaa Ho Jaati Hain,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:40:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer