Tanhaaiyon ka karb....!!!

by Talat on February 23, 2008, 09:54:12 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3233 times)
Talat
Guest
«Reply #30 on: March 12, 2008, 06:59:54 PM »
We miss your beautiful poetry sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Hayaat Ki Tanhaaiyon Ko Dekho To!!!!!!!!!!!!!! by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Batwaare Ka Karb,. India-Pak,. by Azeem Azaad in Share:Miscellaneous Shayari
Ek Karb E Wafa by raHie in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aryaan
Guest
«Reply #31 on: March 12, 2008, 07:04:47 PM »
Sirf meri poetry hi?... bas abhi post karne hi wala hoon...happy3
Logged
Talat
Guest
«Reply #32 on: March 12, 2008, 07:06:45 PM »
Lo ji karlo baat...Aap ko miss kiya tabhi to aapse judi aapki poetry miss kiya  DOH

Waiting for your new poem  Clapping Smiley
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #33 on: March 12, 2008, 07:09:49 PM »
So nice of you..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #34 on: March 12, 2008, 07:11:42 PM »
Meri aankhen pathra gayi hain...kuch likho Laughing hard
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #35 on: March 13, 2008, 04:56:37 AM »
Kaun hota hai kisi ka, sab apne ghum ke maare hain
Zamane ke thukraye hue, kabhi taqdeer se haare hain
Tanhaaiyon main, iss dard-e-dil ne saath nibhaya hai
Koi nahin jo hota saath, sang aah-o-fughan humare hain !


Waah kya khoob likha hai talat ji bahoot khoob....

Dard ke maaroN ne aaj mehfil  sajayii hai
Ik-ik rooh yahaaN  dil se thhukrayii hai
TanhayiiyoN maiN Gart haiN sabhi yahaaN
Guzre lamhaat ki yaad chali aayii hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: March 13, 2008, 10:46:40 PM »
Bohot khoob Harash.....bohot bohot shukriya...!!


Yeh dard, yeh tanhaaiyon ke qisse ajeeb hain
Dushman-e-jaan hai wo, magar dil ke qareeb hain !
Logged
Roja
Guest
«Reply #37 on: March 14, 2008, 01:44:03 AM »
Kaun hota hai kisi ka, sab apne ghum ke maare hain
Zamane ke thukraye hue, kabhi taqdeer se haare hain
Tanhaaiyon main, iss dard-e-dil ne saath nibhaya hai
Koi nahin jo hota saath, sang aah-o-fughan humare hain !


Waah kya khoob likha hai talat ji bahoot khoob....

Dard ke maaroN ne aaj mehfil  sajayii hai
Ik-ik rooh yahaaN  dil se thhukrayii hai
TanhayiiyoN maiN Gart haiN sabhi yahaaN
Guzre lamhaat ki yaad chali aayii hai


Wah kya baat hai.. bahut khoob harash ji

Guzre huwe kal ki yaad her pal saat hai
Pyar tumara paya tha humne
Wo rangeen sham yaad kar
In aankhon main nami cha jati hai

Aaj sab kuch hai per shayad kuch b nahi hai
Hazar khushi mili per wo dard vahi ka vahi hai
Zindagi me mile bahut se log per
Tumsa koyi nahi hai

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #38 on: March 14, 2008, 03:22:05 AM »
waah Talat bahoot khoob......dil ko chhoo gaya aapka ye sher....

Quote
Yeh dard, yeh tanhaaiyon ke qisse ajeeb hain
Dushman-e-jaan hai wo, magar dil ke qareeb hain !

Dil reja-reja ho uthh.ta hai in tanhaaiiyoN se
Dard our Gehra ho jata hai phir judaiiyiioN se
Ab zindagi ne bhi le liye haiN bahoot imtihaan
Dil ko kab tak samjhaooN maiN in rubaaiiyioN se


harash
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: March 14, 2008, 12:06:40 PM »
Kaun hota hai kisi ka, sab apne ghum ke maare hain
Zamane ke thukraye hue, kabhi taqdeer se haare hain
Tanhaaiyon main, iss dard-e-dil ne saath nibhaya hai
Koi nahin jo hota saath, sang aah-o-fughan humare hain !


Waah kya khoob likha hai talat ji bahoot khoob....

Dard ke maaroN ne aaj mehfil  sajayii hai
Ik-ik rooh yahaaN  dil se thhukrayii hai
TanhayiiyoN maiN Gart haiN sabhi yahaaN
Guzre lamhaat ki yaad chali aayii hai


Wah kya baat hai.. bahut khoob harash ji

Guzre huwe kal ki yaad her pal saat hai
Pyar tumara paya tha humne
Wo rangeen sham yaad kar
In aankhon main nami cha jati hai

Aaj sab kuch hai per shayad kuch b nahi hai
Hazar khushi mili per wo dard vahi ka vahi hai
Zindagi me mile bahut se log per
Tumsa koyi nahi hai



Bohot khoob Roja sis
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: March 14, 2008, 12:11:23 PM »
waah Talat bahoot khoob......dil ko chhoo gaya aapka ye sher....

Quote
Yeh dard, yeh tanhaaiyon ke qisse ajeeb hain
Dushman-e-jaan hai wo, magar dil ke qareeb hain !

Dil reja-reja ho uthh.ta hai in tanhaaiiyoN se
Dard our Gehra ho jata hai phir judaiiyiioN se
Ab zindagi ne bhi le liye haiN bahoot imtihaan
Dil ko kab tak samjhaooN maiN in rubaaiiyioN se


harash


Bohot bohot shukriya...aur ek baar phir se behad achcha likha hai aapne !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #41 on: March 14, 2008, 12:13:04 PM »


waah Talat bahoot khoob......dil ko chhoo gaya aapka ye sher....
Dil reja-reja ho uthh.ta hai in tanhaaiiyoN se
Dard our Gehra ho jata hai phir judaiiyiioN se
Ab zindagi ne bhi le liye haiN bahoot imtihaan
Dil ko kab tak samjhaooN maiN in rubaaiiyioN se


harash







Tanhaaiyon ka karb sehte hue ek umr guzri
Yaadon ke moti sahejte hue ek umar guzri
Jaane zakhm diya kisne, jaane kisne dil toda
Dil ki karchiyan samet te hue ek umr guzri
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: March 14, 2008, 02:04:18 PM »
bahot khoob harsh ji and TAlat!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: March 14, 2008, 02:27:27 PM »
Tanhaio se kyun mujhe itna pyar hai
Bhird mai dil hota bejaar hai
Tanhai bhari is zindagi main ab
Na kisi ka mujhko intzaar hai!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #44 on: March 15, 2008, 02:49:26 AM »
Bohat khoob Talat, Pooja, Harash & Roja...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:16:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer