Tanhayee~~~~ Saahil

by salil2002 on May 07, 2009, 08:39:08 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1263 times)
salil2002
Guest
nigaah main rakhte hain ek aansu
jab dil karta hai ro lete hain

dil k zakhmo ka ilaaz nahin mumkin
jab behta hai lhoon, toh si lete hain

dariye ko dekha hai sookha hua maine
jab se uske ashq mere dil mein rehte hain

aati nahin ab parindon kii chahchahat is taraf
na jaane kin darakhton k saaye main rehte hain

akelepan ko tarasta raha ummra bhar 'Saahil'
jan tanhayee mile toh zaar-zaar rote hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~Tanhayee~~ by tanha dil tanha safar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tanhayee by Nedura! in Shayri for Dard -e- Judai
TANHAYEE by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tanhayee... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Tanhayee by Rosh in Shayri for Khumar -e- Ishq
k.shael
Guest
«Reply #1 on: May 07, 2009, 08:54:30 AM »
nigaah main rakhte hain ek aansu
jab dil karta hai ro lete hain

dil k zakhmo ka ilaaz nahin mumkin
jab behta hai lhoon, toh si lete hain

dariye ko dekha hai sookha hua maine
jab se uske ashq mere dil mein rehte hain

aati nahin ab parindon kii chahchahat is taraf
na jaane kin darakhton k saaye main rehte hain

akelepan ko tarasta raha ummra bhar 'Saahil'
jan tanhayee mile toh zaar-zaar rote hain

Bahut Khoob Har Line Bahut Pasandh Aayi, Clapping Smiley  Clapping Smiley

Tanhayi ko sathi banakar mout ka intzaar kiya karte hain,
Ham aajkal u hi zindagi ko hathon me lekar jiya karte hai,

Mehfil me log be-hisaab peete hai aur rote hai,
Ham leke haath me jaam so baar tujhe yaad kiya karte hain,

Haath mere khali hi rahe tere jaane ke baad,
Haan kabhi kabhi aansoo se muthi bhar liya karte hain.

Shally.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: May 07, 2009, 08:59:33 AM »

Bahut Khoob Har Line Bahut Pasandh Aayi, Clapping Smiley  Clapping Smiley

Tanhayi ko sathi banakar mout ka intzaar karte hain,
Ham aajkal u hi zindagi ko hathon me lekar jiya karte hai,

Mehfil me log be-hisaab peete hai aur rote hai,
Ham leke haath me jaam so baar tujhe yaad kiya karte hain,

Haath mere khali hi rahe tere jaane ke baad,
Haan kabhi kabhi aansoo se muthi bhar liya karte hain.

Shally.


thanks and very good reply from u shally

nazar aaya mujhe ek saaya
jo andhere main khone kii koshish karta hai

uski shaql dekhi hai qayi baar maine aaine main
magar woh is kadar mayoos toh nahin dikhta hai

kuch wajah jaroor hai uske , tanhayee main ghum hone ki
warna woh toh apne sang mehfile liye phirta hai
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2009, 09:05:44 AM »
nigaah main rakhte hain ek aansu
jab dil karta hai ro lete hain

dil k zakhmo ka ilaaz nahin mumkin
jab behta hai lhoon, toh si lete hain

dariye ko dekha hai sookha hua maine
jab se uske ashq mere dil mein rehte hain

aati nahin ab parindon kii chahchahat is taraf
na jaane kin darakhton k saaye main rehte hain

akelepan ko tarasta raha ummra bhar 'Saahil'
jan tanhayee mile toh zaar-zaar rote hain


VERIII NAAICE...............S2002
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2009, 09:16:47 AM »
thanks and very good reply from u shally

nazar aaya mujhe ek saaya
jo andhere main khone kii koshish karta hai

uski shaql dekhi hai qayi baar maine aaine main
magar woh is kadar mayoos toh nahin dikhta hai

kuch wajah jaroor hai uske , tanhayee main ghum hone ki
warna woh toh apne sang mehfile liye phirta hai


Shukriya Salil Ji, Aapne bhi khoob reply kiya,

Bahut seh liya gammo ko meri masoom hassi ne,
Aab ham bhi dil khol kar aankhon ko rulaya karte hain,

Koi gunaah na kiya koi dhokha na kiya kisi se,
Phir bhi jaane kis darr se nazre churaya karte hain,

Log to ek pal mein hi jaane kaise todte hai dosti,
Ham to nafratoon ko bhi saalo tak jhela karte hain.

Shally.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2009, 09:52:59 AM »


VERIII NAAICE...............S2002
shukriya K_A
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: May 07, 2009, 09:56:16 AM »

Shukriya Salil Ji, Aapne bhi khoob reply kiya,

Bahut seh liya gammo ko meri masoom hassi ne,
Aab ham bhi dil khol kar aankhon ko rulaya karte hain,

Koi gunaah na kiya koi dhokha na kiya kisi se,
Phir bhi jaane kis darr se nazre churaya karte hain,

Log to ek pal mein hi jaane kaise todte hai dosti,
Ham to nafratoon ko bhi saalo tak jhela karte hain.

Shally.



bahut achche shally

dosti ko samajhte ho toh aisi baat na karte
dosti ko muqabla nafraton k saath na karte
khata kucch nahin teri , bas khata yeh meri
sachchai se rakhta ho parda,uske ghar yaar nahin baste
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: May 07, 2009, 10:17:46 AM »


bahut achche shally

dosti ko samajhte ho toh aisi baat na karte
dosti ko muqabla nafraton k saath na karte
khata kucch nahin teri , bas khata yeh meri
sachchai se rakhta ho parda,uske ghar yaar nahin baste

Bahut Khoob Salil Ji,

Acha laga ki tune mere gunaah ko jahir kiya,
Apni dukhe hue dil ko mujhe dikha diya,

Insaan hi ho mein bhi e dost khuda nahi,
Jo bhi hua anjaane me hua jaanbujhkar nahi kiya.

Shally.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: May 07, 2009, 12:31:05 PM »
nigaah main rakhte hain ek aansu
jab dil karta hai ro lete hain

dil k zakhmo ka ilaaz nahin mumkin
jab behta hai lhoon, toh si lete hain

dariye ko dekha hai sookha hua maine
jab se uske ashq mere dil mein rehte hain

aati nahin ab parindon kii chahchahat is taraf
na jaane kin darakhton k saaye main rehte hain

akelepan ko tarasta raha ummra bhar 'Saahil'
jan tanhayee mile toh zaar-zaar rote hain
Clapping Smiley Clapping Smiley

bohat khoob salil bhai..

Bohat khoob shally ...
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: May 07, 2009, 05:32:58 PM »
nigaah main rakhte hain ek aansu
jab dil karta hai ro lete hain

dil k zakhmo ka ilaaz nahin mumkin
jab behta hai lhoon, toh si lete hain

dariye ko dekha hai sookha hua maine
jab se uske ashq mere dil mein rehte hain

aati nahin ab parindon kii chahchahat is taraf
na jaane kin darakhton k saaye main rehte hain

akelepan ko tarasta raha ummra bhar 'Saahil'
jan tanhayee mile toh zaar-zaar rote hain
Waah...bohot khoob Salil
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 07, 2009, 05:48:40 PM »
Bahut Bahut Khoob Salil & Shally..
aap dono ne bahut acha likha hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
danish007
Guest
«Reply #11 on: May 07, 2009, 05:55:37 PM »
bahut khoob saahil

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #12 on: June 17, 2009, 02:28:22 PM »

Bahut Khoob Salil Ji,

Acha laga ki tune mere gunaah ko jahir kiya,
Apni dukhe hue dil ko mujhe dikha diya,

Insaan hi ho mein bhi e dost khuda nahi,
Jo bhi hua anjaane me hua jaanbujhkar nahi kiya.

Shally.

thnks shally dear
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: June 17, 2009, 02:28:48 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley

bohat khoob salil bhai..

Bohat khoob shally ...

jaya di
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: June 17, 2009, 02:29:51 PM »
Waah...bohot khoob Salil
Bahut Bahut Khoob Salil & Shally..
aap dono ne bahut acha likha hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob saahil

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
thnks talat ,khwahish, danish
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:22:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer