tareef ke pehlu me SHIKAYAT na hoti...!!

by ghayal_shayar on November 21, 2012, 05:44:40 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2128 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: November 22, 2012, 12:06:21 PM »
bahoot bahoot sundar

mishra ji tareef ka shukriya, umeed karta hun aapka saath yuNhi milta rahegaa..
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #16 on: November 22, 2012, 12:07:42 PM »
waah, bada khoobsurat andaaz hai is adaawat, shikayat aur muhabbat bhari Ghazal ka...Mubarak ho Taish sb!

shukriya shara ji, ye humari khushkismati ki aapko humari ye adni peshkash pasand aayi, bas yahi duaa rahegi aapse ki aap aage v yuNhi saath nibhaate raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: November 22, 2012, 05:41:00 PM »
waah... waaah.....bahut khoob......
 Applause Applause Applause Applause

vimmi ji bahut bahut shukriya, bas aage bhi aap yuNhi saath deti raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: November 23, 2012, 02:13:54 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waaaaaah kya baath hai taish ji

mohtarma humari khusnaseeni jo aapne ise pasand kiya, bas yuNhi saath nibhatai rahiyegaaa...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: November 23, 2012, 02:31:07 PM »
Humse gar aaj unhe adawat* na hoti,
Tareef ke pehlu me shikayat na hoti...

*chiddh, dushmani....

Kab ki ruk gayin hoti ye saansen, gar,
Naza* ko teri khushbu ki chahat na hoti...

*aakhiri saans.

Sochte hain ki kasie jeete hum yahaan,
Tujhme pighalne ki gar hasrat na hoti..

Bewafa gar jo hota tera ye aashiq jaana,
Meri shayri ko mili ye sohrat na hoti...

"Taish" ko tujhse jo mohabbat na hoti,
To jannat bhi mere liye jannat na hoti...

Gar mujhe teri is kadar chaahat na hoti,
To qayamat se pehle ye qayamat na hoti.



Pehli baar Aapko padh raha Hoon Taish Ji Aur Vakaai Aap Bahut Umda Likhte Hai..Bahut bahut Khoooob

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: November 24, 2012, 01:26:03 AM »
Bahut Umda kalaam Taish jee
bahut gahraayee bharee is kalaam par meri dil daad qubool farmaayen
2nd sher..bahut bahut bhaaya mujhe

sahan aapki daad humare sar aaNkhoN pe, aur aapko sher pasand aaya ye humari khusnaseebi, bas yuNhi apna saath aur aashirwaad dete rahiyegaa...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: November 24, 2012, 02:59:34 AM »
Bohut khoob taish jee , umda kalaam hai daad qubool karen



aarish sahab aapki daad humare sar aankhon pe,, bas yuNhi hausla afzaayi karte raheN, janaab, hume v kuch likhte rehne ki himmat milti rahegi....
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: November 24, 2012, 09:58:30 AM »

Pehli baar Aapko padh raha Hoon Taish Ji Aur Vakaai Aap Bahut Umda Likhte Hai..Bahut bahut Khoooob

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


khwaish sahab ye to humari khusnaseebi ki aapne hume padhne ki jehmiyat uthaayi, aur aapko humara likha pasand aaya, umeed bas yahi karta hun ki aage bhi aapka saath yunhi milta rahegaa...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:33:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer