Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

by Rajnish.raaj on February 27, 2013, 10:20:45 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1721 times)
Rajnish.raaj
Guest
Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,
Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

Dar-Badar Bhatak Raha Hun Main Tanha Kab Se,
Tu Agar Saath Deti To Kahin Thehar Gaye Hote.

Is Dil Ke Khwahison Ne Phir Se Gehra Kar Dala,
Zakhm Mere Dil Ke Jo Ab Tak Bhar Gaye Hote.

In Udaas Raaton Ki Aansoo Bhari Dastaan Lekar,
Agar Koi Mera Intezaar Karta To Ghar Gaye Hote.

Khud Ko Jode Rakha Hai Lafz-Lafz Sheron Se,
Ye Shayari Na Hoti To Hum Bikhar Gaye Hote.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aap agar ham ko mil gaye hote by DJ Goher in Occassion Specific Poetry
Woh Humse Door hote chale gaye..!! by jassworld in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
bhikhar gaye hote... by rajguru in Shayri for Khumar -e- Ishq
......gaye hote...... by dead heart in Ghazals
Aap Jo Mil Gaye Hote by FIROZ IQBAL in Ghazals
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 27, 2013, 11:53:33 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: February 27, 2013, 01:21:46 PM »
Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,
Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

Dar-Badar Bhatak Raha Hun Main Tanha Kab Se,
Tu Agar Saath Deti To Kahin Thehar Gaye Hote.

Is Dil Ke Khwahison Ne Phir Se Gehra Kar Dala,
Zakhm Mere Dil Ke Jo Ab Tak Bhar Gaye Hote.

In Udaas Raaton Ki Aansoo Bhari Dastaan Lekar,
Agar Koi Mera Intezaar Karta To Ghar Gaye Hote.one rau boss!!!!!!!

Khud Ko Jode Rakha Hai Lafz-Lafz Sheron Se,
Ye Shayari Na Hoti To Hum Bikhar Gaye Hote.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: February 27, 2013, 01:54:13 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut khoob. dheron daad
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: February 27, 2013, 01:57:08 PM »
Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,
Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

Dar-Badar Bhatak Raha Hun Main Tanha Kab Se,
Tu Agar Saath Deti To Kahin Thehar Gaye Hote.

Is Dil Ke Khwahison Ne Phir Se Gehra Kar Dala,
Zakhm Mere Dil Ke Jo Ab Tak Bhar Gaye Hote.

In Udaas Raaton Ki Aansoo Bhari Dastaan Lekar,
Agar Koi Mera Intezaar Karta To Ghar Gaye Hote.

Khud Ko Jode Rakha Hai Lafz-Lafz Sheron Se,
Ye Shayari Na Hoti To Hum Bikhar Gaye Hote.

wah wah bahut khoob  Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: February 27, 2013, 02:41:28 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob likha hai aapne Rajnish ji......!!!
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #6 on: February 27, 2013, 03:34:52 PM »
rajnish man khush ho gaya apki kavita pad ke...bahut sunder. icon_flower
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #7 on: February 27, 2013, 04:10:45 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause



waaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaah buht hi umda....


dheeroon daaaaaad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 27, 2013, 05:53:28 PM »
Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,
Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

Dar-Badar Bhatak Raha Hun Main Tanha Kab Se,
Tu Agar Saath Deti To Kahin Thehar Gaye Hote.

Is Dil Ke Khwahison Ne Phir Se Gehra Kar Dala,
Zakhm Mere Dil Ke Jo Ab Tak Bhar Gaye Hote.

In Udaas Raaton Ki Aansoo Bhari Dastaan Lekar,
Agar Koi Mera Intezaar Karta To Ghar Gaye Hote.

Khud Ko Jode Rakha Hai Lafz-Lafz Sheron Se,
Ye Shayari Na Hoti To Hum Bikhar Gaye Hote.


Bahut Bahut Khooooooob Rajnish ji..

umda Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #9 on: February 27, 2013, 07:41:26 PM »
kaya baat ha kaya baat ha bhut khub
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #10 on: February 27, 2013, 08:21:00 PM »
Bahut Khub Applause Applause
Logged
Rajnish.raaj
Guest
«Reply #11 on: February 28, 2013, 12:32:14 AM »
aap sab ka mere hriday ke gehraiyon se dhanyabaad,
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #12 on: February 28, 2013, 03:04:02 AM »
gudddddddddddddd
Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: March 01, 2013, 09:43:01 PM »
waah ,...........bohat c daad,...........
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: March 01, 2013, 09:46:11 PM »
Tasveer E Zindagi Ke Rang Nikhar Gaye Hote,
Kash Mere Dil Ke Khwaab Sawar Gaye Hote.

Dar-Badar Bhatak Raha Hun Main Tanha Kab Se,
Tu Agar Saath Deti To Kahin Thehar Gaye Hote.

Is Dil Ke Khwahison Ne Phir Se Gehra Kar Dala,
Zakhm Mere Dil Ke Jo Ab Tak Bhar Gaye Hote.

In Udaas Raaton Ki Aansoo Bhari Dastaan Lekar,
Agar Koi Mera Intezaar Karta To Ghar Gaye Hote.

Khud Ko Jode Rakha Hai Lafz-Lafz Sheron Se,
Ye Shayari Na Hoti To Hum Bikhar Gaye Hote.

bahut khoob.......!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:41:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer