Tera Apna Bhi Har Mod Par Imtehaan Lega.......

by khwaish on April 01, 2008, 07:29:51 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3045 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: April 07, 2008, 05:51:41 PM »
khwaish ji-behtareen likha he aapne

aapke hausle-afsai ke liye bahut bahut shukriya prateekji..

wow..very nice and true khwaissh Applause Applause

thanx a lot dreamyangel for appreciating bu it's "KHWAISH" not khwaissh..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 07, 2008, 06:39:35 PM »
teri har baat ko woh shaks  dil se laga lega
ab chup hi reh "khwaish"
kahin aisa na ho ke teri baaton se
woh shaks khud ko rula lega...

koi usse yeh naa keh de ke main uske
haathon ki lakeeron mein nahi hoon shaamil,
aisa na ho ke woh haath hi apne jala lega....

kisi ko bhoolna asaan nahi hai "khwaish"
aisi zuurat bhi na kar
kahin usse bhoolne ki koshish mein
 tu khud ko mita lega....

waqt ke haat mein bebas sa hai "khwaish"
na dekh aaene mein yuh khud ko,
sharam se nazare apne tu jhuka lega....

bas chalte jaa,jahan tak yeh raahein tujhe le chale
har mod par tera apna bhi,tera imtehaan lega...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: April 07, 2008, 08:04:21 PM »
bahoot khoob khwaish ji.. her ek line bahoor he gahri likhi hai apne!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 20, 2008, 03:29:36 PM »
bahut bahut shukriya poojaji...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 20, 2008, 04:15:27 AM »
Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

Sirf Apna Keh Dene Se Koi Apna Nahi Ho Jaata,
Jahan Ashko Ka Sailaab Mile Aankhon Mein,
Waha Majbooriyon Ki Kami Nahi Hoti....

Do Kadam Saath Chal Kar Rukh Jaate To,
Kuch To Sukoon Milta Iss Dil Ko,
Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....

Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #20 on: May 20, 2008, 04:50:08 AM »
teri har baat ko woh shaks  dil se laga lega
ab chup hi reh "khwaish"

koi usse yeh naa keh de ke main uske
haathon ki lakeeron mein nahi hoon shaamil,
aisa na ho ke woh haath hi apne jala lega....

waqt ke haat mein bebas sa hai "khwaish"
na dekh aaene mein yuh khud ko,
sharam se nazare apne tu jhuka lega....




waah-waah--bemisaal-aap kavitaaye likhte he janaab-kamaal he,kaash kuch hunar aap baat sakte,to mein grehan karne to aatur tha!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #21 on: May 20, 2008, 05:04:02 AM »


Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....


kya pankti he-khwaish ji-aisa he kuch mehsoos kar raha thaa kuch samay se-aapne gunguna diya.saraahna sweekar kare.
Prateek

[/color][/b]
[/quote]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: May 20, 2008, 02:46:13 PM »
wah kaya likhte hai app khwaish ji:

Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

apki in lines ne rula diya:

Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...


bahoot khoob.. bahoot hi dil ki gahraio se likhi hai apne yah rachna...
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: May 20, 2008, 03:22:18 PM »
Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

Sirf Apna Keh Dene Se Koi Apna Nahi Ho Jaata,
Jahan Ashko Ka Sailaab Mile Aankhon Mein,
Waha Majbooriyon Ki Kami Nahi Hoti....

Do Kadam Saath Chal Kar Rukh Jaate To,
Kuch To Sukoon Milta Iss Dil Ko,
Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....



Beautiful Khwaish Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: June 22, 2008, 07:54:27 AM »


waah-waah--bemisaal-aap kavitaaye likhte he janaab-kamaal he,kaash kuch hunar aap baat sakte,to mein grehan karne to aatur tha!


Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....


kya pankti he-khwaish ji-aisa he kuch mehsoos kar raha thaa kuch samay se-aapne gunguna diya.saraahna sweekar kare.
Prateek

[/color][/b]


aapke hausle-afsaai ke liye bahut bahut shukriya prateekji..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: June 22, 2008, 07:59:51 AM »
wah kaya likhte hai app khwaish ji:

Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

apki in lines ne rula diya:

Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...


bahoot khoob.. bahoot hi dil ki gahraio se likhi hai apne yah rachna...

teh dil se aapka shukriya pooja..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #26 on: June 22, 2008, 08:07:51 AM »
Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

Sirf Apna Keh Dene Se Koi Apna Nahi Ho Jaata,
Jahan Ashko Ka Sailaab Mile Aankhon Mein,
Waha Majbooriyon Ki Kami Nahi Hoti....

Do Kadam Saath Chal Kar Rukh Jaate To,
Kuch To Sukoon Milta Iss Dil Ko,
Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....



 Hats off to you!
wonderful cration khwaish ji....
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #27 on: June 22, 2008, 08:10:53 AM »
Muskaan Ke Daayre Mein,Hamesha Khushi Nahi Hoti
Jo Insaan Unchi Udaan Ude,
Uske Pairon Ke Neeche Zameen Nahi Hoti...

Sirf Apna Keh Dene Se Koi Apna Nahi Ho Jaata,
Jahan Ashko Ka Sailaab Mile Aankhon Mein,
Waha Majbooriyon Ki Kami Nahi Hoti....

Do Kadam Saath Chal Kar Rukh Jaate To,
Kuch To Sukoon Milta Iss Dil Ko,
Jahan Nazdeekiyan Kabhi Thi Hi Nahi,
Waha Doori Bhi Nahi Hoti...

Muskaan Ke Daayre Mein Hamesha Khushi Nahi Hoti....



Bohot achhi kawish pesh ki he aap ne khwaish ji, mene aaj hi dekha ise, bohot khoob.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: June 22, 2008, 08:13:58 AM »
Beautiful Khwaish Applause

thankyou so much celmira..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: June 22, 2008, 08:15:15 AM »
Hats off to you!
wonderful cration khwaish ji....

bahut bahut shukriya bekararji..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 06:09:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer