Tere honthon se ....

by Naya_Daur on June 20, 2006, 03:58:31 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1965 times)
Naya_Daur
Guest
Tere honthon se kissi aor ka naam suna nahi jata
Dil lagaane wale,kya tujhe mujh par reham nahi aata

pukarte  ho jab kissi ko tum,yeh dil se saha nahi jaata
lutt jaata hai mera saansar,phir iss dil ko chain nahi aata

har saans ke nikalti hai phir dard bharri aahein
nahi dekh pati khud ki halat,yeh meri jalti hui nighaein

tokar lagaane se pehle mere dil ko,tum yeh kyun nahi sochte
iss mein sirf tum ho,kissi aor ka sath abb mujhe rass nahi atta

mana hai tujhe khuda,rakhi hai aapni jaan tere in kadmo mein
mohabbat meri kam ya phir yeh sab tumhein nazar nahi atta

Tere honthon se kissi aor ka naam suna nahi jata
Dil lagaane wale,kyun tujhe mujh par reham nahi aata...!!!

------------
woh ek sakhs hai ,jo rehta hai khusbu ki tarah
JEET aaj bhi chahe usse,deewaano ki tarah...!!!
[/b][/i]
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #1 on: June 20, 2006, 04:01:24 AM »
Quote from: "burniing_desiires"

Wah Jeet bhai mere Dil ki bhi baat keh dee tumne.....Mashallah......bahut khoob bhai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #2 on: June 20, 2006, 04:05:51 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"

Wah Jeet bhai mere Dil ki bhi baat keh dee tumne.....Mashallah......bahut khoob bhai

Sukriya dost.... mere dil se nikli baat ,tumhein acchi lagi.. sukriya
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: June 20, 2006, 04:06:59 AM »
Jahan sirf tujhe main Chahoon mujhe le chal aisi Jagah kahin.....
Tu kahe kuch mujhe or sirf main hee tujhe sunn paon kar Ashina aisa basar kahin.......

Jahan na ho koi Dard bas harr hawa ho Sard......
Dil me teri Tasveer toh Khuda ka bhi na ho jahan darr.......

Jahan ho harr Khawab mukammal hamara kya chalogi aisi jagah kahin.......!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: June 20, 2006, 04:07:00 AM »
superbbbbbbb JEET ..........WONDERFUL.............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #5 on: June 20, 2006, 04:11:40 AM »
Kabhi apne Pyar par mujhe Gaurav hua karta tha......
Par aaj Juda hai Dard humdono se kahin na kahin......

Toh kya basayenge Ashiana aisa jisse na dhoond payega yeh dushman kabhi......
Bekhabar hogi tu harr Uss pal se.....
Jahan tujhe dunga mein tohfe me Sakaar Khawaab sabhi.......!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #6 on: June 20, 2006, 04:19:55 AM »
bahut hi accha likha Gaurav..........

ek naam hai unka jo marte dam tak meri jubaan se nahi jaayega
ek dard hai unse juda jo kabhi bhulaya na jaayega

woh lagaate rahe hum per na jaane ilzaam kya kya
per unko toh kabhi yeh dil mera bhula  na paayega

aaj nahi hai unke honthon per chahaye naam mera
par jaanti hun woh apne dil ki diwaaro.n se
 naam mera kabhi hata na paayega...........!!!!!!!!
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #7 on: June 20, 2006, 04:30:15 AM »
bahut khub jeet ji.............

  jin hontho se kabhi ishq ke jaam piya karte the
   aaj unhi labo peri fasana meri jafa ka beh raha hai..

...................@fahi@......................
 
Quote from: "burniing_desiires"
Tere honthon se kissi aor ka naam suna nahi jata
Dil lagaane wale,kya tujhe mujh par reham nahi aata

pukarte  ho jab kissi ko tum,yeh dil se saha nahi jaata
lutt jaata hai mera saansar,phir iss dil ko chain nahi aata

har saans ke nikalti hai phir dard bharri aahein
nahi dekh pati khud ki halat,yeh meri jalti hui nighaein

tokar lagaane se pehle mere dil ko,tum yeh kyun nahi sochte
iss mein sirf tum ho,kissi aor ka sath abb mujhe rass nahi atta

mana hai tujhe khuda,rakhi hai aapni jaan tere in kadmo mein
mohabbat meri kam ya phir yeh sab tumhein nazar nahi atta

Tere honthon se kissi aor ka naam suna nahi jata
Dil lagaane wale,kyun tujhe mujh par reham nahi aata...!!!

------------
woh ek sakhs hai ,jo rehta hai khusbu ki tarah
JEET aaj bhi chahe usse,deewaano ki tarah...!!!
[/b][/i]
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #8 on: June 20, 2006, 04:59:36 AM »
wah kya baat hai ... Ranjana ,Gaurav aur purani jean wale dost....

jean wale dost...do lines mein  bhut jabardast likha aapne...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #9 on: June 20, 2006, 05:12:45 AM »
Juban se aoro ka naam, dil se tera naam liya
bin samjhe kayun, dil ko itna bekraar kiya

le chal muje, jahan koi aor nahi atta
duniya sung rahty rahty, naam to kisi ka aa hi hai jaata

kayun khud ko bin baat jala kar, muje satate ho
kis liye bacho ki tarah, naraj ho jaate ho

hum bhi to her waqat apke hi khayalo mai rahte hai
dil mai tumhe rakh kar hi her jawab dety hai

muhobaat teri hi ban gai hai duniya meri
tuj bin ab to koi aor muje najar nahi atta

juban se aoro ka naam, dil se sirf tera hi hai naam atta
bin baat ke kayun, apne app ko bekraar hai kiye jaata
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2006, 01:47:41 PM »
wah ah kya  baat hai Pooja ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #11 on: June 20, 2006, 01:48:37 PM »
amazing post Jeet..n wonderfull replies...
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #12 on: June 20, 2006, 01:52:00 PM »
thanks Nikki ...:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #13 on: June 20, 2006, 03:04:33 PM »
Pooja bahut khub .......wonderful........... Usual Smile
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #14 on: August 01, 2006, 04:08:12 AM »
Jab jab tune naam kisi aor ka pukara
dil jala yaha,ashkon ki bahi dhara
Hota agar khayal tumhein mere dil ka
gale lagg kar ek bar,tu deti mujhe sahara...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:46:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer