~~~~~TERE LIYE~~~~~

by rohit30002 on July 04, 2005, 10:43:30 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4079 times)
rohit30002
Guest
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tere liye by mnfardeen in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi tere liye by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
tere khushi ke liye by kiiller_1 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
***sab kuch hai tere liye*** by kaushikbhawna008 in Shayri for Khumar -e- Ishq
*_^ Sirf Tere Liye, Tere Liye, Tere Liye.. *_^ by Rancho-D-Idiot in Shayri for Dard -e- Judai
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: July 04, 2005, 10:48:10 PM »
Wah! kya baat hai Rohit........................
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #2 on: July 04, 2005, 10:50:30 PM »
Quote from: "Aryaan"
Wah! kya baat hai Rohit........................

Thanks aryaan ji
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: July 05, 2005, 09:56:39 AM »
Quote from: "rohit30002"
Tere liye
Zamaney ko chor aaya tha, sirf tere liye
main apnoon se moonh moordh aaya tha, sirf tere liye
tuney meri mohabbat ka aisa sila diya ke abb soochta hoon
ke kyun apne dil ko dhooka dey aaya tha , sirf tere liye

armaan to mere bhi buhaat the per armaan pura karne wala hi nahin raha
tasveer teri bana li thi apne dil mein per tasveer mein rang bharne wala hi nahin raha
khuwaab jo tute to dil bhi tuta per dil ko jurdhane wala hi nahin raha
abb bhi roo roo ke yaad karta hai yeh bewafa, sirf tere liye

beet gai raatein beet gaiye din per neendein urdhane wala hi nahin raha
chand bhi badloon mein chup gaiya taaroon ne bhi chamakna band kar diya per geet sunaney wala hi nahin raha
dukh to humein hota hai dukh to tumhain bhi hota hai per uss dukh ko mitaney wala hi nahin raha
abb nishaniyaan bhi pyar ki mita di hain, sirf tere liye

waah rohit ji kya khoob likha hai ..  'tah dil se daad kabool kijiye :D
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: July 05, 2005, 10:00:16 AM »
Quote from: "rohit30002"
Tere liye
Zamaney ko chor aaya tha, sirf tere liye
main apnoon se moonh moordh aaya tha, sirf tere liye
tuney meri mohabbat ka aisa sila diya ke abb soochta hoon
ke kyun apne dil ko dhooka dey aaya tha , sirf tere liye

armaan to mere bhi buhaat the per armaan pura karne wala hi nahin raha
tasveer teri bana li thi apne dil mein per tasveer mein rang bharne wala hi nahin raha
khuwaab jo tute to dil bhi tuta per dil ko jurdhane wala hi nahin raha
abb bhi roo roo ke yaad karta hai yeh bewafa, sirf tere liye

beet gai raatein beet gaiye din per neendein urdhane wala hi nahin raha
chand bhi badloon mein chup gaiya taaroon ne bhi chamakna band kar diya per geet sunaney wala hi nahin raha
dukh to humein hota hai dukh to tumhain bhi hota hai per uss dukh ko mitaney wala hi nahin raha
abb nishaniyaan bhi pyar ki mita di hain, sirf tere liye

beautifull ...........really very very nice............................
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #5 on: July 05, 2005, 06:14:20 PM »
Thanks

HumTum and Nikki

Lekin ye maine nahi likha ye maine apne friend ki request par yahan post kiya hai
Agar aap meri post padna chahte hain to next post padiyega
Rohit Miglani
Logged
janu_anu
Guest
«Reply #6 on: July 06, 2005, 04:12:35 PM »
Quote from: "rohit30002"
Tere liye
Zamaney ko chor aaya tha, sirf tere liye
main apnoon se moonh moordh aaya tha, sirf tere liye
tuney meri mohabbat ka aisa sila diya ke abb soochta hoon
ke kyun apne dil ko dhooka dey aaya tha , sirf tere liye

armaan to mere bhi buhaat the per armaan pura karne wala hi nahin raha
tasveer teri bana li thi apne dil mein per tasveer mein rang bharne wala hi nahin raha
khuwaab jo tute to dil bhi tuta per dil ko jurdhane wala hi nahin raha
abb bhi roo roo ke yaad karta hai yeh bewafa, sirf tere liye

beet gai raatein beet gaiye din per neendein urdhane wala hi nahin raha
chand bhi badloon mein chup gaiya taaroon ne bhi chamakna band kar diya per geet sunaney wala hi nahin raha
dukh to humein hota hai dukh to tumhain bhi hota hai per uss dukh ko mitaney wala hi nahin raha
abb nishaniyaan bhi pyar ki mita di hain, sirf tere liye

it's supereb
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #7 on: July 07, 2005, 07:19:00 PM »
Quote from: "janu_anu"

Thanks again janu ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: July 07, 2005, 07:36:33 PM »
wah kaya zazbaat hai..............bahoot Emotional lines likhi hai apne Rohit!!! Good work!!!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #9 on: July 07, 2005, 07:40:00 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya zazbaat hai..............bahoot Emotional lines likhi hai apne Rohit!!! Good work!!!!!

Thanks pooja ji

Is baarish mein hum bhig jaayenge..............
Tum saath ho to tufan se takra jaayenge.............
Tum jaha bhi ho mujhe yaad kar lo.............
Baarish bankar hum tere paas aa jaayenge...............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: July 07, 2005, 07:47:50 PM »

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #11 on: July 07, 2005, 07:49:32 PM »
Quote from: "fakharenaveed"

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8

Thanks Faree ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: July 07, 2005, 07:49:52 PM »
yah to shayari-e-dar ki jagah shayari-e-ishaq  mai hona chahiye-ROHIT JI!!!!

Is barsaat ki har ek boon tarpati hai muje
teri sath biti sari barsaato ki yaad dilati hai muje!!!!
her ek teri baat, ankho se barsaat le atti hai
mere bedard sathi, kaya tuje bhi kabhi meri yaad atti hai!!!!!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #13 on: July 07, 2005, 07:54:21 PM »
Quote from: "Pooja"
yah to shayari-e-dar ki jagah shayari-e-ishaq  mai hona chahiye-ROHIT JI!!!!

Is barsaat ki har ek boon tarpati hai muje
teri sath biti sari barsaato ki yaad dilati hai muje!!!!
her ek teri baat, ankho se barsaat le atti hai
mere bedard sathi, kaya tuje bhi kabhi meri yaad atti hai!!!!!!!

Pooja ji jara ise ek baar phir dhyan se padiye kyonkii ye shayari-e-dard ka hi topic hai

Phoolon se mat puchhon wo khilte hain kyon..............
kaanton se mat puchho wo chubhate hain kyon................
ye to  dastur hi dunia ka hai.................
bewafa se mat puchho wo bewafai karte hain kyon............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: July 07, 2005, 07:58:19 PM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Pooja"
wah kaya zazbaat hai..............bahoot Emotional lines likhi hai apne Rohit!!! Good work!!!!!

Thanks pooja ji

Is baarish mein hum bhig jaayenge..............
Tum saath ho to tufan se takra jaayenge.............
Tum jaha bhi ho mujhe yaad kar lo.............
Baarish bankar hum tere paas aa jaayenge...............

Rohit ji mai is shair ki baat kar rahi thi........................
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:46:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer