Tere Liye,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:10:24 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1756 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ek Pal Pyaar Ka Paane Ke Liye Tumse,.
Auron Ki Chahat Ko Thukraana Pada,.

Dil Mein Laakhon Gham The Mere,.
Phir Bhi Sab Ko Hasaana Pada,.

Tu Na Rone Kahin Mere Ghamon Par,.
Ye Sochkar Muskuraana Pada,.

Teri Khushiyon Ko Rang Dene Ki Khateer,.
Mujhe Is Jahaan Se Jaana Pada,.

______________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tere liye by mnfardeen in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~~~TERE LIYE~~~~~ by rohit30002 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Tere Liye.. :) by Samargwl in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Zindagi tere liye by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
***sab kuch hai tere liye*** by kaushikbhawna008 in Shayri for Khumar -e- Ishq
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 04:20:59 PM »
very nice jaanasheen ji

Logo ko ek dusre pay kurbaan dekha
logo ko ek dusre pay nisaar dekha
magar hum ye kya dekhte hai
jis jahan par pyaar us jahan ko chodne ki baat karta hai
hum us arzoo ki baat  kar rahe hai jo aap ke dil mein hai
jiske liye aap jee rahe hai ya phir jee rahe the
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 21, 2007, 01:43:24 PM »
Shukriya Muskan Ji,.
And NiceOne,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2007, 06:17:12 PM »
Ur welcome and thank you

aap bhi kuch likhiye hume bhi kuch sunaiye
aap jis aarzoo ki baat karte hai uske baare mein bhi kuch bataiye.................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 23, 2007, 10:18:05 AM »
Arzoo Jo Thi Poori Na Ho Saki Sunaa Kar Kya Karein,.
Likhne Ke Liye Lafz saath Nahi Dete Bataa Kar Kya karein,.

Chaha Humne Kisi Ko Jaan Se Bhi Zyada "Muskaan",.
Chahat Unki Jo Na Mili Kisi Aur Se Paa kar Kya kare,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #5 on: November 24, 2007, 07:56:02 PM »
very nice jaanasheen ji
keep it up

~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 25, 2007, 12:51:02 PM »
Shukriya,.
Kya baat hai aapne Kuch Likhaa Nahi,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #7 on: November 29, 2007, 06:47:52 PM »
ab hum  na puchenge ab hum na janenge ki apki
zindagi mein kya hua
ab hum bas ye karenge aap khush rahiye hum dua
karenge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 01, 2007, 12:15:54 PM »
Khushi Ki Duaaein Dekar Hume Jeene Ki Badd Duaa Na Do,.
Gar Khushi Mili To Zindagi Se Wafaa Aur Bard Jaayegi,.

Aur Khushi Ka Pal Jo Guzar Jaayega "Muskaan",.
To Zindagi Udaas Aur Maut "Haseen Ho Jaayegi,.

Maut Aaa Jaaye Hasi Se To Apnaa Lenge,.
Lekin Aise Mord Pe Maut Bhi dagaa De Jaati Hai,.

__________________________________-jaaansheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #9 on: December 01, 2007, 04:54:10 PM »
Jab aap hi aisa sochoge toh hum samjhenge
ki hum aap ke dost nahi
aap bahut khudgarz ho gaye ho
hum jo kahete hai woh sunte nahi bas apne aap ap ki sunte hai
humari isme kya khata hai jo aap humare liye khush  nahi hote
kya ye humari saza hai jo aap hume samjhte nahi

Tere liye humne na jane kaise kaise ideas soche
magar tumne na apnaya
jab hume akhiri khushi se umeed rakhi
tumne usay bhi thukraya......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~aapki friend~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Khushboo~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 02, 2007, 10:32:00 AM »
Nice One,.
But,.

Khushi Se Darr Hai Hume Ke Kahin Phir Se Na Rulaa De,.
Ke Kahin Phir Se Wafaa Ke Inaam Pe Na Bewafaai Ka Silaa De,.

Tumse To Aitraaz Nahi Aaj Bhi Tumpe Yakheen Hai Hume,.
Bus Kismat Se Gilaa Hai Ke Kahin,.
Ye Khushiyon Ke Raahonn Me Ghamon Se Na Milaa De,.

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
nath
Guest
«Reply #11 on: February 08, 2009, 02:32:00 PM »
jaanasheen ji bahut khubsurat
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: February 08, 2009, 02:45:05 PM »
Ek Pal Pyaar Ka Paane Ke Liye Tumse,.
Auron Ki Chahat Ko Thukraana Pada,.

Dil Mein Laakhon Gham The Mere,.
Phir Bhi Sab Ko Hasaana Pada,.

Tu Na Rone Kahin Mere Ghamon Par,.
Ye Sochkar Muskuraana Pada,.

Teri Khushiyon Ko Rang Dene Ki Khateer,.
Mujhe Is Jahaan Se Jaana Pada,.

______________________-Jaanasheen-


Wah Azeem brother. bahut accha likha hai aapne.
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: February 08, 2009, 02:47:28 PM »
Nice One,.
But,.

Khushi Se Darr Hai Hume Ke Kahin Phir Se Na Rulaa De,.
Ke Kahin Phir Se Wafaa Ke Inaam Pe Na Bewafaai Ka Silaa De,.

Tumse To Aitraaz Nahi Aaj Bhi Tumpe Yakheen Hai Hume,.
Bus Kismat Se Gilaa Hai Ke Kahin,.
Ye Khushiyon Ke Raahonn Me Ghamon Se Na Milaa De,.

_________________________________________-Jaanasheen-

Aapka yeh sher padkar mujhe kahi pada ek shayri yaad aa raha hai.
Aap k saat mai Share kar rahi hu yahan.
Hope you too will like it.

Na chahoo humeh ittna ke chahatoon se darr lagtta hai..
Na aaoo qareeb ittna ke judaye se darr lagtta hai...

Suna hai ke mohabbat qurbani mangtti hai...
Qurbani dane se darr lagtta hai...

Tumhari wafaoon pe baroosa hai mager...
Apni zaat se hi darr lagtta hai...

Socha na tah ke kabi koi chahee ga humain ittna...
Aab tho apni sochoon se hi darr lagtta hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: February 08, 2009, 02:55:57 PM »
Jab aap hi aisa sochoge toh hum samjhenge
ki hum aap ke dost nahi
aap bahut khudgarz ho gaye ho
hum jo kahete hai woh sunte nahi bas apne aap ap ki sunte hai
humari isme kya khata hai jo aap humare liye khush  nahi hote
kya ye humari saza hai jo aap hume samjhte nahi

Tere liye humne na jane kaise kaise ideas soche
magar tumne na apnaya
jab hume akhiri khushi se umeed rakhi
tumne usay bhi thukraya......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~aapki friend~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Khushboo~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Bahut accha likha aapne Khushboo sis..
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:46:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer