tere pyar ka ehsas

by ravi raushan on July 21, 2009, 03:30:58 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1899 times)
ravi raushan
Guest
"Zindagi kyun thami-thami se lag rahi hai,
 Her gujarte hue pal mein,Teri kami se lag rahi hai.

 Tere pyar ka ehsas dil ko dard de jata hai,
 In dheme dhadkano k thamne ke ghadi lag rahi hai.

 Tujh tak pahuch jaye,Meri halat-e-wafa,
 Per shayad meri kosis mein he kuch kami lag rahi hai.

 Yu to ho rahi hai baarish baahar me,
 Ander mein aag ke sulgan se lag rahi hai.

 Dil chahta hai tujhe apna haal-e-dil sunau,
 Per mere hoton per khamoshi ke parat se jam rahi hai.

 Wafa-e-Dil ka haal likh baithu,
 Per kalam ko shabdon ke kami se lag rahi hai.

 Safar lamba hai,Ye mujhe bhi pata hai,
 Per mohlate-e-zindagi kam hai,
 Shayad kahin main khamosh so jaun,
 Khuda ke aise raza se lag rahi hai."
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: July 21, 2009, 03:48:16 PM »
wah , bahut hi khoob Ravi... wah wah...


Jasbir Singh
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: July 22, 2009, 06:27:26 AM »
KYA BAAT HAI   RAVI RAUSHAN JI....

TERE PYAAR KA EHSAS HONE LAGA HAIN,
TERI JUDAAI KA DARD HONE LAGAA HAIN.

TERE BIN DIL MERA RONE LAGAA HAIN,
BIN TERE JEENA MUSHKIL HONE LAGAA HAIN,

Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: July 22, 2009, 06:50:28 AM »
Bahut khoob Ravi ji and Cara  Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:05:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer