TERE WAJOOD SE HAI

by Arifa on February 12, 2005, 10:28:42 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1042 times)
Arifa
Guest
YE SHAYRI YE MOHABBAT TERE WAJOOD SE HAI
YE SOZ, DARD YE ULFAT TERE WAJOOD SE HAI

TUJHI KO DEKH KE DHALTE HAIN LAFZ GEETOON MEIN
MERE KHAYAL KI SHURAT TERE WAJOOD SE HAI

TERE HI DUM SE HAI QAIM WAFA KA TAJ MAHIL
MERI WAFA MEIN SHIDAD TERE WAJOOD SE HAI

TERE HI NAAM SE MILTA HAI ZINDAGI KO SUKOON
TAMMAM ULFAT O RHAT TERE WAJOOD SE HAI

JO EK BAR PHADE UMAR BHAR NAHI BHOOLE
KALAME NAZ KI SHURAT TERE WAJOOD SE HAI  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wajood by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
:: Wajood :: by myheart_ursonly in Shayri-E-Dard
Maa se hi duniya ka Wajood hai !! by abdulqadeer in Ghazals
AHSAAS- A-WAJOOD A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: February 12, 2005, 10:35:11 PM »
very nice Arifa.....
Logged
Arifa
Guest
«Reply #2 on: February 12, 2005, 10:45:49 PM »
thanks aryaan ji
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: February 13, 2005, 04:44:42 PM »
wahhhhhh arifa sis!!!!!

 :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: February 13, 2005, 04:53:15 PM »
Quote from: "Arifa"
YE SHAYRI YE MOHABBAT TERE WAJOOD SE HAI
YE SOZ, DARD YE ULFAT TERE WAJOOD SE HAI

TUJHI KO DEKH KE DHALTE HAIN LAFZ GEETOON MEIN
MERE KHAYAL KI SHURAT TERE WAJOOD SE HAI

TERE HI DUM SE HAI QAIM WAFA KA TAJ MAHIL
MERI WAFA MEIN SHIDAD TERE WAJOOD SE HAI

TERE HI NAAM SE MILTA HAI ZINDAGI KO SUKOON
TAMMAM ULFAT O RHAT TERE WAJOOD SE HAI

JO EK BAR PHADE UMAR BHAR NAHI BHOOLE
KALAME NAZ KI SHURAT TERE WAJOOD SE HAI  


meri  sis  kya  ghazab ka   likhti  hai...........   bahot  khoob sis....  aap  ka  chota  bhai......  aap  ko salam  kah raha hai........   tongue3  tongue3  tongue3
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 13, 2005, 04:56:32 PM »
Waah!! Bohot khhobsurat likha hai Arifa happy9
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: February 13, 2005, 05:34:55 PM »
zindagi dard se khaali nahi,
koi bhi is se baaki nahi,
jo bhi bach gaya is dard se ,
usne zindagi jee hi nahi.
Logged
Arifa
Guest
«Reply #7 on: February 13, 2005, 05:58:24 PM »
thanks meena ,talat and waheed bahi aap ko bhi salam .pandit ji aap ne bohat acha likha hai


dukh pa ke mar gaya ,koi sukh pa ke mar gaya
jeeta rha na koi har ik aake mar gaya

................................................. ......................

zindagi hans ke guzarti tou bohat acha tha
kher hans ke na sahi roo ke guzar jaye gi
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:58:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer