teri be-wafai ka dard

by poem143s on March 24, 2004, 03:05:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2351 times)
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
saath dete tum agar to hamari zindagi sawar gayi hoti
phoolon se humne bhi apani khali jholi bhar liyi hoti
teri be-wafai ke baad soucha tha mar jaaye,lakin
saath kalam na deti to humne khudkushi kar liyi hoti
 
[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DARD HOGA TO TERI....... by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi
~*~*~*Teri Yaadon Ka Dard~*~*~ by pankshivam in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
dard-e-wafai by guddurampuri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
INTEZAR e WAFAI by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
WAFAI ME BANAYI YE SARI KHODAI H by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
naina
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2004, 11:43:13 AM »
That is wonderfull.. wht else.. to say.. wonderfull..
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #2 on: April 06, 2004, 02:53:15 AM »
kaas wo Nagmen aapne sunaye na hote
Aaj unko sunke humne aashu bahaye na hote
Agar is tarah bhool hi jana tha to,
Itani gahrayi se is dil main samaye na hote
Hum to fir tanhai ke sang jee lete zindgani apani
Magar tum humen tanhai main bhi yaad aaye na hote
Maaloom hota ki ek din chor jaaoge tanha humen
Saath rahne ke wo humne sapne sajaye na hote
Agar bataa diya hota humen ki ab na mil payenge tum se
Tumhare intzaar main humne raahon main nazaren bichaye na hote
Humne soucha tha ki palkon ki chaawan main rakhenge tumhen
Kaas tum hamare in palkon se paraye na hote
Kaas wo nagmen tumne hume sunaye na hote
Aaj unko sun ke humne ashak bahaye na hote

sameer (poem143s@myway.com)
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2004, 08:13:13 PM »
hi ur shayri was very good
Logged
zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2004, 08:14:37 PM »
u have written very good shayri . keep it up . Usual Smile

khuda se maagi sirf 4 din ki zindagi ,
2 din aarzoo mein kaat gaye ,
aur 2 din intezar mein saman k ,
per woh na aaye per woh ne aaye ,

zindagi khatam ho chali hum maut ki raaho mein aage jaane lage ,
per woh sanam be-wafa na aaye ,
humare janaza ko kandha de ko woh na aye woh na aaye .  :cry:
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #5 on: May 08, 2004, 02:48:57 AM »
Aaj laikh raha hoo mai do alfaaj kal chor is jahan ko chala jaunga
Thori si yaaden thora sa pyar tumhen ye dosht mai de jaunga
Magar tum udaas mat hona meri yaad rahegi sang tumhare
Mai har janam lout ke ye dosht paas tumhare chala aaunga
Tumahre naam se hi apani zindagi kiyi thi basar humne
Magar tumhara pyar ye dosht ab mai kahan se paunga
Jab kabhi fursat main aayegi yaad meri tum aawaj to dena
Pal bhar ke liye hi sahi magar paas tumhare aaunga
Chand pal zindagi ke jee liye pyar se ye dosht saath tumhare
Wo pal jo gujare the sang tumhare mai kabhi na bhula paunga
Jab kabhi tum zindagi ke safar main tanha se honge
Ye dosht tumhen bhi mai sayad bahut yaad aaunga
Aaj laikh raha hoo mai do alfaaj kal chor is jahan ko chala jaunga
Thori si yaaden thora sa pyar tumhen ye dosht mai de jaunga
itane maayus kyoun ho gaye ye dosht tum mere alfaaj parate hi
rona nahi main tumhare liye is dharati pe ek aur naya janam le aaunga
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:07:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer