fakharenaveed
Guest
|
«Reply #135 on: April 02, 2005, 06:18:01 AM » |
|
UN KO PASS BULA K MEIN NEY JAB PYAR K SAHBD KAHE TU WOH RUKE BHI NAHIN AUR MUNH MOD KR CHAL DIYE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thelostworld
Guest
|
|
«Reply #136 on: April 02, 2005, 06:53:00 AM » |
|
nice fareee!!!!!!!!!! thatz good..
Jakham kuch aise huye.. Ki phoolan par soya na gaya. Dil jal kar rakh hua.. Par aankho se roya na gaya..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #137 on: April 02, 2005, 07:51:31 AM » |
|
IN ANKHOON MEIN AAB NAMI NAHIN RHI TERE BAAD DUNIYA MEIN ZULAM KI KMI NHIN RHI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #138 on: April 02, 2005, 09:04:12 PM » |
|
ANKHOON KI MASTI PE NA JAOO UN KI WOH TU JADOO SA KR DETE HAIN HUM PE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #139 on: April 03, 2005, 01:01:19 AM » |
|
Piyaas woh dil ki bujhaane kabhi aaya bhi nahi kaisa baadal hai jis ka koi saaya bhi nahi
bey-rukhi iss se barrah key bari aur bhala kya ho gi ik muddat sey uss ney hamey sataya bhi nahi
rooz aata hai der-e-dil pey woh dastak daine aaj tuk hum ney jise paas bulaya bhi nahi
sun liya kaise khuda jaane zamaney bhar ney woh fasana jo kabhi hum ney sunaya bhi nahi
tum tau shayer ho ~Qateel~ aur woh ik aam sa shakhs uss ney chaaha bhi tujhe aur jitaaya bhi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #140 on: April 03, 2005, 09:28:20 PM » |
|
Yon lagta hai zindage sa kuch haar baitha hon aaj khud sa he kion aisa anjaan baitha hon..
jo rang barang sapney thay sab faramosh ker dalay ilfaz ke sachayon ko be aitabar jan baitha hon..
raat ka talna ka ab imkan baki na rahay to kis liya aas ka diyaa jalaye betha hon..
takdeer sath choray hai keh zindage be wafa hoty hai kon bazi jeetay ga yeh qayas lagaye baitha hon..
shayed apni mohabbat ka maan mang lia tujh sa khata hui mujh sa aj aitaraf kiya baitha hon..
kisi ko khuda maan ker paristish ke zaidi na aaj us ke muhabbat ka mazar sajaye baitha hon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #141 on: April 04, 2005, 10:33:09 PM » |
|
suna hay loog issay ankh bhur kay dekhtay hain so iskay shahar main kuch din thahar kay dekhtay hain
suna hay dard ki ghahuk hay iski chashmay naaz so hum bhe iski gali say guzar kay dekhtay hain
suna hay isko shairoshairi say hay shughuff so hum bhe mujizay apnay hunur kay dekhtay hain
suna hay bolay tu baton say phool jhurtay hain ya hay tu chalo baat karkay dekhtay hain
suna hay din ko issay titliaan satattte hain suna hay raat ko jugno thahar kay dekhtay hain
ub iskay shahar mai thahraain ya kooch kar jain faraz aoo sitaray safur kay dekhtay hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #142 on: April 05, 2005, 10:48:04 PM » |
|
baras sakay tau baras jaey is ghari warna bakhair dalay gi badil kay saray khawab hawaa
abhi tau mil kay chaltay hain samandar ki musafat par phir is kay baad dakhain gay kinara kaun karta hay
ghataain kaun lata hay marey ankhon kay badil mein phir is kay baad barish ka nazara kaun karta hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #143 on: April 07, 2005, 02:13:01 AM » |
|
teri har khushi k saath mera bndhan tha teri har ghum k saath mera bndhan tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #144 on: April 07, 2005, 11:30:24 PM » |
|
MERI HAR ADA MERA HAR STYLE TERE NAAM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #145 on: April 16, 2005, 10:54:03 PM » |
|
rooth gya hai mujako manane wala, aub koe nahi naj(nakhare) mera uthane wala! pur jane kya sochata hai ye khula darwaja, shayad rasta bhool gya hai aane wala!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #146 on: April 17, 2005, 10:26:08 PM » |
|
-usko kya saaza dun jisne muhabbat mein humara dil tor diya, gunah to humne kiya jo uski baanton ko muhabbat ka rang diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #147 on: April 18, 2005, 11:44:42 PM » |
|
i miss you................................where are you.......................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #148 on: April 20, 2005, 12:49:21 AM » |
|
woh khwab jo hum ney dekhe thay tnha aab mil kr unko hum haqiqat de dein gay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Manish_Friend
Guest
|
|
«Reply #149 on: April 20, 2005, 02:30:24 AM » |
|
Idhar teri shaadi ki shehnai bajegi.. Door viraane mein meri chita jalegi... Teri Bewafai ki na kabhi tujhe saza milegi... Meri chita se uthi raakh bhi terei salamati ki dua karegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|