---::::::::TERI DOLI UTTHI TU :::::::-----

by fakharenaveed on December 26, 2004, 01:35:39 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 40
Print
Author  (Read 32910 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #180 on: May 06, 2005, 09:37:20 PM »
yeh ghum bhi mera apna hain
yeh tanhai bhi meri apni hain
jo nah huye woh to sapne hain
baaki to sab apne hain.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #181 on: May 06, 2005, 11:21:39 PM »
App ne hume dhokha deya,
Humne woh bhi kabool keya,
Magar app ne humse rishta kya toda,
Is dil ne to jeena hi chod deya.......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #182 on: May 07, 2005, 11:34:28 PM »
Umar guzar di ahi mein ney kisi k nama k liye
lekin wohi naam aja kisi aur k naam ho gya hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #183 on: May 08, 2005, 06:55:33 PM »

na karta shikayat zamane se koi,
agar man jata manane se koi,
kisi ko kyon yaad karta koi,
agar bhool jata bholane se koi...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #184 on: May 09, 2005, 03:46:58 AM »

teri bewaafayi mujhe jeene nahi dengi...
teri yaad mujhe marne nahi dengi...
Jis tarah tumne mujhe akela choor diya jee jee ke marne ke liye...
kaash na kahin tu bhi marr marr ke jee rahi hogi...!

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #185 on: May 09, 2005, 09:31:37 PM »

Hum voh nahi jo tumhe gum mein chod dengae
 hum voh nahi jo tumse naata tod dengae
hum to tere woh dost hai jo agar
 teri sanse band ho to apni sanse jod denage........


Logged
Reema
Guest
«Reply #186 on: May 10, 2005, 06:15:10 AM »
Bahot khuub Fakhar Ji

Dil-e-barbad ne kiya hai ek jurm
chaha hai kisi ko tamam umar
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #187 on: May 10, 2005, 10:01:08 AM »
wah je wah reema jee


wish you best luck on 100 post


Ek muddat ke baad rooh ko muskurahat mili hai,
Guzarish hai ki dil ke kareeb reh kar muskurana.

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #188 on: May 10, 2005, 12:08:50 PM »

it`s my 7600 post on yoindia



meri tmam poetry kisi anjan muhabbat k naam..................................
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #189 on: May 10, 2005, 12:10:59 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
mein bach bhi jaoon mujhe tanhai mar dale gi
mere qabile ka har frad qtal gah mein rehta hai
**************************************
hum tu dil ki hsrtein mitye bethe hain
jo lutna tha lutye bethe hain
aab tu tere deedar ki khwahish hai
baqi sab kuch tu hum ganwaye bethee hain
------------------------------------------------------
aapne krdarko mousam se bachaye rakhna
laut ke ati nahin phool mein khusboo doobara
///////////////////////////////////////////////////////////
hum bhi har sans pe samjhota kr lete
magar aye ZINDGI humein jeene ka itna bhi shouk nahin
great nice..!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #190 on: May 11, 2005, 08:59:16 PM »

Thanx


Unn muskuratey labon mein dabi se koi baat,
Unn jhuki nazon ka yeh khamosh sa Ikraar,
Kaisey sambhalun apna yeh dil-e-bekaraar.

Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat.

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #191 on: May 12, 2005, 08:47:40 PM »
tumhe kaun janta tha meri aashiqui se pehle,
mere ishq ne dikhaya tumhe bemisal karke,
khamosh rah gaye hum tere har sitam par jalim,
khabhi kuch khayal karke, kabhi kuch khayal karke...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #192 on: May 13, 2005, 02:23:15 AM »
dhadaktha hai tho dhadakne dena,
dil aapka dhadkane humariii.,
thadaptha hai tho tadapne dena,
bahana tho hai dooriyan mitane humarii.

darna na kabhi izhar se,
inkaar kabhii humne kiya na tha.,
khamoshii kharahi in tanhayiyonko,
izhar ka hi tho hume intezaar tha !!!
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #193 on: May 13, 2005, 04:56:44 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
mein bach bhi jaoon mujhe tanhai mar dale gi
mere qabile ka har frad qtal gah mein rehta hai
**************************************
hum tu dil ki hsrtein mitye bethe hain
jo lutna tha lutye bethe hain
aab tu tere deedar ki khwahish hai
baqi sab kuch tu hum ganwaye bethee hain
------------------------------------------------------
aapne krdarko mousam se bachaye rakhna
laut ke ati nahin phool mein khusboo doobara
///////////////////////////////////////////////////////////
hum bhi har sans pe samjhota kr lete
magar aye ZINDGI humein jeene ka itna bhi shouk nahin

real NIce........amazing work
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #194 on: May 13, 2005, 05:02:15 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
wahhhhhhhh fakhar ji!

"JIN KE HONTON PE HO MUSKRAHIT
UN KE DIL UDAAS HOTE HAIN"

bohot achi line hai yeh !


Very right said
Its my experience.


Sahi kaha aap dono ne. Hamara bhi kuchh aisa hi hai. Arz hai...

Log kehte hai hame aadat hai muskurane ki,
Par woh bhi kya jaane ye bhi adaa hai ghum chhupane ki.


WOW........kya sahi likha hai......just so TRUE.......amazing
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 40
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:33:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer