---::::::::TERI DOLI UTTHI TU :::::::-----

by fakharenaveed on December 26, 2004, 01:35:39 AM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 40
Print
Author  (Read 32706 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #270 on: June 23, 2005, 12:18:49 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
Buhat Khoob


SaBa ..........................................

Socha tha ke hum bhi apni manjil payege,
Socha tha hum bhi kisi ke dil main apna ghar banayege,
Abhi to hum soch hi rahe the ke kisi .....ne ayse thokar mari
ke abb sochta hu ke shayad hum kabhi dubara na sambal payege


Kyu baatein aisi karta hai aye dil
tujhe bhi milegi ek din manzil
dosto ne pher li nazre to kya hua
nayi subah laye gi nayi mehfil........ Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #271 on: June 23, 2005, 06:25:14 PM »
Aab Yeh mehfil Ko Chorne Ka Waqt Agya Hai Shyad
Yahan Koi Bhi Apna Nahin Rha siwaye Aap k
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #272 on: June 24, 2005, 07:38:27 PM »
Koi Kiun Yunhi Khwaboon Mein Aa Kr
Hum Ko Roz Stane Laga Hai Naveed
Kiun Koi Hum Ko Pas Bula Kr
Yun Rulane Laga hai Aab Naveed
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #273 on: June 25, 2005, 03:17:44 AM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "fakharenaveed"
Buhat Khoob


SaBa ..........................................

Socha tha ke hum bhi apni manjil payege,
Socha tha hum bhi kisi ke dil main apna ghar banayege,
Abhi to hum soch hi rahe the ke kisi .....ne ayse thokar mari
ke abb sochta hu ke shayad hum kabhi dubara na sambal payege


Kyu baatein aisi karta hai aye dil
tujhe bhi milegi ek din manzil
dosto ne pher li nazre to kya hua
nayi subah laye gi nayi mehfil........ Usual Smile



Aap Ka Saat Yunhi Saath Rha Mere TU Manzil Pa Hi loon ga
Aap K liye Aaj Mein is Mehfil mein GEEt  Ga Hi loon ga
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #274 on: June 25, 2005, 07:17:23 PM »
Woh Aaj Hain hum S Khafa Khafa "Naveed"
yeh Tu Hai Kisi Bade TooFan K ane Ki waeed


waeed= news
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #275 on: June 26, 2005, 07:43:43 PM »
Dard E Dil Ko Yahan Byaan Kr Rha Hoon Mein "Naveed"
Kahin Soch Bathain K Mein Yeh Sab Afsana Likh Rha Hoon
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #276 on: June 27, 2005, 03:06:26 PM »
Dil Pe Aaj aik Ajab Bojh sa Tha
Woh mera Ho K Bhi Aur Sa Tha
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #277 on: July 02, 2005, 01:08:49 PM »
Hum Jahan S Chalay Thay Waheen Aa Rukay Hain
Hum Jin S JUda Huway Unhi KO doobRa Aan Milay Hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #278 on: July 02, 2005, 08:32:40 PM »
Wah re Kismat Kitni Khuub Yeh Duniya Ki Ruwayat Hai
Har Kisi Ko Kiun Bas Mujhi S Hi Yahn  Shikyat Hai
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #279 on: July 02, 2005, 09:35:27 PM »
Janaaja nikle hamara jab ho gayi muddat.........
To unhe bita jamaana yaad aaya............
Aur dhul jab jam gayi hamari kabar par............
To unhe bita fasana yaad aaya............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #280 on: July 03, 2005, 12:09:59 AM »
Beeta Afsana tu Hum Bhool Nahin sktay
Us ki mout ko Tu Hum Bhool Nahin sktay
Woh Tu Thi Meri Zindgi kI Nishani "Naz"
Aab Tu Kahay Bhi Tu Tujhe bhool Nahin sktay
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #281 on: July 03, 2005, 07:51:14 PM »
Tere Dard Ka Andaza Hum Ko Tu Nahin hai "Naz"
Aaj S TumHrai Yaad Mein Nahin Bekain gay Kr Diya Aghaz
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #282 on: July 04, 2005, 02:14:43 AM »
Tamasha Sa Ban Gaya hai Meri Zindgani Ka Safar
Is Raah mein Hai  manizl Manizl Pe Qahar
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #283 on: July 04, 2005, 01:40:57 PM »
Quote from: "rohit30002"
Janaaja nikle hamara jab ho gayi muddat.........
To unhe bita jamaana yaad aaya............
Aur dhul jab jam gayi hamari kabar par............
To unhe bita fasana yaad aaya............


Rohit jee Bohat Khoob......... keep writing
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #284 on: July 04, 2005, 01:48:09 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
Beeta Afsana tu Hum Bhool Nahin sktay
Us ki mout ko Tu Hum Bhool Nahin sktay
Woh Tu Thi Meri Zindgi kI Nishani "Naz"
Aab Tu Kahay Bhi Tu Tujhe bhool Nahin sktay


Bhool jaao usey yeh kaun kehta hai
Koi ek hota hai to dil me rehta hai
Uski yaado ko apni zindagi samjho
jiyo us ke liye jo aap ke liye jeeta hai
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 40
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 06:37:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer