---::::::::TERI DOLI UTTHI TU :::::::-----

by fakharenaveed on December 26, 2004, 01:35:39 AM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 40
Print
Author  (Read 32696 times)
FAREE
Guest
«Reply #345 on: July 27, 2005, 06:24:58 AM »
Tere Intezar Main Sari Raat Hai Guzar Di
Tere Deedar Main Mein Ney Jwani Guzar Di
Logged
FAREE
Guest
«Reply #346 on: July 28, 2005, 05:38:49 AM »
Suhani Raatain ,Dhhege Din,Andheri Duniya
Aisi Hi Meri Zindgani Hai ,Deewanon Si Dosto
Logged
FAREE
Guest
«Reply #347 on: July 29, 2005, 05:10:23 AM »
Taqdeer K KHEL Kitney Niralay hain HumSafar
Hum Ney Sabhi toofanon Ko Mod Kr bhi Har Gaye
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #348 on: July 30, 2005, 12:21:32 PM »
Haarna hum ne seekha hi nahi zindagi se
Lekar uthe ge muraad apni is zindagi se
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #349 on: August 01, 2005, 06:58:33 PM »
Quote from: "FAREE"
Tere Intezar Main Sari Raat Hai Guzar Di
Tere Deedar Main Mein Ney Jwani Guzar Di




Jhoot hai us ke bahane saare
Jab meri doli uthi woh kaha tha
Ashq sabhi ne bahaye meri maut par
Teri aankho ka samandar na waha tha
Logged
FAREE
Guest
«Reply #350 on: August 02, 2005, 07:08:11 PM »
Ek Baar Dekha To Hota Mudkar Tune Kabhi
Tere Nazdeek Meri Bhi Qabar Bani Huyi Thi
Logged
FAREE
Guest
«Reply #351 on: August 03, 2005, 04:27:36 AM »
Chehre par nazar aati hain woh to khushi ke dikhawein hote hain

Dard ke saaz to dil ke kisi kone main chupe hote hain

Kaan se chutkuli sunte hain to honth hans bhi dete hain

Par ain naino ka kia karein jo har pal roti hi rehti hai

Saal do saal ki baat hai yeh umar bhar ka silsilla nahi

Phir na royenge nain waqt ke saath ghav bhi to naasoor hote hain

Kehlo pyaar ais si ya ishq kaho, dil lagi ya dil ki lagi kehlo

Yeh dard ki sunehri kunchi hai jis pe lage hazaro mukhote hain

Kar rahi hai baat " ashaar-e-dil " un silsillon ki jo dil se shuru hote hain

Phir chehre par ubhar aate hain aur naino se aansu ban beh jate hain
Logged
FAREE
Guest
«Reply #352 on: August 07, 2005, 10:28:32 PM »
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Deti,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Deti.

Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khadi Ho Kyon, Koi Saza Kyon Nahin Deti.

Usay Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Deti.

Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Deti.

Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Laboun Se Bata Kyon Nahin Deti.

Anmol Khazana Hein Yeh Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Inhein Mujh Pe Luta Kyon Nahin Deti.

Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Hai Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Deti.

Ek Arsa Hua Chein Se Soye Huay Mere Yaar,
Mera Chein, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Deti.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #353 on: August 10, 2005, 07:15:36 PM »
Karte rahe hum usko bhulaane ki koshishe.n
Ke bhool jaaye ab to uski woh chahte.n
Har baar phir bhi yaad aata raha woh musalsal
Na bhool paaye chah kar bhi uski qurbate.n
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #354 on: August 13, 2005, 07:18:40 PM »
Bahare khiza si lagti hai
zindagi tere bin gunaah si lagti hai
Apne aanchal me na do boond paani thehra
Pyaas yeh be wajah si lagti hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #355 on: August 17, 2005, 08:12:43 PM »
Waah   Saba



Zamanay Main HumNey Sab S Bade Ustaad Dekhe
Zamaney K Thapade Humney Kitab Jaisey dekhe
Logged
FAREE
Guest
«Reply #356 on: August 18, 2005, 09:13:00 PM »
HumNey Ghumon S Bhi Ladna Seekh Liya Hai
Jab S Aap Hum Ko Tnha Safar Pe Choor Gaye Ho
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #357 on: August 20, 2005, 05:21:48 PM »
Tahaiyo ki baat na kijiye janab
Hum ne har ek ko tanha hi dekha hai
Logged
ali
Guest
«Reply #358 on: August 20, 2005, 06:51:00 PM »
Tahaiyo ki baat na kijiye janab
Hum ne har ek ko tanha hi dekha hai

Bahot khub
Logged
FAREE
Guest
«Reply #359 on: August 21, 2005, 03:57:12 AM »
Tanhiyan Kis Kis K Saath Hain Kia Kia Raang hain Is K
Is Ko miane Apnay Dard-e-Dil S Pala Hai,Is K Dukh Ko Jana Hai
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 40
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 03:15:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer