---::::::::TERI DOLI UTTHI TU :::::::-----

by fakharenaveed on December 26, 2004, 01:35:39 AM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 ... 40
Print
Author  (Read 32476 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #420 on: May 21, 2006, 07:36:06 PM »
Quote from: "FAREE"
Realy awsome



The words are precious for me

Shukriya :oops:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #421 on: May 22, 2006, 08:17:30 AM »
Dard-e-Ishq Ko Dil Mein Lekar Jeena Asaan Nahi,.
Jinhone Ne Mohabbat Ki Hain Wo Log Nadaan Nahi,..
Har Pal Humne Nibhaai Mohabbat Tumse Jaanasheen,..
Aur Tumne Ek Pal Nibhaai Aur Kehte Ho Ke Wo Ehsaan Nahi,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #422 on: May 22, 2006, 09:33:20 AM »
Shukriya Gum Bhai,..
bahoot Acha Likha Hai apne Bhi,.

Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #423 on: May 22, 2006, 09:47:01 AM »
Gr8 JOb GUM and Jaansheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #424 on: May 22, 2006, 10:44:37 AM »
Shukriya BS Bhai,,.

Maang Rahe Hain Humse Wo Mohabbat Ki Nishaani,..
Unhe Kya Kabar Hai ke Unki Mohabbat Ki Khateer,..
Kitni Tardapi Hai Hamari Ye Masoom Jawaani,..
Aaj Bhi Kehte Hain Wo Ke Wo Majboor Hain..
Unhe Kya Pata Hai Hamare Dard Ki Kahaani,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
FAREE
Guest
«Reply #425 on: July 26, 2006, 06:07:06 PM »
You All Are Nice



~~~~~~Lab o lehja hai tishna tishna
Kyu hai yeh khumar se khali ~~~~~

~~~~~~~~~Aankhein hai veeran si
jaise ho aitbar se khali~~~~~~~~~

~~~~~~~Pyas bujhti nahi dil ki meri
Rooh hai pyar se khali~~~~~~~~~

~~~Ab to lagne laga hai dar mujhko
Aangan hai mera bahar se khali~~~~
Logged
FAREE
Guest
«Reply #426 on: July 27, 2006, 04:22:05 PM »
Neandeen ugar gai hain tumeen sochte howe
Aankheen bekhar gai hain tumeen sochte howe

Jo kuch bi tha pasand,theen dilchaspian jo bi
Dil se utar gai hain tumeen sochte howe

Phar barasheen guzar gai chup chap aaj bi
Phar aankh bhar gai hain tumeen sochte howe

Jo suba se uljane lageen mari uljaneen
Wo sham kar gai hain tumeen sochte howe

Jab milte they tawaf main rayti theen gardasheen
Ab kioun thar gai hain tumeen sochte howe

Har waqat waswase se zhan main ubarte hain
Socheen ugar gai hain tumeen sochte howe

Dil par kaheen wasaal ki bondeen jo gir gai
Behaal kar gai hain tumeen sochte howe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #427 on: July 28, 2006, 02:36:55 PM »
Bahoot Khoob faree Bhai Jaan,..

Bulaa Kar Ghar pe Rakeeb Mere,..
Udhar Jashn Ki Tayaariaan Hain,..
Khuda Ki Karni Dekho Aye Jahaan,..
Idhar Kafan Ki Tayaariaan Hain./
Logged
FAREE
Guest
«Reply #428 on: August 04, 2006, 02:08:22 PM »
thank you ji



you are  doing a gr8 job man


keep it up
Logged
FAREE
Guest
«Reply #429 on: October 11, 2006, 10:14:04 PM »
Hum se yon na mila karo aey tanhayee
Shayad hai itni kurbat mein ruswayee

Tanha behta baatein kerta hoon
Tanha hoon magar saath hai tanhayee

Behta rehta hoon saath us ke batein kerte
Ke kabhi apni si lagti hai tanhayee

Hum se yon na mila karo aey tanhayee
Shayad hai itni kurbat mein ruswayee

Waqt guzerte maloom nahi hota
Batein kerte kerte sula deti hai tanhayee

Hansta rehta hoon saath us ke
Ke hanstii hai tanha dekh ker meri tanhayee

Kuch kehti nahi mere bare mein
Bina kahe kuch keh jaati hai meri tanhayee

Tanha behte baatein kerta hoon
Tanha hoon magar saath hai tanhayee

Hum se yon na mila karo aey tanhayee
Shayad hai itni kurbat mein ruswayee
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #430 on: October 12, 2006, 08:03:05 PM »
Aaj sach bol daite to yeh haal na hota,
Main tumjhse or tu mujhse yoon judaa na hota,
Dosti to rishta hi ETBAAR ka hai pyare,
Kaash iss rishte ka agaaz hi na hota.
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #431 on: October 12, 2006, 08:11:43 PM »
Gum ji thank you for my wordings

Is hasrat se mila kya mujhko,
Ik jhalak mere dildaar ki,

Is muhabbat se mila kya mujhko,
Bechaini-o-beqarari yaar ki,

Is ashiqui se mila kya mujhko,
Ik sunahari raah ishq ki,

Aur tere pyaar se mila kya mujhko,
Ik raah jeene ki hamvaar si.
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #432 on: October 12, 2006, 08:59:07 PM »
Thank You Again JiGum

Waqt aaraha hai ab judai ka,
nata hoga khatam ab shanasai ka,

beetay din gaye mausam say beet gaye,
safar hoga shuroo ab tanhai ka,

bhool ker bhi tujh ko bhulana na chaheingay,
janay wo wafa ka hoga sisila ya bewafai ka,

tumhara hamara nata jo bun na saka to kiya,
jo bundhan bun gaya so wo bhi hai sachai ka,

tumhari muskurahaton ko palkon per sajaliya hum nay,
sabab wohi bun gaya apni ruswai ka,

jis ka naam ashkon say likha dil pay "Qaidi",
ussay to rishta tha bus judai ka....
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #433 on: October 14, 2006, 10:39:58 PM »
Bohat dinoo ki baat thi
shabad per bahaar thi,
fiza bhi kush gawaar thi,
najane dil machal para,
mein apne ghar se chal para,
kisi ne mujh ko rok kar,
bhari adaa se tok kar,
kaha ke luat aaiyeh,
meri kasam na jaiyeh,
meri kasam na jaiyeh,
magar mujhe khabar na thi,
mahool per nazar na thi,
na jane dil machal para,
mein apne ghar se chal para,
phir sehar se mein aagaya,
khayal tha ke kuch pa gaya,
woh jo mujh se door thi,
magar meri zarror thi,
phir aik haseen shaam ko,
mein apne ghar se chal para,
gali ke rang dekh kar , nayai tarang dekh kar,
mujhe bari khushi hoi,
mein kuch issi khushi mein tha,
kisi ne jhankh kar kaha,
parayai ghar se jaiyeh,
meri kasam na aaiyeh,
meri kasam na aayeh,
woh haseen shaam hai,
bahar jis ka naam hai,
chala hoon ghar chooor kar,
na jane jaoga kider,
koi nahi jo tok kar,
koi nahi jo rok kar,
kahei ke loot aaiyeh,
meri kasam na jaiyeh,
meri kasam na jaiyeh.........
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #434 on: October 16, 2006, 04:22:10 PM »
Bheegi Hui Aankhon Ka Yeh Manzar Na Mille Ga
Ghar Chor Ke Mat Jao Kaheen Ghar Na Mille Ga


Phir Yaad Bohot Aaye Gi Zulfon Ki Ghani Sham
Jab Dhoop Mein Saaya Koi Sar Per Na Mille Ga


Aansoo Ko Kabhi Oss Ka Qatra Na Samajhna
Aisa Tumhein Chahat Ka Samandar Na Mille Ga


Is Khowaab Ke Mahool Mein Be-Khowaab Hain Aankhein
Jab Neend Bohot Aaye Gi To Bistar Na Mille Ga


Yeh Sooch Lo Ab Akhri Saaya Hai Mohabbat
Is Dar Se Utho Ge To Koi Dar Na Mille Ga
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 ... 40
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:52:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer