Teri Dulhan

by Pooja on April 27, 2006, 12:45:32 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
Print
Author  (Read 10892 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 04, 2006, 07:32:06 AM »
Shukriya pooja Ji,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dulhan by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dulhan by Meena in Miscellaneous Shayri
teri dulhan ka ruup. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~*~*~Teri Dulhan~*~*~*~______ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
<>*Main hun teri dulhan*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 04, 2006, 07:47:54 AM »
Dulhan Banke Jaa Rahi Hai Tu Kisi Aur ke Angaan Ki,..
Kaise Bhoola Doon Main Wo Anchal Ki Khushboo Aur Sargam Tere Kangaan Ki,..

Mubarak Ho Tujhe Ye Nayi Duniya Ki Saari Khushiaan,..
Andhera Na Chooye Tujhe Mile Tujhe Saari Roshniaan,..

Ye Mera Mukkaddar Hai Ke Mujhe Bas Gham Naseeb Hue,..
Tere Jaane ke Baad Mujhse Sirf Gham Kareeb Hue,..

Gila Hai Ke Tune Mujhe Apna Na Banayaa,..
Dil Mera Tordkar kisi Aur Se Dil Lagaya,..

Khush Reh Tu Apni To Yahi Har Pal Dua Rahegi,..
Teri Har Khushi Ke Peche Jaanasheen Apni Hi Sada Rahegi,..

_________________-Azeem-_________________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: May 08, 2006, 05:37:32 AM »
wah kay abaat hai jsheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 10, 2006, 09:59:07 AM »
Shukriya pooja ji,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: May 11, 2006, 03:21:18 PM »
Dulhan ka roop man mai saja kar
Preet lagai, usko apna bana kar
Dard se mang maine sajaai
Jakhmo ki maala (mangalsutra) usne pahnaai
Logged
manu1979
Guest
«Reply #20 on: May 11, 2006, 03:33:10 PM »
Quote from: "Pooja"
Hatho mai mehandi aor sooni mang sajaye bathi hu
Preet ke lahu se khud ko ajj phir se sajaye baithi hu

Ashaqo se saji hai ankhein, raah per najre tikaye baithi hu
Hoga, dekha hua, sawpan poora, yah vishwaas lagaye baithi hu

Jakhmo se mera rishta, mujse tera rishta
Ajj Sab rishty bhulaye baithi hu

Hoga wo hi jo hota ayya, rota hua her wo pal ayya
Lout kar na anne wale, ajj bhi khud ko teri dulhan banaye baithi hu!!!


pata nahi kyun pooja ji mai ap ko padhata hu aur mera jahan mai aap ki kavitaa ko aage likhne ke khayalaat ubhar aate hai,
aap ko bura laga ho to maafi chahta hu,par ismai bhi kuchh lines apni add karta hu

mere jazbo mai jaan kuchh baaqui hai abhi
ghazal ke teri tute taraane sunaaye baithi hu

Na ho andhera kabhi raaho mai teri sanam
Mai apne hi kuchh armaan jalaaye baithi hu


tu aayega  mere ghar par mahmaan bankar
Mai tere aane ki aahat se dil apna lagaye baithi hu

Soch kar mujhko tu kabhi dekh dil se apne
Mai isi aas hotho k tabbssum sajaaye baithi hu

reagrds
manu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: May 11, 2006, 03:41:21 PM »
wah kaya baat hai, app jaise bhi mahsoos kare waise hi likhe. Muje acha lagega!!

Jab likhti hu dard apna,
Tere naam ki kahani ban jaati hai

Sisaki banti hai ragini
Bebasi gazal ban jaati hai
Tanhai banti hai jakham
Ankho ka pani nazam ban jaati hai

Kuch bhi likh du o-sanam-bewafa
Wo hi dard ki lakeer ban jaati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 12, 2006, 04:49:14 PM »
Nice One Manu and pooja Ji,..

Banke Dulhan Tum Kisi Aur Ki,..
Wafaa Ko Badnaam Karne Chali,..
Maine Tumhe Paane Ka Khwaab Dekha Tha,..
Tum Un Sabko Tordti Chali,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: May 12, 2006, 05:05:30 PM »
wonderfull  work  Pooja sis...Manu.....  Jansheen.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 13, 2006, 07:59:03 AM »
Shukriya Bhai,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: May 17, 2006, 01:16:32 PM »
DULHAN bani hai raat, bade ehatiyaat se,
aansoo saja rahi hai, sitaron ke naam se...
sab log chale gaye hain gharo ko apne,
neend aa gai hai aaj chiragon ko shaam se.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 19, 2006, 02:43:06 PM »
Mehndi Pyaar Wali Hathon Pe Saajaogi,..
Ghar Mere Baad Gair Ka Basaaogi,..
O Mujhe Marne Se Pehle Hi Yakheen Tha,..
Ye Kaam Mere Baad Karogi,.
O Dil Tord Hasti Ho Mera Wafaein Meri yaad Karogi,..

____________________________-Ataullah Khan-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #27 on: May 20, 2006, 03:39:07 AM »
bahoot khoob vicky and jsheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 20, 2006, 02:32:07 PM »
Shukriya Pankhuri Ji Apne Kuch Nahi Likha,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #29 on: May 20, 2006, 10:23:23 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Mehndi Pyaar Wali Hathon Pe Saajaogi,..
Ghar Mere Baad Gair Ka Basaaogi,..
O Mujhe Marne Se Pehle Hi Yakheen Tha,..
Ye Kaam Mere Baad Karogi,.
O Dil Tord Hasti Ho Mera Wafaein Meri yaad Karogi,..

____________________________-Ataullah Khan-


Mehandi rang, ansoo jaanty hai
tuj per yakin, yah jakham jaanty hai
bich raah mai chor kar jaane wale
rooh se rooh ka rishta, hum ajj bhi manty hai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:34:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer