Teri Dulhan

by Pooja on April 27, 2006, 12:45:32 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
Print
Author  (Read 10898 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 21, 2006, 06:50:07 AM »
Nice One Pankhuri Ji,..

Nibhaai Hai Kis Kadar Humne Tumse Mohabbat Ye Tum Kya Jaano,..
Ke Hamari Mohabbat Ko Dekh Tumhari Raah ke Patharon Ne Bhi Aansoon Bahaaye,..

Tumne Bahoot Sitaam Dhaya Jaanasheen Mujh Pe Laga Ke Mehendi Gair Ke Naam Ki,..
Tumhe Kya Khabar Hai Hamare Ghamon Ka, Tumne To Hamare Barbaadi Par Jashn Manaaye,..

_____________________-Azeem-______________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dulhan by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dulhan by Meena in Miscellaneous Shayri
teri dulhan ka ruup. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~*~*~Teri Dulhan~*~*~*~______ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
<>*Main hun teri dulhan*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #31 on: May 21, 2006, 07:09:32 AM »
jashan kab kaha kon mana saka
matam dil ka na koi samjh saka
mehandi ek rasam-o-duniya nibhai hai
pal pal zindagi mar mar kar bitaai hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 21, 2006, 07:18:06 AM »
Mehendi Tumhare Haathon Ki Meri Barbaadi Ki Nishaani Hai,..
Tumhare Dard Sehkar Humne Ghamon Mein Kati Jawaani Hai...

Tum Kehte Ho Ke Tumne Nibhaai Mohabbat Humse Jaanasheen,..
Ke Tumne Bhi Aansoon Bahaye Hain Lekin Ye Sab Ek Jhooti Kahani Hai,..

____________________-Azeem-____________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #33 on: May 21, 2006, 07:36:38 AM »
dard tera nafart mai badal gaya
dekhty hi dekhty jamana badal gaya
kaya shikwa aor kaya ab shikayat karu
mera ho kar bhi, Tu ajj kitna badal gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: May 21, 2006, 07:48:17 AM »
Badla Nahi Main Kisi Bhi Mord Pe Jaanasheen,...
Ke Main Marne Ke Baad Bhi Tera Intezaar Karta Hoon,.. :lol:
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #35 on: May 21, 2006, 07:50:45 AM »
intzaar ki had is dil se na puch
jee jee kar mar rahe hai,
roj roj ki yah zindagi se jhujh (ladai)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: May 21, 2006, 07:56:35 AM »
Nice One Pankhuni Ji,..

Zindagi Se Humne Nata Tord Diya Jab Tum Bangai Dulhan Begaane Ki,..
Jaane Kab Nazar Lagi Hamari Mohabbat Ko Is Bedard Zamaane Ki,..

Tum Ne Chord Diya Saath Hamara Jaane Kya Majbooriaan Thi,..
Magar Humne Bhi Kasam khaai hai Jaanasheen Tumse Mohabbat Nibhaane Ki,..

Yaad Rakhna Tum Hamari Wafaon Ko Jaanasheen,..
Ke Tumhari To Adat Hai Dard Deke Bhool Jaane Ko,..

___________________-Azeem-__________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #37 on: May 21, 2006, 08:17:41 AM »
wah kaya baat hai Jsheen ji!!! bahoot hi khoob likhty hai app!!

dard jo mila hai bhulaya na jayega
shikwa bhi humse sunaya na jayega
bad kar pakad lety jo hath hamara
choro, wo kissa phir se dohraya na jayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: May 21, 2006, 01:34:42 PM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: May 21, 2006, 01:40:50 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Jsheen ji!!! bahoot hi khoob likhty hai app!!

dard jo mila hai bhulaya na jayega
shikwa bhi humse sunaya na jayega
bad kar pakad lety jo hath hamara
choro, wo kissa phir se dohraya na jayega


Phir Se Dohraayeinge Hum Wo Khisse Pyaar Ke,..
Yaad Na Tumhe Dilaayeinge Wo Lamhe Intezaar Ke,..

Ek Pal Ke Liye Bhi Kehdete Ke Tum Hamare Ho,.
Tumhe Boola Lete Hum Phir Jaanasheen Falak Se Utaar ke,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #40 on: May 22, 2006, 04:48:07 AM »
wah kaya baat hai, shabdo ka jadu chalana app bahoot achy tarike se janty hai!!! bahoot khoob Jsheen ji!!!

ho gai galati humse bulaya na gaya
bewafa unhone hume samjha, saha na gaya
apni suchaai per karaty rahe hum bharosa
bas issi umeend per, juban per laya na gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: May 22, 2006, 08:47:07 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai, shabdo ka jadu chalana app bahoot achy tarike se janty hai!!! bahoot khoob Jsheen ji!!!

ho gai galati humse bulaya na gaya
bewafa unhone hume samjha, saha na gaya
apni suchaai per karaty rahe hum bharosa
bas issi umeend per, juban per laya na gaya

Shukriya Pankhuri Ji Jo App Ne Hume Kuch Samjha,..
Waise Aap Bhi Kuch Kam Nahi App Ke likhe Hue Alfaaz To Dil Ki Gehraai Tak Pahoonchte Hain,..
Well Keep It Up,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: May 22, 2006, 08:56:42 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai, shabdo ka jadu chalana app bahoot achy tarike se janty hai!!! bahoot khoob Jsheen ji!!!

ho gai galati humse bulaya na gaya
bewafa unhone hume samjha, saha na gaya
apni suchaai per karaty rahe hum bharosa
bas issi umeend per, juban per laya na gaya


Bewafaa Tum Ho Is Baat Ka Yakheen Hume Aaj Bhi Nahi,..
Ke Tumhare Bewaaai Mein Bhi Hum Ne Rang-e-Wafaa Dekha Hai,..
Tum Bhala Kuch Bhi Samjho Hume Jaanasheen,..
Tumhare Aankhon Mein Bhi Humne Mohabbat Ka Rang Dekha Hai,..
Hogi Tumhari Bhi Koi Majboorian Jo Kar Gayi Humse Bewafaai,..
Humne To Pehle Tumhe Hamare Liye Har Par Taradpte Dekha Hai,..
Kaise Maan Jaaoon Ek Pal ke Liye Bhi Main Tum Bewafaa,.
Ke Tumhe Maine Mohabbat Ki Khateer Sab Se Lardte Dekha Hai,..

________________________-Azeem-_____________________

Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #43 on: May 25, 2006, 05:17:18 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai, shabdo ka jadu chalana app bahoot achy tarike se janty hai!!! bahoot khoob Jsheen ji!!!

ho gai galati humse bulaya na gaya
bewafa unhone hume samjha, saha na gaya
apni suchaai per karaty rahe hum bharosa
bas issi umeend per, juban per laya na gaya

Shukriya Pankhuri Ji Jo App Ne Hume Kuch Samjha,..
Waise Aap Bhi Kuch Kam Nahi App Ke likhe Hue Alfaaz To Dil Ki Gehraai Tak Pahoonchte Hain,..
Well Keep It Up,..


Thanks Jsheen ji!!! apki kai kavita padi hai, app bahoot hi acha likhty hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #44 on: May 25, 2006, 05:18:42 AM »
Quote from: "Jaanasheen"

Bewafaa Tum Ho Is Baat Ka Yakheen Hume Aaj Bhi Nahi,..
Ke Tumhare Bewaaai Mein Bhi Hum Ne Rang-e-Wafaa Dekha Hai,..
Tum Bhala Kuch Bhi Samjho Hume Jaanasheen,..
Tumhare Aankhon Mein Bhi Humne Mohabbat Ka Rang Dekha Hai,..
Hogi Tumhari Bhi Koi Majboorian Jo Kar Gayi Humse Bewafaai,..
Humne To Pehle Tumhe Hamare Liye Har Par Taradpte Dekha Hai,..
Kaise Maan Jaaoon Ek Pal ke Liye Bhi Main Tum Bewafaa,.
Ke Tumhe Maine Mohabbat Ki Khateer Sab Se Lardte Dekha Hai,..

________________________-Azeem-_____________________

[/b]


wah kaya baat hai, kamal Jsheen ji!!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:27:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer