Teri Dulhan

by Pooja on April 27, 2006, 12:45:32 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
Print
Author  (Read 10772 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: May 25, 2006, 08:59:10 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
App Bhi Bahoot Sunar Likhte Hain,..

Nafrat Se Jinhe Tum Dekhte Ho,..
Tum Maarte Ho Jinko Thokar,..
Kya Unpe Guzarti Hai Dekho,..
Ek Baar Kabhi Ghayal Hokar,..

_____________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dulhan by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dulhan by Meena in Miscellaneous Shayri
teri dulhan ka ruup. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~*~*~Teri Dulhan~*~*~*~______ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
<>*Main hun teri dulhan*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #46 on: May 28, 2006, 05:31:17 PM »
wah!!! simple and beautiful!! bahoot khoob jsheen ji!!

apne dard mai aise doobi
phir kabhi ayya hosh nahi
is ghayal man ab kaya samjhaye
iska kahi koi thor nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: May 29, 2006, 07:50:11 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah!!! simple and beautiful!! bahoot khoob jsheen ji!!

apne dard mai aise doobi
phir kabhi ayya hosh nahi
is ghayal man ab kaya samjhaye
iska kahi koi thor nahi


Shukriya Pankhuri Ji,..

Hosh Kahan Tha Mujhe Bhi Jab Maine Tumse Pyaar Kiya,..
Tumne To Mashosh Karke Jaanasheen Hume Bekarar Kiya,..

Ab Hume Tum Tanha Chord Jaane Ki Baat Karte Ho,..
Jab Ki Tumhare Liye Humne Zindagi Bhar Intezaar Kiya,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: May 29, 2006, 10:57:14 PM »
wah kaya baat hai!!! bahoot khoob Jsheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: May 30, 2006, 12:00:04 PM »
Shukriya Pooja Ji,..

Na Din Ko Sukoon Hai Shakeer,..
Na Raat Ko Sukoon Hai,..
Ke Kaisa Humpe Uamar,.
Ishq Ka Junoon Hai,..
Jo Rachaaye Hai Haath Tune Mehendi Se,..
Wo Mehendi Nahi Hai Mere Dil Ka Khoon Hai,..

__________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #50 on: June 02, 2006, 04:56:34 AM »
wah kay abaat hai, bahoot hi khoobsurat lines hai Jsheen ji!!!

khoon khud ka mehandi ban gaya
izat Ma-baap ki yah ghughat ban gaya
armano ki arthi mai chad mai chali
khilane se pahle hi, bikhar gai dil ki kali
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: June 03, 2006, 09:38:49 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kay abaat hai, bahoot hi khoobsurat lines hai Jsheen ji!!!

khoon khud ka mehandi ban gaya
izat Ma-baap ki yah ghughat ban gaya
armano ki arthi mai chad mai chali
khilane se pahle hi, bikhar gai dil ki kali


Nice One Pankhuri Ji,..
Aur Shukriya,..

Khabar Mere Marne Ki Sunte Hi Dekho,..
Wo Haathon Mein Mehendi Rachaane Lage Hain,..
Safar Aakhri Hai Koi Unse Kehde,..
Janaaza Mera Sab Uthaane Lage Hain,..

Sitam Jeete Jee Usne Mujh Par Dhaaya,..
Magar Baad Marne ke Phir Ye Sitam Hain,..
Kabar Mein Bhi Mujhko Kahan Chain Yaaron,..
Yahan Bhi Farishte Sataane Lage Hain,..

Adaamat ke Sholo Mein Sab Rishte Naate,..
Khulus-e-Wafaa Ke Hue Khaakh Dekho,..
Mere Humsafar The Jo Ache Dino Mein,..
Wohi Mujhse Daman Bachaane Lage Hain,..

Udhar Surkh Jorda Hai Unke Badan Pe,..
Idhar Tann Ko Dhanpa Hai Maine Kafan Se,..
Idhar Laash Par Meri Matam Hai Ishrat,..
Udhar Banke Dulhan Wo Jaane Lage Hain,...

_____________________________-NM-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #52 on: June 03, 2006, 10:00:32 AM »
thanks Jsheen ji and bahoot khoob. thanks for shaiing with us!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: June 04, 2006, 05:43:19 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..

Lahoo Ka Rang Tune Mehendi Mein Badal Diya,..
Mujhe Dafna Ne Se Pehle Hi Tune Shaadi Ka Joda Pehen Liya,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: June 05, 2006, 03:15:48 AM »
shikayat mere lal jode ki, teri juban per na aatii
jaane se pahle, jo meri arthi tujko najar aa jaati
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #55 on: June 07, 2006, 01:59:21 AM »
buhat achhe  yar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: June 07, 2006, 05:44:56 AM »
Quote from: "Pooja"
shikayat mere lal jode ki, teri juban per na aatii
jaane se pahle, jo meri arthi tujko najar aa jaati


Galti To Apni Thi Jo Doli Aur Arthi Ko Nahi Pehchaana,..
Main To Samjha Tha Ke Ye Zindagi Ko Bin Tere Ab hai Beetaana,..

Lagaai Jab Mehandi Tune To Mujhe Wo Rang Apna Lahoo Nazar Aaya,...
Main Kaise Bhool Jaaon Jo Khaai Tune Kasmein Wafa Nibhaane Ki Aur Kaise Bhoolaa Doon Wo Zamaana,..

Ab Ban Rahi Hai Tu Dulhan Kisi Aur Ki Jaa Tere Daman Mein Har Pal Khushiaan Ho,.
Wada Kar Mujhse Ye Akhri Jaanasheen Na Kabhi Phir Tu Mujhe Yaad Aana,..

________________________-Azeem-_________________________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: June 15, 2006, 07:06:54 PM »
wah, bahoot khoob Jsheen ji!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: June 17, 2006, 07:07:40 AM »
Quote from: "Pooja"
wah, bahoot khoob Jsheen ji!!!


Shukriya Pooja Didi,..
Apne Kuch Likha Nahi,..

Teri Shaadi Pe Nikla Janazaa Dekhle,..
Poora Kiya Maine Apna Ye Wadaa Dekhle,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #59 on: June 20, 2006, 06:31:27 AM »
wah kay alines likhi hai Lil Bro... bahoot khoob!!!

Dulhan banu teri, yah khawab he rah gaya
chuta tera sung, khali yah hath rah gaya

duniya ke riwajo mai, toota yah saaz rah gaya
do dilo ke bich mai, kaisa yah samaj rah gaya

hai payaar magar, kabool karne se darte ho
rakh kar muje khayalo mai, such kahne se darte ho

payaar ka daam, ajj bahoot kam rah gaya
Dulhan banu teri, yah khawab he rah gaya
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:51:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer