honeyrose
Guest
|
Tere galiyon mein chor aaye humara dil Woh isqh ke wadhe aur kuch haseen khwabh ki mehfil
Saason mein teri hi muskurahat aur wohi tumara nazaara
Yeh isqh mein hum marz ban baithe aur tum meri khwabon ka sitara
Khamosh hoti hai dil ki zuban kaise kahe hum chor aaye humara dil
Us dard ko kaise samjha sake hum teri galiyon mein chor aaye humara dil
Dil se ye Daag gum ka mitaya na gaya hum aapne yaadon ko basaya na sake
Teri galiyon mein chor aaye humara dil aur rahe ek nishani bankar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
zakhmola
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 20, 2008, 12:29:49 PM » |
|
Teri Galiyan sahi dosti nibhati hai Pyar mein huye iss pagal ko dekh aaj bhi patthar oothati hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 20, 2008, 12:33:25 PM » |
|
Very nice zakhmola..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #3 on: March 20, 2008, 02:41:24 PM » |
|
bahoot khoob zakhmola and honey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aarzoomehek
Guest
|
|
«Reply #4 on: March 20, 2008, 02:46:13 PM » |
|
bohot khoob likha hai honeyrose
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 20, 2008, 10:19:09 PM » |
|
Good One HoneyRose...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #6 on: March 21, 2008, 11:47:48 AM » |
|
Shukriya aarzomehek aur Aryaan and Pooja dear..
Teri galiyon se jab bhi guzar the hai Woh yaadon ka silsila humko dard dilate hai Na jaane hai woh galiyon mein jahan aapki haseen yadein ho Aapki galiyon se laut aaye hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #7 on: March 22, 2008, 01:35:06 PM » |
|
Dil Ke Galiyon Se Jab Bhi Nazar Aayo Mein Uss Beegi Nazaron Se Jab Bhi Nazar Aayo Teri Palkon Mein Hamara Dil Bichakar Chale Aayo Dil Ki Tadap Kehe The Hai Ki Mein Mahfooz Hoon Tum Chale Aayo Teri Galiyon Se Har Ek Kadam Se Mere Dilbar Chale Aayo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #8 on: March 22, 2008, 02:27:02 PM » |
|
bahoot dilkash likha aapne honeyrose our zakhmola ji......merii jaanib se daad kabool farmayein bahut umdaa likha hai aapne dosti ke ahsaasoN ko....... Khush raheiN
Arthi jab nikle merii toh us yaar ki chaader Charha dena 'Ghar'Uska rastey aa jaye , thhoda sa parda uthha dena Kabhi bhool na jana botal ko usko bhi rakhna sang mere Our dheere dheere khwaboN maiN uske tum mujhko sula dena
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 22, 2008, 02:51:03 PM » |
|
Harash ji bohat hi khoob likha hai aankhon mein aansoo nikale mere
Jaane doh mujhe pehle iss duniya se Yun na kaho aise bhatein aapne dil se
Jaane wale jaate hai humhe tanha chor dil se Ek akele rehe gaye hoon mein unki yaadon koh samet ke
Duwa karti hoon mere janaazah nikale tumari nazaron se Aab kya rakha hai akele teri galiyon mein nibaahne se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #10 on: March 22, 2008, 06:28:54 PM » |
|
Honeyrose wrote:- Harash ji bohat hi khoob likha hai aankhon mein aansoo nikale mere
Jaane doh mujhe pehle iss duniya se Yun na kaho aise bhatein aapne dil se
Jaane wale jaate hai humhe tanha chor dil se Ek akele rehe gaye hoon mein unki yaadon koh samet ke
Duwa karti hoon mere janaazah nikale tumari nazaron se Aab kya rakha hai akele teri galiyon mein nibaahne se Bahoot bahoot Shukrriyaa^h honey ji.....bahoot hi khoobsoorat likha hai aapne....dard ko sanjoker ubhara hai aapne.....daad kabool kareiN....KyuiN saaye se bhi ashqoN ko chhupate ho tum, Rote ho toh kyuiN charagoN ko bhujate ho tum.
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #11 on: March 23, 2008, 11:40:13 AM » |
|
Bohat acha jawab likha hai Harash ji..
Dil ke armano mein chup gaye hai woh yaadein Kaise kaho mein ke mere armano ko jalakar gaye hai woh yaadein Kya hauq hai humara tum par ye joh jalakar gaye hai woh yaadein Meri har saason se nikal thi hai tumari dadhkan jalakar gaye hai woh yaadein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #12 on: March 23, 2008, 06:39:56 PM » |
|
Bohat acha jawab likha hai Harash ji..
Dil ke armano mein chup gaye hai woh yaadein Kaise kaho mein ke mere armano ko jalakar gaye hai woh yaadein Kya hauq hai humara tum par ye joh jalakar gaye hai woh yaadein Meri har saason se nikal thi hai tumari dadhkan jalakar gaye hai woh yaadein nice one honey...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #13 on: March 23, 2008, 06:46:02 PM » |
|
Shukriya khwaish ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #14 on: March 24, 2008, 12:24:08 AM » |
|
Bohat khoob HoneyRose & Harash...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|