TERI TAMANNA

by smile_deep1 on December 13, 2004, 07:21:14 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2297 times)
smile_deep1
Guest
Teri tamana liye ,in ankho nay
dhoonda tujhko hur rahon main.....
suni thi woh ,khamosh bhi thi....
thodi si madhosh bhi thi,
bilkul un rahon ki tarah,
 unmay bhi thai kuch khalipan..
rahon ki abb kya kahiye.....
hum bhi to khali se thai,
abb kya samjhatey kya kehtey hum?
kissay kehtey? kaun tha wahan?
kuch pattey thai, kuch yadain thi,
kuch humbhi thai unjanya se......
lagta tha mano.................
hawayen bhi humko karti thi tang,
chuti thi aisay lagta tha mera humdum,
na paker unko hum,tung ho jaya karte thai,
tab yaad unkay anay per ansoon bahaya karte thai........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tamanna by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tamanna hai by rawat in Shayri-E-Dard
*****Tamanna***** by jaihind20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tamanna mein by moon_chandni in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bakhuda Ik Teri Hi To Tamanna Aur Aas Hai...Shihab by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
myheart_ursonly
Guest
«Reply #1 on: December 13, 2004, 08:22:07 PM »
very nice deep ji   glasses2
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #2 on: December 14, 2004, 06:50:48 AM »
shukriya heart ji
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #3 on: December 15, 2004, 08:26:40 AM »
koi khabar hi nahin us bekhabar ki...........
jo humay bekhaber sanam kehtey hain.
kehtey hain khaber rakhtey hain humari......
aur khud ki haalat se bekhaber rehtey hain........
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: December 16, 2004, 05:09:20 PM »
gud!

 :D
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #5 on: December 16, 2004, 06:48:43 PM »
shukriya meena ji
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #6 on: December 16, 2004, 07:16:53 PM »
is kadar zindagy main asar kar gaye ho,
tanhayion main bhi guzar kar gaye ho,
khamoshiyan bhi naam tera gungunati hain hur dum,
is kadar meri zindagy main basar kar gaye ho.............
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #7 on: December 16, 2004, 07:22:05 PM »
Jaanta hu ek aise shakhas ko main bhi deep,
gum se patthar ho gaya lekin kabhi roya nahi....
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #8 on: December 16, 2004, 07:42:33 PM »
koi rula ke khush hain,
koi ro ke khush hain....
koi chupchap apni palke bhigo kai khush hain..........
koi has ke khush hain,
koi manakai khush hain..
koi kisi ko sata ke khush hain..............
hur kisi ki khushi ki apni sada hain,
koi apni khushiyan luta kai khush hain.............
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #9 on: December 16, 2004, 07:44:27 PM »
Dil ki baaton se anjaan tum nahin,
phir bhi tum mere pass kyun nahin.....
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #10 on: December 16, 2004, 07:55:35 PM »
kuch majburiyan hoti hain...
pyar bhulana padta hain.......
kabhi kabhi saathi ko kya..
duniya chodkar jana padta hain...
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #11 on: December 16, 2004, 08:05:31 PM »
KHAMOSH MOHABBAT KI KASAM
TUJHSE SHIKWA NA KARUNGA

ASHKO KO PIYUNGA MEIN
JAAM KI TAMANNA NA KARUNGA

RAAT NE CHAHA HI NAHI MUJHKO
MAIN UJAALE KI TAMANNA KYA KARUNGA
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #12 on: December 16, 2004, 08:11:21 PM »
In khamoshiyon ko samjho,
yeh khamosh  nahin,
 bahut bolti hain.........
yeh chupchap.........
tumhare maan ko tatolti hain,
per tum ho kai chup chap khade ho,
kahin yeh tumhari khamoshi to nahin ..
jo mujhay yeh likhnay ko bolti hain?
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #13 on: December 16, 2004, 08:13:38 PM »
TU NAHI JO ZINDAGI MEIN AUR KYA RAH JAAYEGA
DOOOOOOR TAK TANHAIYON KA SILSILA RAH JAAYEGA
AANKHE TAAZA MANZAR KI AAS MEIN KHO JAAYENGI
DIL PURANE MAUSAM KO DOONDTA RAH JAAYEGA
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #14 on: December 16, 2004, 08:19:28 PM »
kisi ki tanhayin kisi ko chikh chikh kar bulati hain....
kisi ki tanhayin dum tod jati hain...
koi tanhayion main chupke se rota hain,
koi bheed  main bhi rehkar tanha hota hain...
tanhayin ka hur kisi kai zindagy main basera hain.....
sirf tu nahin hur insan aaj tanhayin se ghira hain............
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:24:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer