teri tasveer jo nishani hai......................MKV

by mkv on September 25, 2013, 02:10:23 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2470 times)
mkv
Guest
Peshwai ko kaun aaye ab
Kaun zahmat bhala uthaye ab

Waqt katta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab

Dam ba dam iztiraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab

Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab

Khoon-e-hasrat haseen paale hai
Jaam-e-ishrat vahee pilaaye ab

SakhtjaaN ae ‘chiraagh’ himmat kar
Tuu bhi garden ko hai hilaaye ab
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: September 25, 2013, 02:27:01 PM »
Khubsurat alfaaz,
Khubsurat andaaz e bayaan,
Khubsurat Ghazal,
Har sher niraala

Mukesh ji , tahe dil se daad,
Bus  yunhi  apne sukhan ka karvan
badhaate rahye , ... duaaein
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 25, 2013, 02:44:46 PM »
Peshwai ko kaun aaye ab
Kaun zahmat bhala uthaye ab

Waqt katta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab

Dam ba dam iztiraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab

Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab

Khoon-e-hasrat haseen paale hai
Jaam-e-ishrat vahee pilaaye ab

SakhtjaaN ae ‘chiraagh’ himmat kar
Tuu bhi garden ko hai hilaaye ab


Bahut Bahut Khooooooob Mukesh Ji..

Har Sher Lajawaab...Umda Bayaani..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: September 25, 2013, 02:56:42 PM »
bahut khoob
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #4 on: September 25, 2013, 02:59:38 PM »
bahut bahut khoob, bhai maza aa gya har Sher padhkar...............dheron dili daad... Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 25, 2013, 03:38:01 PM »
mere paas daad naheen bhai asheerwaad hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: September 25, 2013, 03:41:46 PM »
Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

waah waah mkv ji bohut khoob
umda kalaam lajawaab
Applause ApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: September 25, 2013, 05:19:22 PM »
wwah  mukesh ji bohut khub bohut umda peshkash
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #8 on: September 25, 2013, 05:30:44 PM »
Peshwai ko kaun aaye ab
Kaun zahmat bhala uthaye ab

Waqt kat ta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab

Dam ba dam iztaraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab

Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab

Khoon-e-hasrat haseen paale hai
Jaam-e-ishrat vahee pilaaye ab

SakhtjaaN ae ‘chiraagh’ himmat kar
Tuu bhi garden ko hai hilaaye ab


one rau ,sir
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #9 on: September 25, 2013, 05:41:42 PM »
kya baat kya baat kya baat, padh kar sach may tabiyat khush hogai... bas waaaaah hi waaaah  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2013, 07:23:23 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
                                   Nice One!!!!!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: September 25, 2013, 08:36:11 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Behtareeeeeeeeen peshkash Mukesh ji.. bahut pyaari ghazal rahi.. kya khoooooooob ashaar rahe.. sabhi dil ko choo gaye.. khaas taur par yeh ashaar dil par chaaaaaaaap kar gaye...

Waqt katta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab

Dam ba dam iztiraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab

Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab

In ashaaron par aapko bahut bahut bahut dili daaaaaaaaaaaaaad...
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: September 25, 2013, 10:09:31 PM »
Peshwai ko kaun aaye ab
Kaun zahmat bhala uthaye ab

Waqt katta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab

Dam ba dam iztiraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab

Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab

Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab

Khoon-e-hasrat haseen paale hai
Jaam-e-ishrat vahee pilaaye ab

SakhtjaaN ae ‘chiraagh’ himmat kar
Tuu bhi garden ko hai hilaaye ab

waah waah mkv ji bohat bohat daad,...........
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #13 on: September 26, 2013, 03:12:35 AM »
wha wha bhut khub
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: September 26, 2013, 03:43:14 AM »
Peshwai ko kaun aaye ab
Kaun zahmat bhala uthaye ab
yehi to mushkil hai nafsi nafsi ka aalam hai har taraf
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waqt katta naheen  bina tere
Meri khwahish tuu laut aaye ab
khawahishe.n hazzar hain aur her khawaahish pe dum nikle icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Dam ba dam iztiraab baar-e-gham
Kaun tanhaai ko mitaaye ab
apni tanhaaiyo.n se mehfil saja lo.khud-b-khud mit jaaye gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Duu-ba-duu wasl-e- yaar ki hasrat
Aatish-e-dil vahee bujhaaye ab
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))dair aaye durust aaye.mohabbat jo na karaaye.ache-acho ko patkhani de jaaye
Uski  tasveer jo nishani hai
Mere bechain dil ko bhaaye ab
acha hai kuch to tasalli-e-dil hua kuch yaraana-e-yaar raha icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Khoon-e-hasrat haseen paale hai
Jaam-e-ishrat vahee pilaaye ab
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))ajeeb zidd aur zabardasti hai.
SakhtjaaN ae ‘chiraagh’ himmat kar
Tuu bhi garden ko hai hilaaye ab

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardwah wah wah! chraag ki bhi aisi durdasha tauba tauba


mkv- this is what you. zor ki chot aap dheere se karte ho. khubsoorat hai ji bahut khubsoorat hai. agar bura na maano to rau due hai baad mein deti hoon......!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:56:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer