Tez Hawao ne.......(Farhat Uljhan)

by farhat_uljhan on January 23, 2009, 07:37:18 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1043 times)
farhat_uljhan
Guest
Maut se bhi bat_tar hain intezar ki ghadi
Kahi meri sari umr na kat jaye
Unke intezar me..........

Unhe kya maloom mohabbat ki tasir
Jinke andar na dil hain
Na hain zameer............

Mere pyaar ko unhone aise bhoola diya
jaise kisi ne kuch lik_kha ho ret par
aur tez hawao ne mita diya...........

                -Farhat Uljhan-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khuli jo Aa.Nkh....(Farhat Shezad) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
Ae Hawao.......... by md.ayad in Shayri for Khumar -e- Ishq
~ Hawao Ka Rukh ~ by Matrix Guy in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kuch garm hawao ki tapan by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
In hawao ko kah do by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 23, 2009, 07:41:57 PM »
Achchi shuruat hai Farhat Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 23, 2009, 07:42:13 PM »
Wah raja kya baat hain pehli post me hi bada khoob likha hain aur hame bataya bhi nahi chalo koi baat nahi yeh Ghayel ki choti si duniya hain aur tumhe pure dil se welcome hain
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: January 23, 2009, 07:42:47 PM »
Farhat,

Bahut khoob ! Applause

Welcome !
Logged
farhat_uljhan
Guest
«Reply #4 on: January 23, 2009, 07:49:27 PM »
Achchi shuruat hai Farhat Ji

bohat shukriyaan rajesh jee bas aapki dua chahiye

Wah raja kya baat hain pehli post me hi bada khoob likha hain aur hame bataya bhi nahi chalo koi baat nahi yeh Ghayel ki choti si duniya hain aur tumhe pure dil se welcome hain

Shukriyaan Sajid jo aapne hame itne achche parivaar se milaya

Farhat,

Bahut khoob ! Applause

Welcome !

Bohat shukriya rajbir jee....
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2009, 02:28:07 AM »
bahut hi badiya likha hai aapne...farat uljan ji....

tune apna dupata,faienka toh meri oud tha,
tez hawao ne,kisi aurke joli mein dala tha.
tu chahati toh thi,mujhe bahut.
par zamaana ko kahan yeh manjoor tha,
na kasoor mera tha ,na kasoor tera tha.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2009, 04:53:48 AM »
Maut se bhi bat_tar hain intezar ki ghadi
Kahi meri sari umr na kat jaye
Unke intezar me..........

Unhe kya maloom mohabbat ki tasir
Jinke andar na dil hain
Na hain zameer............

Mere pyaar ko unhone aise bhoola diya
jaise kisi ne kuch lik_kha ho ret par
aur tez hawao ne mita diya...........

                -Farhat Uljhan-


Bahoth Qoob Janab Likhte Rahiye !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 10:37:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer