Tohfaa-e-Gham Ka Mere Naam Kar Diya,..

by Jaanasheen on March 20, 2006, 01:54:35 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4977 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Tohfaa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya,..
Ek Bewafaa Ne Daulat Ki Khateer,..
Meri Wafa Ko Neelaam Kar Diya,..

Khaya Hai Dhoka Dil Ko Lagaa Ke,..
Loota Hai Usne Mujhe Apna Bana Ke,..
Phir Aankhein Bheegi Phir Dard Jagaa,..
Tardpaya Mujhko Phir Yaad Aake,..
Ye Kya Tamasha Sar-e-Aam Kar Diya.,
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya...

Paaje Use Yun Khona Padega,..
Ruswa Mohabbat Mein Hona Padega,..
Ek Pal Khushi Ki Kya Ye Sazaa Hai,.
Har Ek Pal Mujhko Rona Padega,..
Agaaz Hi Mein Anjaam Kar Diya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya,..

Uski Nazar Mein Daulat Hai Sab Kuch,..
Jhooti Zamaane Ki Shohrat Hai Sab Kuch,..
Usne Kiya Hai Chahat Ka Sauda,,.
Meri Nazar Mein Chahat Hai Sab Kuch,..
Usne To Mujhko Badnaam Kardiya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: March 20, 2006, 02:13:31 PM »
Jaanasheen

.....
KARNA NA THA JO WO KAAM KAR DIYA,..
sad5

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 20, 2006, 02:35:10 PM »
Aisa Kya Kaam Humne Kardiya,..
Jiske Liye Apne Hume Badnaam Kardiya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 20, 2006, 03:28:11 PM »
Dard Mera Koi Samajh Na Paya,..
Kyun Ki Mera Basera Tanhai Mein Tha,..
Ab To Main Rota Hoon Har Pal Uske Liye,..
Jis Ko Hasaya Maine Anjaane Mein Tha,..
Shayad Yahi Mera Anjaam Hai,.
Jab Ki Uska Naam Mere Dil Ke Gehraayi Mein Tha,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 20, 2006, 03:58:32 PM »
good one!!!

Tohfa yah gum ka mere naam kar diya
dil torr kar, mujko gumo mai khak kar diya
jisko chaha, barso toot kar maine
ussi ne, khudgarj hone ka ilzaam de diya!!

hai payaar jo mujko usse, isme uski kaya khata
kaise kar le wo payaar mujse, kahty hai, usko nahi pata
jeevan ka sara nugma, ajj uske naam kar diya
dard ka yah sadma, apne naaam kar diya!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 22, 2006, 08:10:18 AM »
Tohfaa-e-Gham Hum Ne Sar Ankhon Par Kabool Kiya,..
Badle Mein Unhone Humse Bahoot Kuch Usool Kiya,..
Ab Bhi Hota Hai Mujhe Pachtawa,..
Ke Maine Dil Laagane Ki Bhool Kyun Kiya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 22, 2006, 08:55:59 AM »
Tujhse Kyun Dil Lagaya,..
Ke Tu Ban Gayi Meri Barbaadi Ka Rasta,..
Mujhe Mere Barbadion Par Gham Nahi,.
Agar Nibhaa Jaati Tu Do Pal Ke Liye Bhi Sacchi Wafa .
To Aaj Bhi Main Ameeron Mein Hota,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 22, 2006, 12:03:25 PM »
Humne Dekha Hai Duniya Mein Ye Azmaake,..
Dete Hain Log Dhoka Dil ke Kareeb Aake,..
Logged
manu1979
Guest
«Reply #8 on: May 22, 2006, 04:42:31 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Tohfaa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya,..
Ek Bewafaa Ne Daulat Ki Khateer,..
Meri Wafa Ko Neelaam Kar Diya,..

Khaya Hai Dhoka Dil Ko Lagaa Ke,..
Loota Hai Usne Mujhe Apna Bana Ke,..
Phir Aankhein Bheegi Phir Dard Jagaa,..
Tardpaya Mujhko Phir Yaad Aake,..
Ye Kya Tamasha Sar-e-Aam Kar Diya.,
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya...

Paaje Use Yun Khona Padega,..
Ruswa Mohabbat Mein Hona Padega,..
Ek Pal Khushi Ki Kya Ye Sazaa Hai,.
Har Ek Pal Mujhko Rona Padega,..
Agaaz Hi Mein Anjaam Kar Diya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya,..

Uski Nazar Mein Daulat Hai Sab Kuch,..
Jhooti Zamaane Ki Shohrat Hai Sab Kuch,..
Usne Kiya Hai Chahat Ka Sauda,,.
Meri Nazar Mein Chahat Hai Sab Kuch,..
Usne To Mujhko Badnaam Kardiya,..
Karna Na Tha Jo Wo Kaam Kar Diya..



waaah waaah jaanashi ji aap ki taarif mai jitne bhi labz nikle sab ke sab kam pad jaaye aap ke is kalaam par,bahut hi behtareen likha hai aap ne,
maan gaye ustaad aap ko
bas aise hi likhte rahiyega
regards
manu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 23, 2006, 08:42:15 AM »
Shukriya Manu Ji Apki Nawaazishon Ka Shukriya,..

Karoge Yaad To Har Baat Yaad aayegi,..
Guzarte Waqt Ki Har Mauj Tahar Jaayegi,..

Ye Chand Beete Zamano Ka Aaina Hoga,..
Bhatakte ambar Mein Chehra Koi Banaa Hoga,...
Udaas Raah Koi Dastaan Sunaayegi,..

Barasta Bhigta Mausam Dhuan Dhuan Hoga,..
Pigaltee Shaamo Pe Dil Ka mere Gumaan Hoga,..
Hathelion Ki Heena Yaad Kuch Dilaayegi,..

Galee Ke Mord Pe Sunaa Sa Koi Darwaazaa,..
Taraste Aankho se Rasta Kisi Ka Dekhegaa,..
Nigaah Door Talak Jaa ke Laut Aayegi,..

_____________________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 18, 2006, 02:51:01 PM »
Anjaan Hoon Mehfil Mein Main,..
Ke Sab Log Jaante Hain Mujhe Teri Bewafaai Ki wajaah Se,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: September 11, 2009, 03:21:12 AM »
Wah wah Azeem bhai bahut khoob,really touching  mindblowing creation.beautiful lines by Pooja ji. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 11, 2009, 04:10:33 PM »
Wah wah Azeem bhai bahut khoob,really touching  mindblowing creation.beautiful lines by Pooja ji. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hay, Sis, Kya Yaar Bohat Poorani Post Aapne Kholi Hai,.

Shukriya,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 11, 2009, 04:46:20 PM »
Bahut bahut Khoob Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 13, 2009, 04:20:13 AM »
Bahut bahut Khoob Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:06:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer