Toota Dil

by Jaanasheen on March 20, 2006, 11:07:13 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2333 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Jab Toota Dil Mera To Sab Ke Honthon Pe Haseen thi,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TOOTA HWA SAPNA by *BROKEN DREAM* in Shayri-E-Dard
chamakte chand ko toota hua taara bana daala by clicksahil in Shayri-E-Dard
TOOTA DIL by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
ITNA TOOTA HOON by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
DIL YE TOOTA by GURCHARAN NARANG in Shairi - E - Zindagi
Tosha
Guest
«Reply #1 on: March 20, 2006, 11:44:22 AM »

wo kahete the takhti pe laga ke dil main basa lenge
wo to mere rag rag main basi thi
khel gaye holi, hum rando ke rangat bhaap na sake
jab tuta dil mera sab ke hontoh pe sahi thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 20, 2006, 12:37:58 PM »
Mujhe To Khushi Hai Ke Maine Gham Sehkar Bhi sab Ko Hasaya Hai,..
Magar Afsos Is Baat Ka ke Duniya Ke Sath Use Bhi Mujhe Azmaya Hai,..

Duniya Ki Azmaaish Ka Mujhe Gham Nahi,..Kyun Ki Duniya Ki To Ye Adat Hai,..
Uski Azmaaish Ko Main Kya Bataoon Appko Ke Usne Mujhe Azmake Muskuraye Hai,..

Mujhe To Khushi Hai Ke Wo Khush Hai,Jisne Mujhpar sitam Dhaya Hai,..
Khush Rahe Ho sada Jisne Mere Dil Ke Saath Mujhko Bhi Rulaya Hai,..
__________*-Jaanasheen-*___________
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: March 20, 2006, 12:57:11 PM »
nice both
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 20, 2006, 01:10:11 PM »
Shukriya Salma Ji,..

Apno ke Sitam Humse Bataye Nahi Jaate,..
Ye Hadse Wo Ranj Sunaye Nahi Jaate,..
Kuch Kam Hi Talluk Hai Mohabbat Ka Junoon Se..
Deewaane To Hote Hain Banaye Nahi Jaate,..
Ek Umr Ki Koshish Se Bhooladi Hai Teri Yaad,..
Lekin Abhi Tak Yaad Ke Saaye Nahi Jaate,..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: March 20, 2006, 01:19:33 PM »
Good Ones Jaanasheen & Tosha...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 20, 2006, 01:25:16 PM »
[/b]Dard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye,..
Mout Lazim Hai Zindagi ke Liye,..

Koun Marta Hai Yun Kisi Ke Liye,..
Shamma Jalti Hai Roshni Ke Liye,..

Kisko Sajda Karoon Main Sehra Mein,..
Darr Zaroori Hai Bandagi Ke Liye...

Jo Masalte Hain Phoolon Ko Nahaq,..
Wo Taras Jaayenge Kali Ke Liye,..

Apne Rindo Ko Azmaale aye Saakhi,..
Jaan De Denge Maikashi ke Liye..
                                           [nm]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 20, 2006, 01:26:37 PM »
Shukriya Aryaan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 20, 2006, 02:55:54 PM »
Ajnabi Sheher Ke Ajnabi Raste ,..
Meri Tanhai Par Muskuraate Rahe,..
Main Bahoot Deir Tak Yun Hi Chalta Raha,..
Tu9m Bahoot Deir Tak Yaad Aate Rahe,..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: March 20, 2006, 11:49:26 PM »
Thanx Salma n Aryaan

bahut accha likha hai Jaan JI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: March 21, 2006, 12:22:38 AM »
wah bahoot khoob!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: March 22, 2006, 08:37:42 AM »
Jab Ujda Mera Ashiyaana,..
Muskura Raha Tha Ye Zamaana..

Kya Khata Hui Ke Meri Hasti Mit Gayi,..
Jab Ke Mera Kaam Tha sab Ka Dil Behlaana,..

Ab Na Hum Kisi Se Dil Lagayenge,..
Ab To Bas Uske Saare Nishaan Hai Mitaana,..

Jiske Liye Humne Duniya Ko Dushman Banaya,..
Usi Ne Kehdiya Mujhko,Ke Tu Hai Deewaana,..

Ab To Main Sab Se Yehi Kehta Hoon,..
Jaan Jaye Magar Dil Kisi Se Na Lagaana,..

Kyun Ki Jisne Dil Lagaya Wo Bhool Gaya Muskuraana,..
Maaf Karna Ke Tumhe Humne Dil Se Apna Maana,..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #12 on: March 22, 2006, 05:45:07 PM »
wah wah!!

khata humari hi ti jo tumse dil laga baithe,
rait ke mahal apke sang hum saja baithe,
na jana tha ke kokle hai, pal bar me toot jayenge,
aur hum apne daman me bas mithi ki dhul bikra baithe!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 23, 2006, 08:35:40 AM »
Tumhare Saath Humne Bhi Mitti Ke Ghar Bana Baithe,..
Tumne Banaya Tha Basti Mein Humne Sahil Par Ghar Bana Baithe,..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #14 on: March 23, 2006, 06:39:22 PM »
gud gud

 :D
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:09:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer