Toote Apne Sitaare Kyun,.{AS}

by Jaanasheen on December 16, 2012, 11:05:01 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 821 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Doston, Aaj Maine Unki Nayi Tasweer Dekhi, Bohat Dino Baad, Aur Dil Dukha Bohat Unhe Dekhar,.
Aur Khud Ko Rok Na Paaye, Bas Yunhi Baithe Baithe, Kuch Likh Daala, Apni Bebasi Pe,.
 
Tumse Mohabbat Jo Bardh Gayi,.
Phir Toote,  Apne Sitaare Kyun,.

Tum Bhi Na Haath Aaye,.
Aur Chootte Hamaare Sahaare Kyun,.

Hume Agar Hona Hi Tha Judaa,.
To Humne Itne Pal Saath Guzaare Kyun,.

Kyun Hue Hum Ajnabi, Itne Kareeb Aakar,.
Hue Itne Bure Haalaat Hamaare Kyun,.

Jab Jaana Hi Tha Aapko Hamaari Zindagi Se,.
To Murd Kar Hume "Meri Jaan", Pukaare Kyun,.

-Azeem Aarzu,.



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sitaare by shyama in Miscellaneous Shayri
yeh sitaare! by shivani in Shairi for Manzar -e- Kudrat
-----sitaare------ by killbill in Shayri for Khumar -e- Ishq
TOOTE APNE DIL by saahill in Miscellaneous Shayri
Sitaare So Gaye,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
suman59
Guest
«Reply #1 on: December 16, 2012, 11:53:35 AM »
nice. felt sad.


hamare kismat mein hai wo to aayegi zindagi bankar
na aaye to yeh bi kismat ka khel hai samajkar jeena seekho

Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: December 16, 2012, 12:16:42 PM »

Samajh me nahi aa rahaa ki aapki poetry ki tareef karuN ya aap par jo gujar rahi hai, use sunkar jo dukh ho rahaa hai uske baare me kuch kahooN.
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: December 16, 2012, 06:30:10 PM »
ab to duaaoN ka hi sahaara hai.

Bas aas nahee chornee hai, aasha hi jeevan hai
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #4 on: December 16, 2012, 06:43:52 PM »
sacche pyar aur dil se nikli dua mein bahut taakat hoti h mkv ji...
bas hum hi khuch accha nahi soch paate waqt k utaar -chadaav mein...
ye dard ka daur bhi guzar jaayega azeem ji...God bless u
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 16, 2012, 08:37:05 PM »
]Woa↲
nice. felt sad.


hamare kismat mein hai wo to aayegi zindagi bankar
na aaye to yeh bi kismat ka khel hai samajkar jeena seekho


Inshallah Hum Milenge, Behna Duaa Karein Ke Hamari Mulakhaat Jald Ho Allah Hume Milaaye,.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: December 17, 2012, 04:13:37 AM »
bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... aapke khushiyon ke din jald laut aayen yahi duwaa karunga...!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 19, 2012, 01:49:57 PM »

Samajh me nahi aa rahaa ki aapki poetry ki tareef karuN ya aap par jo gujar rahi hai, use sunkar jo dukh ho rahaa hai uske baare me kuch kahooN.


Bas Duaa Karein Bhai Ke Hum Jald Hi Milein Ek Dooje Se,.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #8 on: December 20, 2012, 10:42:59 AM »
bohat khoob,............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 30, 2012, 03:06:06 PM »
ab to duaaoN ka hi sahaara hai.

Bas aas nahee chornee hai, aasha hi jeevan hai

Beshaq,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:00:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.191 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer