Trei Yaadein,. {Azeem-Aarzu]

by Jaanasheen on December 11, 2011, 11:14:18 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1623 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Cant Even Sleep, Miss You Badly,.
Kaise Neend Aati Hogi, Tujhe Meri Jaan,.
Teri Yaadein To Mujhe Sone Hi Nahi Deti,.

Jaagta Rehta Hoon, Sitaaron Ke Dayre Mein,.
Teri Yaadein, Subha Hone Hi Nahi Deti,.

Har Baar Toota Hai Dil, Teri Judaai Mein,.
Teri Yaadein Mujhe Rone Bhi Nahi Deti,.


Logged
Kucho baby
Guest
«Reply #1 on: December 12, 2011, 02:25:07 PM »
awsum loved it!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 12, 2011, 07:54:46 PM »
awsum loved it!


Thank You
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 12, 2011, 07:57:37 PM »
Azeem mere bhai koi bhi ghaav dawa se ya patti ko baandhe rakhne se nahi bharta hai ek waqt ke baad us patti ko kholke us ghaav ko kuch nayi dhoop kuch nayi hawaa deni parhti hai tab jaake ghaav puri tarha bharta hai, umeed karta hun aap main jo kehna chah raha hun woh samajh gaye honge, ab chalte hain aapki kalaam ki taraf to bhai dil gawara nahi karta ki kisi ke dard pe wah wah karun magar phir bhi itna zarur kahunga ki dil se nikli baat dil tak zarur puhanchti hai, dil ke ehsaasaat ko lafzon ki shaql me badi khoobsurti se pesh kiya hai aapne, issey parhkar apna kuch do ya teen saal purana likha yaad aa gaya jo ki aapki nazar kar raha hun, umeed hai aapko pasand aayega...!

Aksar Tanhaaiyan Mujhey, Tumaniyat se Rehne Nahi Deti.
Sona To Chahta Hoon , Par Teri Yaadein Sone Nahi Deti.

Is Qadar Rooh Mein Ghul Si Gayi Hain Bas Chahten Teri.
Ki Dhadkanen Teri Siwa , Koi Aur Ehsas Hone Nahi Deti.

Aaina Bhi Dekhta  Hoon , To Teri Hi Surat Nazar Aati Hai.
Ik Pal Ko Bhi Ab Mujhey Khudse, Rubaru Hone Nahi Deti.

Naa Jaane Aisi Kya Baat Hai Usk Sadgi Mein , Shihab
Ki Uski Khoobsurati Meri Ghazlon Ko, Pura Hone Nahi Deti...


Shad o aabad rahiye...

Shihab

Kya Kahoon Bhai, Ghaav Hi Kuch Yun Gehra Hai, Ke Uske Ilaaj Karne Ka Bhi Dil Nahi Karta,.
Gar Wo Nahi To Koi Bhi Nahi,.

Gar Wo Bewafa Hoti, To Dil Ko Samjha Leta, Usne To Har Hadd Paar Kardi Wafaa Karte Karte,.

Bas Duaa Karo Mere Bhai, Wo Khush Rahe, Jahaan Bhi Rahe, Agar Mere Naseeb Mein Hai, To Allah Use Jald Hi Mere Hawaale Karde,.

Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 15, 2011, 09:14:11 PM »
gar aap karna hi nahi chahte to ye aapki marzi hai
Humaara kaam tha kehna so humne keh diya hai
Aur bhai beshka meri duae,n hain aapke liye bhi

Shad o aabad rahiye...

Shihab

Shukriya BHai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:54:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer