Tosha
Guest
|
Khwabon ki ek duniya main Ek murat rachi thi Nashili aakhen madhosh kardene wali Wo katil hasi dekhi thi Chand sa chera laherati zulfe Wo is daard-e-dil ke dawa thi
Mohabbat main iskadar dube Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha Ishq ka junoon hua sawar Sochne samajhne ka wqth nahi tha Unki deewangi ka aisa chadha khumar Yeh pagalpan nahi to aur kya tha
Aakhe khuli to pata chala Ek hasi khuwab-e-hakikat tah Kaise kahe dun use bewafa main Usne to dil se deedar kiya tha Nahi main chata tute uska dil Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha
Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat Mera dil bhi to bewafa nahi hai Kor nahi sakta aab main use Uspe aab mera koi haqu nahi hai Aazad kiya tujhe aaj e jindgi Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 30, 2005, 08:11:14 AM » |
|
Bohot touching hai Tosha !!!! :-( :-( :-( ...................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 30, 2005, 08:34:41 AM » |
|
very nice Tosha. sachi mein dil ko choo liya aapne to..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 30, 2005, 10:28:44 AM » |
|
thanx a lot tanha n talat ... lakin mera dil to tut gaya na!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 30, 2005, 10:46:58 AM » |
|
kisne toda hai aapka dil.
aawara hawa ka badal hoon aa nikla hoon pal do pal ke liye. tum aaj to pathar barsa lo kal roege mujh pagal ke liye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 30, 2005, 10:58:56 AM » |
|
pattahr se na maro mere is deewane ko is masum ne kya mohabbat-e-gunha dona ise saza iske khata ki main bhi hun bhagedar is gunha main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 30, 2005, 11:06:37 AM » |
|
aaj dene lage hain woh mohobat ko gunah ka naam socha bhi nahi unhone ke kya ho sakta hai iska anjaam.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 30, 2005, 11:13:45 AM » |
|
kya anjam hoga yeh to mohabbat karte waqt bhi na socha tha kar bathe hai yeh khata aab uske bare main kya sochna
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 30, 2005, 11:31:42 AM » |
|
Khwabon ki ek duniya main Ek murat rachi thi Nashili aakhen madhosh kardene wali Wo katil hasi dekhi thi Chand sa chera laherati zulfe Wo is daard-e-dil ke dawa thi
Mohabbat main iskadar dube Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha Ishq ka junoon hua sawar Sochne samajhne ka wqth nahi tha Unki deewangi ka aisa chadha khumar Yeh pagalpan nahi to aur kya tha
Aakhe khuli to pata chala Ek hasi khuwab-e-hakikat tah Kaise kahe dun use bewafa main Usne to dil se deedar kiya tha Nahi main chata tute uska dil Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha
Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat Mera dil bhi to bewafa nahi hai Kor nahi sakta aab main use Uspe aab mera koi haqu nahi hai Aazad kiya tujhe aaj e jindgi Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai nice work Tosha ..... very painful !!
na tumhari mehek mujhse juda ho pai har raat ab main peeta hun isi umeed mein ki tumhe bhula paunga kambakht ishq bhi kya bala hai bhul gaya hun ki main kyon zinda hun kaun kehta hai ki pyaar hi khushi hai mujhse pucch nadaan is chot ki koi dawa nahi hai yehi mera charas hai yehi jeene ka sahara hai ae khuda meri tujhse ek hi dua hai farishton se keh de ke aaj sone ka iraada hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 30, 2005, 11:34:49 AM » |
|
kya anjam hoga yeh to mohabbat karte waqt bhi na socha tha kar bathe hai yeh khata aab uske bare main kya sochna kabhi kehte ho khata to kabhi gunah ka naam dete ho wah re teri mohobat wah re teri mohobat.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 30, 2005, 03:27:04 PM » |
|
beautiful toshu sis!!!!!!!!!!!!!!!!! well done!!!!!
:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 30, 2005, 03:44:19 PM » |
|
thanx a lot meena ji .... sabhi ko thanx ..............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 30, 2005, 07:37:22 PM » |
|
Khwabon ki ek duniya main Ek murat rachi thi Nashili aakhen madhosh kardene wali Wo katil hasi dekhi thi Chand sa chera laherati zulfe Wo is daard-e-dil ke dawa thi
Mohabbat main iskadar dube Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha Ishq ka junoon hua sawar Sochne samajhne ka wqth nahi tha Unki deewangi ka aisa chadha khumar Yeh pagalpan nahi to aur kya tha
Aakhe khuli to pata chala Ek hasi khuwab-e-hakikat tah Kaise kahe dun use bewafa main Usne to dil se deedar kiya tha Nahi main chata tute uska dil Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha
Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat Mera dil bhi to bewafa nahi hai Kor nahi sakta aab main use Uspe aab mera koi haqu nahi hai Aazad kiya tujhe aaj e jindgi Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai Bohat hi khoob Tosha....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 30, 2005, 08:07:15 PM » |
|
good one tosha ji.............................................
u cutieeeeeeeeeeeeee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 31, 2005, 05:31:09 AM » |
|
thanx ... Aryan n Naveed!!! .... ro ro ke yeh dil kaheraha hai chalaja tu is jindgi se kise aur ke baho main tujhe kaise dekh lun in tariste aakhon se
bhula de tune wo baathe mita de maine wo sang bitaye hasi raate mita dun yeh dinuya ya mit khud jayun e khuda bewafi mujhe mile hai tu bewafi use bhei de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|