tanha dil tanha safar
Guest
|
«Reply #15 on: May 31, 2005, 05:57:44 AM » |
|
thanx ... Aryan n Naveed!!! .... ro ro ke yeh dil kaheraha hai chalaja tu is jindgi se kise aur ke baho main tujhe kaise dekh lun in tariste aakhon se
bhula de tune wo baathe mita de maine wo sang bitaye hasi raate mita dun yeh dinuya ya mit khud jayun e khuda bewafi mujhe mile hai tu bewafi use bhei de khud ko mitane ki baatein na kar tu aaj keh de jo hai tere dil mein chupe raaz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #16 on: May 31, 2005, 06:57:54 AM » |
|
arre wah really nice Tosha and HumTum.....really good work!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 02, 2005, 11:38:22 AM » |
|
Aaj bhi na aaye aasu Aaj bhi na bheri nigahe Aaj bhi na aaya koi Khali haath shaam aaye Khali haath shaam jayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 02, 2005, 06:25:21 PM » |
|
Khwabon ki ek duniya main Ek murat rachi thi Nashili aakhen madhosh kardene wali Wo katil hasi dekhi thi Chand sa chera laherati zulfe Wo is daard-e-dil ke dawa thi
Mohabbat main iskadar dube Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha Ishq ka junoon hua sawar Sochne samajhne ka wqth nahi tha Unki deewangi ka aisa chadha khumar Yeh pagalpan nahi to aur kya tha
Aakhe khuli to pata chala Ek hasi khuwab-e-hakikat tah Kaise kahe dun use bewafa main Usne to dil se deedar kiya tha Nahi main chata tute uska dil Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha
Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat Mera dil bhi to bewafa nahi hai Kor nahi sakta aab main use Uspe aab mera koi haqu nahi hai Aazad kiya tujhe aaj e jindgi Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai Bohat hi khoob Tosha.... wow wonderfullllllllll Toshu................... bahot khoob........... very nice tanha.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 02, 2005, 10:29:31 PM » |
|
Thnax tosha
naye manjar tumhare raaste mein karvat lenge, koi manjar na tum ko raas aaye to bula lena...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #20 on: June 03, 2005, 06:47:55 AM » |
|
Khwabon ki ek duniya main Ek murat rachi thi Nashili aakhen madhosh kardene wali Wo katil hasi dekhi thi Chand sa chera laherati zulfe Wo is daard-e-dil ke dawa thi
Mohabbat main iskadar dube Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha Ishq ka junoon hua sawar Sochne samajhne ka wqth nahi tha Unki deewangi ka aisa chadha khumar Yeh pagalpan nahi to aur kya tha
Aakhe khuli to pata chala Ek hasi khuwab-e-hakikat tah Kaise kahe dun use bewafa main Usne to dil se deedar kiya tha Nahi main chata tute uska dil Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha
Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat Mera dil bhi to bewafa nahi hai Kor nahi sakta aab main use Uspe aab mera koi haqu nahi hai Aazad kiya tujhe aaj e jindgi Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai Bohat hi khoob Tosha.... wow wonderfullllllllll Toshu................... bahot khoob........... very nice tanha................. tnx a lot waheed...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 03, 2005, 02:51:17 PM » |
|
Yeh to rang hai dhakte suraj ke Kabhi gahere kabhi phekhe Pal main shaam ho jayegi Phir andhera Nahi koi fikar mujhe Doobara hoga sabera
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pandit
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 03, 2005, 02:54:21 PM » |
|
nice tosha,...... dard sev kabhi ghabraate the hum, aaj dard me hi palte hai hum, kabhi marne k naam se bhi darte the , aaj saans lene se bhi ghabraate hai hum.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 04, 2005, 07:50:43 AM » |
|
Jindgi ne bhi ajab khel kahela Piya hai mera phir bhi yeh dil akela
Chahti hun unko jaan se jayda Uski chahat ke aage yeh dil hai hara
Lagi hun main to aab ghabrane Dil to aakhir dil hai mera
Unki chahat kise aur ko na de sakungi Uski chahat ko lakin kaise de dun daga
Pal pal kasauti harpal imtehan Jindgi kis mod pe lake khada kar diya
Ishq main aisa kya gunha kiya E khuda tu he bata insaaf de zara
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 04, 2005, 12:47:58 PM » |
|
bohot khoob kaha tum sab ne ................................................. ........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 05, 2005, 09:07:47 AM » |
|
bohot khoob kaha tum sab ne ................................................. ........ Ruswa hui jindgi Umeedo ka sahara hai Tu aayegi dobara jindgi Tu mera aasra hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 05, 2005, 09:47:34 AM » |
|
Jindgi ne bhi ajab khel kahela Piya hai mera phir bhi yeh dil akela
Chahti hun unko jaan se jayda Uski chahat ke aage yeh dil hai hara
Lagi hun main to aab ghabrane Dil to aakhir dil hai mera
Unki chahat kise aur ko na de sakungi Uski chahat ko lakin kaise de dun daga
Pal pal kasauti harpal imtehan Jindgi kis mod pe lake khada kar diya
Ishq main aisa kya gunha kiya E khuda tu he bata insaaf de zara ur welcome Toshu...............once again very nice Toshu.........Pandit,.,,, maine apna aisa haal banaya ki ab aaine se bhi darta hoon teri nazar mein saaf jhalakte hain dil ki chahat...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 05, 2005, 10:43:27 AM » |
|
is dil ha naal na puchiye haal en zakhmo ka na puchiye lahun tapkata hai in aakhon se mohabbat ka anjam na puchiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 06, 2005, 08:34:52 AM » |
|
e zindagi ab tu he bata meri khata kya hai kar le tu bhi khuda jaan liya ke teri raza kya hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 06, 2005, 08:42:56 AM » |
|
du tujhe kya bata de e-zindgi jaan lele meri magar mere sanam ko to saza na de un aakho main yeh nami lagti hai tezab ke tarha es dil pe tu mere saase lele magar mere sanam ko hasi dede
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|