Tu Kitna Yaad Aa Raha Hai....

by majid on March 16, 2009, 09:59:34 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2824 times)
majid
Guest
                   Udaas Har Manzar , Aur  Dil  Dhadkata Ja Raha Hai
                   Kya Bataun Aey Dilbar , Tu Kitna Yaad Aa Raha Hai.

                   Hai Teri Baaton Ki Khushboo Ab Tak Saanson Mein
                   Aaj Bhi Tera Woh  Ehsaas , Mujhey Mehka Raha Hai

                   Seeney Mein Hi Sulghate Hain  Aise  Kahin Armaan
                   Aur Aankhon Se Koi Samadar ,Behta Hi Ja Raha Hai

                   Ye Kaisi Aag Hai ,Jo Na Jeene Deti Hai Na Hi Marne
                   Kyun  Waqt  Mujhey  Is  Qadar ,  Aazmaa  Raha Hai.

                   Jaanta  Hai Tu , Woh Lautkar  Nahi Aayenge Shihab
                   Phir  Bhi  Kyun , Unhi ka Intezaar  Kiye Ja Raha Hai.

                                             {Shihab}

Logged
k.shael
Guest
«Reply #1 on: March 16, 2009, 10:18:27 AM »
    Udaas Har Manzar Aur Dil Dhadkata Ja Raha Hai
    Kya Bataun..e..Dilbar Tu Kitna Yaad Aa Raha Hai.

    Hai Teri Baaton Ki Khushboo Ab Tak Saanson Mein
    Aaj Bhi Tera Woh Ehsaas Mujhe Mehka Raha Hai

    Seeney Mein Hi Sulghate Hain Aise Kahin Armaan
    Aur Aankhon Se Koi Samadar Behta Hi Ja Raha Hai

    Ye Kaisi Aag Hai Jo Na Jeene Deti Hai Na Hi Marne
    Kyun Waqt Mujhe Is Qadar Aazmaata Raha Hai.

    Jaanta Hai Tu Woh Lautkar Nahi Aayenge Shihab
    Phir Bhi Kyun Ussi ka Intezaar Kiye Ja Raha Hai.

Bahut Khoob Shihab Ji, Bahut hi umda likha hai aapne.

Dil hai ki tere pyaar mein choor hue jaa raha hai,
Aur tu jaane kyun mujhse door hue ja raha hai,

Ek umar jaya ki unhe sambalne me iss dil ne,
Aur ek apna hi wajood hai jo gumnamiyoon me khota ja raha hai,

Laakh koshishe karli mohabbat-e-sakoon paane ke liye,
Par bahut khoob hai ye dil-e-dard mujhe hi barbaad kiye ja raha hai.

Shally.
Logged
salma786
Guest
«Reply #2 on: March 16, 2009, 10:27:58 AM »

Bahoot khoob shihab ji Applause Applause

Kya sunaye dard-e-dil ki dastaan,
Ke ye dard mujhe har pal jala raha hai,

Jinko apne dil me di thi jagah humne,
Kya pata tha wo humse dil behla raha hai,

Hume majdhaar me akela chod kar,
Wo bewafa kisi or ko gale laga raha hai,

Kya samjhate hum us begairat ko,
Hume tadapta dekh use bada maza araha hai!

Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: March 16, 2009, 10:29:42 AM »
Bahoot khoob shihab ji Applause Applause

Kya sunaye dard-e-dil ki dastaan,
Ke ye dard mujhe har pal jala raha hai,

Jinko apne dil me di thi jagah humne,
Kya pata tha wo humse dil behla raha hai,

Hume majdhaar me akela chod kar,
Wo bewafa kisi or ko gale laga raha hai,

Kya samjhate hum us begairat ko,
Hume tadapta dekh use bada maza araha hai!

Very Nice Reply Salma Dear,

Shally.
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: March 16, 2009, 10:36:48 AM »

Bahut Khoob Shihab Ji, Bahut hi umda likha hai aapne.

Dil hai ki tere pyaar mein choor hue jaa raha hai,
Aur tu jaane kyun mujhse door hue ja raha hai,

Ek umar jaya ki unhe sambalne me iss dil ne,
Aur ek apna hi wajood hai jo gumnamiyoon me khota ja raha hai,

Laakh koshishe karli mohabbat-e-sakoon paane ke liye,
Par bahut khoob hai ye dil-e-dard mujhe hi barbaad kiye ja raha hai.

Shally.

Nice reply shally sis!
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: March 16, 2009, 10:38:34 AM »
Very Nice Reply Salma Dear,

Shally.
Thanks dear!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #6 on: March 16, 2009, 10:43:00 AM »
Hamesha ki Tarah Bahoot Khoob Likha Shihab Sahab
Shally ji aur Salmaji Aaplogo ne bhi khoob Sath diya
Bahoot Khoob

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #7 on: March 16, 2009, 10:43:43 AM »
Hamesha ki Tarah Bahoot Khoob Likha Shihab Sahab Applause Applause Applause
Shally ji aur Salmaji Aaplogo ne bhi khoob Sath diya
Bahoot Khoob Applause Applause Applause

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: March 16, 2009, 01:56:22 PM »
Bilkul saf saf lafzo me pyaari baat kaise kahi jati hain tumhare is kalam se sabit hoti hain Shihab.

Bohat badhiya Shihab  Clapping Smiley
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: March 16, 2009, 01:59:15 PM »

Bahut Khoob Shihab Ji, Bahut hi umda likha hai aapne.

Dil hai ki tere pyaar mein choor hue jaa raha hai,
Aur tu jaane kyun mujhse door hue ja raha hai,

Ek umar jaya ki unhe sambalne me iss dil ne,
Aur ek apna hi wajood hai jo gumnamiyoon me khota ja raha hai,

Laakh koshishe karli mohabbat-e-sakoon paane ke liye,
Par bahut khoob hai ye dil-e-dard mujhe hi barbaad kiye ja raha hai.

Shally.

Bohat khoob Shally........

Bahoot khoob shihab ji Applause Applause

Kya sunaye dard-e-dil ki dastaan,
Ke ye dard mujhe har pal jala raha hai,

Jinko apne dil me di thi jagah humne,
Kya pata tha wo humse dil behla raha hai,

Hume majdhaar me akela chod kar,
Wo bewafa kisi or ko gale laga raha hai,

Kya samjhate hum us begairat ko,
Hume tadapta dekh use bada maza araha hai!

Bohat khoob Salma ab to yoindia pe shayrao ka zamana hum shayer to pheeke padh gaye hain jee  Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: March 16, 2009, 02:07:50 PM »
    Udaas Har Manzar Aur Dil Dhadkata Ja Raha Hai
    Kya Bataun..e..Dilbar Tu Kitna Yaad Aa Raha Hai.

    Hai Teri Baaton Ki Khushboo Ab Tak Saanson Mein
    Aaj Bhi Tera Woh Ehsaas Mujhe Mehka Raha Hai

    Seeney Mein Hi Sulghate Hain Aise Kahin Armaan
    Aur Aankhon Se Koi Samadar Behta Hi Ja Raha Hai

    Ye Kaisi Aag Hai Jo Na Jeene Deti Hai Na Hi Marne
    Kyun Waqt Mujhe Is Qadar Aazmaata Raha Hai.

    Jaanta Hai Tu Woh Lautkar Nahi Aayenge Shihab
    Phir Bhi Kyun Ussi ka Intezaar Kiye Ja Raha Hai.

Bahoot khoob shihab ji Applause Applause

Kya sunaye dard-e-dil ki dastaan,
Ke ye dard mujhe har pal jala raha hai,

Jinko apne dil me di thi jagah humne,
Kya pata tha wo humse dil behla raha hai,

Hume majdhaar me akela chod kar,
Wo bewafa kisi or ko gale laga raha hai,

Kya samjhate hum us begairat ko,
Hume tadapta dekh use bada maza araha hai!

Wonderful..... superb Majid brother and Salma dear
Good going
Logged
salma786
Guest
«Reply #11 on: March 16, 2009, 02:22:36 PM »
Shukriya Pank ji!
Logged
salma786
Guest
«Reply #12 on: March 16, 2009, 02:25:21 PM »
Bohat khoob Shally........

Bohat khoob Salma ab to yoindia pe shayrao ka zamana hum shayer to pheeke padh gaye hain jee  Clapping Smiley

Shukriya Sajid ji.... par YOINDIA me aap jaise shayar hai to humko hausla milta hai kuch likhne ka Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: March 16, 2009, 02:27:49 PM »
Wonderful..... superb Majid brother and Salma dear
Good going

Thanks a ton ROja Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: March 17, 2009, 04:25:39 AM »
Nice reply shally sis!

Shukriya Salma Dear,

Hamesha ki Tarah Bahoot Khoob Likha Shihab Sahab Applause Applause Applause
Shally ji aur Salmaji Aaplogo ne bhi khoob Sath diya
Bahoot Khoob Applause Applause Applause

Shukriya Pank Ji,

Bohat khoob Shally........

Bohat khoob Salma ab to yoindia pe shayrao ka zamana hum shayer to pheeke padh gaye hain jee  Clapping Smiley

Shukriya Sajid Ghayel Ji,

Shally.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:42:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer