Tum Ko Aana Hoga....

by Aryaan on March 03, 2005, 01:20:04 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3273 times)
Aryaan
Guest
«Reply #30 on: March 04, 2005, 12:04:58 PM »
Shukriya Nino & Abhishek....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumko aana hoga by amit_is_always_cool in Shayri-E-Dard
Lot aana........ by Aarzuu in Shayri-E-Dard
Tum Ko Aana Hoga.... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Tum Ko Aana Hoga...! by anjaansaya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Tanhaai Mitane Tumhen Aana Hoga by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #31 on: June 26, 2005, 06:49:29 PM »

Neend aa jaye tau kya mehfilein barpa dekhoon
Aankh khul jaye tau tanhaai ka sehraa dekhoon
Logged
sanya310
Guest
«Reply #32 on: June 26, 2005, 07:10:48 PM »
Quote from: "Aryaan"
Ab Aansuon Ko Aankhon Mein Sajaana Hoga
Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga

Na Samajhna Ke Tumse Bichar Ke Khush Hain
Hamein Logon Ki Khaatir Muskuraana Hoga

Phir Shaam Dhal Gai Tum Aaye Na Aaj Bhi
Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga

Waada Khilaafi Kar Ke Muskurate Ho Aap
Dekhna Ek Din Sanam Aapko Pachtana Hoga

Lahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jaaunga
Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga

Abhi Se Na Kijiye TaQaza-E-Masroofiat Ke Aap
Abhi Uthna Hai Janaza Kaandha To Dena Hoga

Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye Sanam
Umar Kat Chuki Ab To Jaana Hoga.....



bohot khoob aryaan..too good... :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #33 on: June 26, 2005, 08:22:35 PM »
Quote from: "sanya310"

bohot khoob aryaan..too good... :D

Bohat shukriya Sanya.....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #34 on: June 18, 2006, 01:13:16 AM »


Zindagi na Ban jaye Azaab dekhna
Tum Khud ko Mere Baad dekhna

Dhoondho ge Panah kis ki baanhon mein
Bohat Akela  khud ko paaoge mere baad dekhna

Naaz hai jinke Khuloos par tum ko bohat
Unn ke Tewar tum mere baad dekhna

Lamhon ki Tarha hain Yeh Din aaj lekin
Sadiyon par muhit din tum, mere baad dekhna

Yeh do Aankhein hain missl-e-Qandil magar
Apni Aankh ke Aansoo tum mere baad dekhna
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #35 on: June 18, 2006, 01:21:35 AM »
Aryaan

Bilkul sahi farmaya aap ne !

------- mere baad dekhna =D> =D> =D>[/color]

Rajbir
Logged
ranjana
Guest
«Reply #36 on: June 18, 2006, 02:37:58 AM »
very beautiful Aryaan..............

dekha jab unko apni yaado ki parchhai mein hamne
toh na jaane hamko kya -kya na yaad aaya......
ek bhuli si kahaani , ek masoom sa kissaa
aur unke diye  judai ke dard ko apne dil ke kareeb paaya
Logged
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #37 on: June 19, 2006, 10:30:14 PM »
Quote from: "Aryaan"
Ab Aansuon Ko Aankhon Mein Sajaana Hoga
Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga

Na Samajhna Ke Tumse Bichar Ke Khush Hain
Hamein Logon Ki Khaatir Muskuraana Hoga

Phir Shaam Dhal Gai Tum Aaye Na Aaj Bhi
Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga

Waada Khilaafi Kar Ke Muskurate Ho Aap
Dekhna Ek Din Sanam Aapko Pachtana Hoga

Lahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jaaunga
Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga

Abhi Se Na Kijiye TaQaza-E-Masroofiat Ke Aap
Abhi Uthna Hai Janaza Kaandha To Dena Hoga

Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye Sanam
Umar Kat Chuki Ab To Jaana Hoga.....

hmm acha hi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #38 on: June 20, 2006, 12:57:02 AM »
Bohat shukriya Rajbir, Ranjana & Zindagi....

Nice One Ranjana...
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:48:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer