~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~

by nirbhay on April 23, 2006, 03:58:24 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Author  (Read 14378 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #105 on: May 20, 2006, 03:50:43 PM »
Dard Ko Seene Pe Liye Main Tere Jee Raha Hoon,..
Jaane Kab Aayegi Tu Mujhe Seene Se Lagaane ke Liye,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Wah Mujhe Bhool Jaana Chata Hai <<&l by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Mujhko Bhool Jaana by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kaiynath
Guest
«Reply #106 on: May 20, 2006, 04:50:18 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Dard Ko Seene Pe Liye Main Tere Jee Raha Hoon,..
Jaane Kab Aayegi Tu Mujhe Seene Se Lagaane ke Liye,..

___________________________________-Jaanasheen-
dard ka ehsaas tera hai hume  bhi
roka hai hume duniya ki zanzeeron ne
kaise dilaye yakeen tumhe hum kaho
ahhein lete ho tum rota hai dil hamara yahaan
Logged
roshni246
Guest
«Reply #107 on: May 20, 2006, 05:10:34 PM »
gud one kaiynath and azeem ji!!!

Mohabbat ka apni,silaa chaahiye
mujhe tum se bas kuch wafaa chaahiye
zara sii khushii ka pataa chaahiye
'HumeiN aur duniyaa se kyaa chaahiye'
merii zindagii ko ye kyaa chahaiye?
na ho khatm jo,wo mazaa chahiye?!
zamaane ne diiN haiN bahut thokareiN
sambhalne ko ab aasraa chaahiye
judaa, paas rehke,hai honaa kathin
judaa hone ko,faaslaa chaahiye
ye manzar nahii ab mujhe dekhnaa
zaraa mujhe ab judaa chaahiye
kabhii aake kar do muqammal ise!
ghazal ko merii qaafiyaa chaahiye
nahii chaahiye aur kuch bhi mujhe
bahut jee liyaa,ab qazaa chaahiye
use bhoolne ke liye Aye Khuda!
"Mujhko" kuch hauslaa chaahiye"


~rosh~
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #108 on: May 20, 2006, 05:13:29 PM »
Quote from: "roshni246"
mere baby k thread ko age badao tongue3

bhool jaiga tu ger mohabbat meri
paas laigi tujh ko zarorat teri
tu ager chord ker jaiga mujhe
yaad ayegi fir tujhko surat meri

aankho ka jado ger tu samjh na paiga
kangan aur chordi ka khnakna bulaiga
kheech ke laigi tujhe ye shrarat meri

tire nazer ye mera jab tujh pe waar karega
majboor hoke tu mujh se ankhein chaar karega
meri aadaye tera qatal sare aam karegi
fir na khna ke mohhabt hame badnaam karegi
tujhko eshara derahi thi shrafat meri
kheech laigi tujh ko ye shrarat meri

zulfo ke ye badal jab bijliya giraige
humko yaqeen hai khood pe sanam tum laot aaoge
angdayiya jab jab tumhe yaad aayegi
shame wafa parwane ke saath jaigi
nakhre dikhai gi tujh ko nazakat meri

tum hamara daman chorda na paoge
hai hamara dawa ke tum bhut pachtaoge
dhoondne se bhi na milega tumhe yaar aesa
hargiz na milega kabhi tumhe pyaar ayesa
meri wafaye ban jaigi dekhna qismat teri
tujhko keech laigi mohhabt meri
yaad bahut ayegi tujhe shrarat meri


~rosh~



Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah! bahut soch samjh je jawab dena hoga jee!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #109 on: May 20, 2006, 11:49:29 PM »
good job roshini
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: May 21, 2006, 06:14:53 AM »
Good Work Roshni And Kaiynath Ji,..

Mohabbat Ko Teri Hum Marte Dum Tak Nibhaayeinge,..
Tu Khush Reh Har Pal Hum To Marr ke Bhi Tujhe Duaein De Jaayeinge,..

Teri Mohabbat Ko Haseel Karne Ke Liye Humne Apno Ko Bhoolaya,..
Mitaa Denge Hum Apni Hasti Phir Bhi Teri Yaadon Ko Na Bhoolayeinge,..

Tere Dum Se Thi Meri Zindagi Mein Mehfilein Jaanasheen,..
Jab Tune Chord Diya Saath Hamara Phir Kya Mehfilein Sajaayeinge,..

Khata Teri Nahi Apni Thi Jo Tujhe Dil Se Lagaya Apna Banaya,..
Ab Tu Ho Chuki Hai Gair Ki Is Baat Se Dil Ko Samjaayeinge,..

Humne Bhi Nibhaayi Thi Mohabbat Tumse Duniya Se Bagawat Karke,..
Jab Tune Hi Saath Chorda Hamara Beech Raah Mein Ab Kya Hum Kisi Se Lard Paayeinge,..

________________________-Azeem-____________________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #111 on: May 21, 2006, 07:40:43 AM »
good one Jsheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #112 on: May 21, 2006, 07:50:46 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #113 on: May 21, 2006, 07:56:19 AM »
thxx azeem ji!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #114 on: May 21, 2006, 01:24:14 PM »
Ur Welcome Roshni Ji,...
But Iam Azeem, here
Logged
roshni246
Guest
«Reply #115 on: May 21, 2006, 01:37:29 PM »
so soryyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: May 21, 2006, 01:52:45 PM »
Chalta hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: May 21, 2006, 01:56:04 PM »
Kuch Aisi Apni Bhi Nishaani Chord Jaaoonga Main Is Zamaane Mein,..
Ke Mushkil Hoga Har Kisi Ko Jaanasheen Use Bhoolaane Mein,..

Meri Mohabbat Ko Kisi Ne Na Jaana Yahan Teri Mehfil Mein,..
Ke Ab Phir Koi Chaarag Na Jalega Pyaar Ka Tere Ashaaine Mein,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #118 on: May 21, 2006, 04:15:36 PM »
bhoolate huye tumhe khud ko bhool jaye kahin
yaadon main nahi saanson main ho tum basay
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #119 on: May 22, 2006, 07:54:33 AM »
Quote from: "kaiynath"
bhoolate huye tumhe khud ko bhool jaye kahin
yaadon main nahi saanson main ho tum basay
Nice One Kaynath Ji,..

Tere Bhool Ne Ka Gham Nahi Hume Jaanasheen,..
Tumhari Yaad To Hamari Zaroorat Hai Saanson Ki Tarah.,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:07:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer