~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~

by nirbhay on April 23, 2006, 03:58:24 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Author  (Read 14376 times)
roshni246
Guest
«Reply #120 on: June 03, 2006, 05:35:55 PM »
dil k aaine main tasveer yaar rakha karte hai
kya pata tum ko hum tumse kitna pyaar karte hai

teri ankho se dil ki dua maangte hai
kaise samjhayen tumhe k tum pe kitna marte hai

is tarh na jao k dil toot jaye mera
ab to hum dilber juda hone se bhi darte hai

dard dil main yun hua tere jane se
aanso mere tujhe aane ko kehte rehte hai

jaan kehke apni jaan ko chor ker chale gaye
pyaar kerne wale kiya aise pyaar kiya karte hai?

tere jane se meri jaan chali jati hai
bina tere hum sanam bahla zinda kaha rehte hai

dil k aaine main tasweer yaar rakha karte hai
kya pata tum ko hum tum se kitna pyaar karte hai


~rosh~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Wah Mujhe Bhool Jaana Chata Hai <<&l by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Mujhko Bhool Jaana by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
ZindagiKhhoGai
Guest
«Reply #121 on: June 03, 2006, 06:25:25 PM »
janaab mohabbat may bhol jana itna aasaan nahi hota hi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #122 on: June 03, 2006, 06:36:46 PM »
once again  wonderful  Sis...............
Logged
roshni246
Guest
«Reply #123 on: June 03, 2006, 08:02:38 PM »
aahh thx big brother
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #124 on: June 04, 2006, 06:30:16 AM »
Bahoot Khoob Roshni Sis Lage Raho,..
Logged
~princess~
Guest
«Reply #125 on: January 08, 2008, 06:56:24 PM »
Khilona samaj kar kyu dil tod jate hai wo
Is adat se har shaam har pal hume rulate hai wo
Kaisi bhul hui hai humse koi iska jawab lao unse
Kyu yaad akar hume istarah behremi se satate hai wo

Kuch Karz hain un par wo ratein aaj bhi
Jakar pucho koi kyu dur jakar pas ate hai wo
Tujhe to na tha shonk Dil se yun khelne ka dilbar
Kyu dhaaga dekar phir bhi dava e wafa jatate hai wo

Aj is mod par Zindagi ayi hai ke arman rone lage
Ponchkar ansun agle din waje rone ki kyu dejate hai wo
Pher kar Nazar jab chale gaye the tanhai k ashian mein hum
Koi pucho ke kyu hume phir apni duniya mein bulate hai wo

Zeher de kar usne kaha ke tu had jaa mere raste se
Jis Mod par hum Intezaar karte hai maut ka unke kehne par
Kyu adh maare ko phir Zindagi mein wapis laate hai wo
Mehfilon ki adat dala kar Tanhai mein chod ate hai wo

Chodo unse kya sawal karein jo khud ek sawal bana phirta hai
Sach to yeh hai ke khud khel bane hai ab humara khel banate hai wo


~Roshni~
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #126 on: January 08, 2008, 07:13:24 PM »
Roshu

Behtareen ! bahut jazbaaton se bhari hai yeh poem ! Roll Eyes
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #127 on: January 08, 2008, 07:16:55 PM »
BAHUT KHOOB ROSHU...BAHUT HI ACHA LIKHA HAI... Usual Smile
Logged
~princess~
Guest
«Reply #128 on: January 08, 2008, 07:17:20 PM »
thxx big bros
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #129 on: January 09, 2008, 10:20:44 AM »
Waah Roshni Sis,.
Kamaal Ka Likha Hai Yaar Tumne.,
yunhi Likhte Raho,.
Rab Tumhe Khush Rakhe.
Logged
soniaji33
Guest
«Reply #130 on: September 02, 2012, 10:04:31 AM »
bahut hi umda poem hai....dad kabul kijiey........... Clapping Smiley
Logged
soniaji33
Guest
«Reply #131 on: September 02, 2012, 10:12:29 AM »
Khilona samaj kar kyu dil tod jate hai wo
Is adat se har shaam har pal hume rulate hai wo
Kaisi bhul hui hai humse koi iska jawab lao unse
Kyu yaad akar hume istarah behremi se satate hai wo

Kuch Karz hain un par wo ratein aaj bhi
Jakar pucho koi kyu dur jakar pas ate hai wo
Tujhe to na tha shonk Dil se yun khelne ka dilbar
Kyu dhaaga dekar phir bhi dava e wafa jatate hai wo

Aj is mod par Zindagi ayi hai ke arman rone lage
Ponchkar ansun agle din waje rone ki kyu dejate hai wo
Pher kar Nazar jab chale gaye the tanhai k ashian mein hum
Koi pucho ke kyu hume phir apni duniya mein bulate hai wo

Zeher de kar usne kaha ke tu had jaa mere raste se
Jis Mod par hum Intezaar karte hai maut ka unke kehne par
Kyu adh maare ko phir Zindagi mein wapis laate hai wo
Mehfilon ki adat dala kar Tanhai mein chod ate hai wo

Chodo unse kya sawal karein jo khud ek sawal bana phirta hai
Sach to yeh hai ke khud khel bane hai ab humara khel banate hai wo


~Roshni~





bahut hi khoob likha hai Roshni......God bless u......
Logged
soniaji33
Guest
«Reply #132 on: September 02, 2012, 10:14:20 AM »
dil k aaine main tasveer yaar rakha karte hai
kya pata tum ko hum tumse kitna pyaar karte hai

teri ankho se dil ki dua maangte hai
kaise samjhayen tumhe k tum pe kitna marte hai

is tarh na jao k dil toot jaye mera
ab to hum dilber juda hone se bhi darte hai

dard dil main yun hua tere jane se
aanso mere tujhe aane ko kehte rehte hai

jaan kehke apni jaan ko chor ker chale gaye
pyaar kerne wale kiya aise pyaar kiya karte hai?

tere jane se meri jaan chali jati hai
bina tere hum sanam bahla zinda kaha rehte hai

dil k aaine main tasweer yaar rakha karte hai
kya pata tum ko hum tum se kitna pyaar karte hai


~rosh~





nice shayari.............................thx 4 sharing..........

Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:53:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer