~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~

by nirbhay on April 23, 2006, 03:58:24 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Author  (Read 14431 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #75 on: May 04, 2006, 01:15:23 PM »
bahot Khoob Roshni Ji,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Wah Mujhe Bhool Jaana Chata Hai <<&l by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Mujhko Bhool Jaana by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
roshni246
Guest
«Reply #76 on: May 04, 2006, 01:18:47 PM »
thxx !!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: May 04, 2006, 01:20:34 PM »
Dard Sehna Meri Majboori Bangayi Ab Zamaane Mein,..
Jab Se Liye Hain Dard Dil Par Dard Hi Jhalakta Hai Muskuraane Mein,..

Dard Shayad Mera Naseeb Bangaya Ab Meri Zindagi Mein,..
Jis Se Bhi Mil Raha Hoon Laga Hai Wo Mujhe Mitaane Mein,..

Khatham Honge Mere Dil Ke Dard Mere Mout Ke Saath,..
Isliye Main Khud Laga Hoon Apne Dil Ko Jalaane Mein,..

Jab Dil Ye Naadani ki Kisi Se Dil Lagaa ke,..
Us Din Se Darr Lagta Hai Kisi Se Dil Lagaane Mein,..

________________-Azeem-__________________
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #78 on: May 05, 2006, 04:07:26 AM »
Bohat khoob Roshni !

And Jaanu bhai gr8 as ever!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #79 on: May 05, 2006, 11:21:45 AM »
gud hai accha hai rosh ne accha likha

neer accha likhta hai
BS accha likhta hai

JS ka jawab nahi hai

yaar aur tareef karun kaya ya itni bas hai.......

great all keep it up
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #80 on: May 05, 2006, 11:38:26 AM »
zindagi jiye tu kis ke saahare hum
bhoolne waale hume itna tu baataya hota
cheen kar muskurahath hoonton ki hamari
aansoon dene waale itna tu baataya hota
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #81 on: May 05, 2006, 12:35:12 PM »
Wah bhot ache kaiynath jee!!! plz keep writing!

Bichadety tum rahe, bigadtey hum rahe
Aaisii betaabi ka diya humein,
Zindagi karke behaal, dil ke kareeb aau na
mai kya hoon tumahre liye abb ye bhi batau na!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: May 05, 2006, 12:40:21 PM »
Shukriya Nirbhay Aur Vikas Bhai,..


Marne Chala Hoon Main Uske Gham Sehkar,..
Wo Muskuraa Rahi Hai Mera Haal Dekh Kar,..

Ab Kya Kahoon Us Bewafaa Ki Zaat Ka Main,..
Usne Basaa Liya Ghar Mera Sab Kuch Lekar,..

Khuda se Dua Hai Ke Kabhi Uska Koi Aur Na shikaar Ho..
Meri To Adat Thi Muskuraane Ki Maine Uske Gham Bhi Sahe Muskurakar,..

________________-Azeem-_________________
Logged
roshni246
Guest
«Reply #83 on: May 05, 2006, 02:49:59 PM »
Quote from: "vikas2210"
gud hai accha hai rosh ne accha likha

neer accha likhta hai
BS accha likhta hai

JS ka jawab nahi hai

yaar aur tareef karun kaya ya itni bas hai.......

great all keep it up


thxx neer,vikas!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #84 on: May 05, 2006, 02:54:04 PM »
Dil Torda Usne Mera Ye Bhi Uski Adaa Thi,..
Par Use Kya Pata Hai Ke Dil Tootne Ke Baad Kya Guzarti Hai,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #85 on: May 05, 2006, 02:58:28 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Dil Torda Usne Mera Ye Bhi Uski Adaa Thi,..
Par Use Kya Pata Hai Ke Dil Tootne Ke Baad Kya Guzarti Hai,..


wooow  i like this !!! very gud JS ji!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #86 on: May 05, 2006, 03:10:34 PM »
Wah wah jaanu bhai very nice!!
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #87 on: May 05, 2006, 04:25:42 PM »
bhool tu gaye hai hum khud ko
pyar main uss bewaafa ke
na hosh raha na jeene ki tamanna
agar mil jaye kahin tu poochna qasoor hamara
Logged
roshni246
Guest
«Reply #88 on: May 05, 2006, 05:08:15 PM »
very gud kaiynath !!!

Aaqidat hi Ibadat hai Ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai

Ibadat mohbaat main jo diwane hai kerte
wafao se jo bane wahi bas aashqi hai

jiski dosti se zindagi sawar jai
nibhaye jo her moad per wahi bas dosti hai

tere waste jo zindagi luta de
yado main teri jo guzre wahi bas zindagi hai

farishto main bhi jo dekhe tujhe aye kanwal
her chehre main jo dekhe tujhe wahi bas diwangi hai

Aaqidat hi ibadat hai ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai


~rosh~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #89 on: May 06, 2006, 06:56:10 AM »
Quote from: "nirbhay"
Wah wah jaanu bhai very nice!!


Shukriya Nirbhay And Roshni Ji,..

Dard Lekar Jeeye Jaa Raha Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Usne Koi Kasar Na Chordi Jab Hume Mitaane Mein,..

Yaad Karte The Hum Use Din Raat Jaanasheen,..
Aaj Lage Hain Uski Har Yaad Bhoolaane Mein,..

Uski Khushion Par Apna Sab Kuch Khurbaan Kiya,..
Aur Use Khushi Mili Mera Dil Jalaane mein,..

_____________-Azeem-______________
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:55:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer