Tum Mujhpe Bharosa Na Karo,. {AS}

by Jaanasheen on May 28, 2012, 09:18:41 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3721 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile

Dekh Lo Khwaab Magar Khwaab Ka Charcha Na Karo,.
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo,.

Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,.
Ho Sakay Tum Se To, Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,.

Kirchiyaan Toote Howe Aks Ki Chubh Jaayein Gi,.
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo,.

Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhein Apna Hi Wajood,.
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo,.

Khwaab Bachchon Ke Khilono Ki Tarha Hote Hain,.
Khwaab Dekha Na Karo Khwaab Dikhaaya Na Karo,.

Be-Khayali Mein Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi,.
Raakh Guzre Howe Lamhon Ki Kureyda Na Karo,.

Mom Ke Rishte Hain Garmi Se Pighal Jaayenge,.
Dhoop Ke Sheher Mein Ye Tamasha Na Karo,.
Logged
Intezar
Guest
«Reply #1 on: May 29, 2012, 03:05:42 AM »
kya kehne hai bahut khoob azeem bhai...

Intezar !
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: May 29, 2012, 03:44:19 AM »
bahut khoob
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #3 on: May 29, 2012, 03:46:02 AM »
bahut bdhiya   Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
janumanu
Guest
«Reply #4 on: May 29, 2012, 04:18:00 AM »

Dekh Lo Khwaab Magar Khwaab Ka Charcha Na Karo,.
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo,.

Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,.
Ho Sakay Tum Se To, Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,.

Kirchiyaan Toote Howe Aks Ki Chubh Jaayein Gi,.
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo,.

Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhein Apna Hi Wajood,.
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo,.

Khwaab Bachchon Ke Khilono Ki Tarha Hote Hain,.
Khwaab Dekha Na Karo Khwaab Dikhaaya Na Karo,.

Be-Khayali Mein Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi,.
Raakh Guzre Howe Lamhon Ki Kureyda Na Karo,.

Mom Ke Rishte Hain Garmi Se Pighal Jaayenge,.
Dhoop Ke Sheher Mein Ye Tamasha Na Karo,.

azeem sahab adaab ...

aapko pahli baar padha ... aur yun laga jaise yaha par kuch pahli baar padha ho ..
behad umdaa lahjaa hai paka... bahut oonchi fikr aur aapki adaygi.. ke bhi kya kahne ...

khud ko khushnaseeb samjhtaa hun jo aapki ghazal padhi ..
aapko bahut padhne ki ummeed bhi jag padi hai...

khaaksaar...

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: May 29, 2012, 04:27:29 AM »
Bahut  khoobsurat  ghazal  se  nawaaza  hai , Azeem  saheb . Padhke tabeeat   khush  ho  gai . Tah-e-dil  se mubarakbaad  aur  daad  pesh  karta  hoon . Khush  rahiye . HASAN
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: May 29, 2012, 04:40:04 AM »
waah Azeeb bro--
aapke dil ka dard aapke alfaazo me saaf nazar aate hain--

khus rahie
god bless u
be happy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: May 29, 2012, 07:27:56 AM »
kya kehne hai bahut khoob azeem bhai...

Intezar !

Shukriya Bhai,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: May 29, 2012, 08:01:10 AM »

Dekh Lo Khwaab Magar Khwaab Ka Charcha Na Karo,.
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo,.

Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,.
Ho Sakay Tum Se To, Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,.

Kirchiyaan Toote Howe Aks Ki Chubh Jaayein Gi,.
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo,.

Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhein Apna Hi Wajood,.
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo,.

Khwaab Bachchon Ke Khilono Ki Tarha Hote Hain,.
Khwaab Dekha Na Karo Khwaab Dikhaaya Na Karo,.

Be-Khayali Mein Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi,.
Raakh Guzre Howe Lamhon Ki Kureyda Na Karo,.

Mom Ke Rishte Hain Garmi Se Pighal Jaayenge,.
Dhoop Ke Sheher Mein Ye Tamasha Na Karo,.

Bahut Bahut Aur Bahut Khooob  Bhai Azeem!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anahita
Guest
«Reply #9 on: May 29, 2012, 09:34:01 AM »
BAHUT KHOOB
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: May 29, 2012, 09:36:49 AM »

Dekh Lo Khwaab Magar Khwaab Ka Charcha Na Karo,.
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo,.

Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,.
Ho Sakay Tum Se To, Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,.

Kirchiyaan Toote Howe Aks Ki Chubh Jaayein Gi,.
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo,.

Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhein Apna Hi Wajood,.
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo,.

Khwaab Bachchon Ke Khilono Ki Tarha Hote Hain,.
Khwaab Dekha Na Karo Khwaab Dikhaaya Na Karo,.

Be-Khayali Mein Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi,.
Raakh Guzre Howe Lamhon Ki Kureyda Na Karo,.

Mom Ke Rishte Hain Garmi Se Pighal Jaayenge,.
Dhoop Ke Sheher Mein Ye Tamasha Na Karo,.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Behtrin peskash Azeem ji
Logged
theyash
Guest
«Reply #11 on: May 29, 2012, 10:05:41 AM »
bahut khoob...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: May 29, 2012, 03:18:13 PM »
bahut khoob

Shukriya Sksaini Ji,.
Duaa Ki Darkhwast,.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #13 on: May 29, 2012, 03:35:05 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne azeem ji.....!!!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #14 on: May 29, 2012, 04:52:36 PM »

Dekh Lo Khwaab Magar Khwaab Ka Charcha Na Karo,.
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo,.

Waqt Ka Kya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,.
Ho Sakay Tum Se To, Tum Mujh Pe Bharosa Na Karo,.

Kirchiyaan Toote Howe Aks Ki Chubh Jaayein Gi,.
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karo,.

Ajnabi Lagne Lage Khud Tumhein Apna Hi Wajood,.
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karo,.

Khwaab Bachchon Ke Khilono Ki Tarha Hote Hain,.
Khwaab Dekha Na Karo Khwaab Dikhaaya Na Karo,.

Be-Khayali Mein Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi,.
Raakh Guzre Howe Lamhon Ki Kureyda Na Karo,.

Mom Ke Rishte Hain Garmi Se Pighal Jaayenge,.
Dhoop Ke Sheher Mein Ye Tamasha Na Karo,.

         hai aadat peene ki mujhe, koi waada nahin karta..!
       girata hoon sambhal jaao.n ga mujhe sambhalaa na karo.!!

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:57:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.225 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer