Talat
Guest
|
«Reply #30 on: September 22, 2004, 04:09:46 PM » |
|
Nice all...
Shayad mujhe nikaal ke pachtaa rahe hon aap Mehfil main is khyaal se phir aa gaya hoon main!
(Abdul Hameed Adam)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #31 on: September 24, 2004, 08:20:41 AM » |
|
nice one Talat...............
Yehi Bohot hai K Baitha Hai Sir Jhukaye Hoye Mujhe Ujaad kar Woh Shakhs Sharamsaar To Hai..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
prannav
Guest
|
|
«Reply #32 on: September 27, 2004, 08:32:56 AM » |
|
Main aapki aankho ka aansu banna chahta hoon, jisse ki mera janm aapki aankho me ho, jivan aapke gaalo pe bite, aur mrityu aapke hontho pe ho.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #33 on: September 27, 2004, 04:48:30 PM » |
|
Main nahi khud ke liye...hoon main zamane ke liye Khud ko zakhm dai dai kar auron ko hassane ke liye
hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad.. tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye
ye khiza..ye andhere..ye veerana sa safar hum to nikle thay.. kahi aur hi jaane ke liye
aaina dekh ke hairaan saa ho jaata hoon.. khud ko hi bhool gaya aap ko paane ke liye
yoon rakeebon se has has ke kyon milte ho teri berukhi hi bahut thi..dil ko jalaane ke liye
ye jo chhalakta hai aankhon se issey paani na kaho yeh to moti hain mere pyaar ko sajaane ke liye..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
prannav
Guest
|
|
«Reply #34 on: September 28, 2004, 06:50:16 AM » |
|
tooooooooo gooooooooooooood yaaaaaaaaaaar ........ u r tooooooo goooooooood :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sahib
Guest
|
|
«Reply #35 on: September 28, 2004, 08:40:50 PM » |
|
shaam udas hain raat bi udas hogi subah kafan me lipti meri laash hogi! Ae muje dafnanewale jaakar unse keh dena KABAR mein bi uski tasveer hamara saath bhogi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #36 on: September 29, 2004, 06:28:40 AM » |
|
nice sahib....................
hum tujhe dhoondnay yaadon ki khuli sarkon per saray-e-shaam khushk patton ki taraha bhiker jatain hain.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Prabhas
Guest
|
|
«Reply #37 on: September 29, 2004, 03:37:00 PM » |
|
nice sahib....................
hum tujhe dhoondnay yaadon ki khuli sarkon per saray-e-shaam khushk patton ki taraha bhiker jatain hain..... this was amazing Waheed ji, AansooN hi samaz sakte hai aansooN ki tapish.. Dard hi samaz sakta hai dard ki Zahmat..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #38 on: September 29, 2004, 04:12:35 PM » |
|
roti ankh ka dard, roti ankhy hi janati hai dil tootane ka dard, toota dil hi janata hai wo jo roj hans kar mera dil tor jaty hai khuda unki, is hansi ko hamesha salamat rakhy
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #39 on: September 29, 2004, 05:01:07 PM » |
|
thanx ....prannav...........prabhas...................n ice one pooja...
Baharo may ghata'o may tujhe mehsoos kiya Jeewan ki raaho may tujhe mehsoos kiya Jab bhi barasne lagi ye pyaasi aankhe may nay in nigaaho may tujhe mehsoos kiya Meri saanso may rahi tere khyal say halchal Dil ki panaho may tujhe mehsoos kiya Khushbu hi khushbu bikhar gaye hay su May nay in hawa'o may tujhe mehsoos kiya Din kay ujaalo may tujhe mehsoos kiya Raat ki baanho may tujhe mehsoos kiya........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
:-)
Newbie
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 4 Member Since: Sep 2004
|
|
«Reply #40 on: October 01, 2004, 07:13:43 AM » |
|
Hi All,
i am writing after a long time, used to write for someone long time ago....ab fir se man kiya he ...
"Ye Din Barson ke baad aaya... kuch tumhe kuch humne yaad aaya ... kasak fir yeh dil me uthi he ....... honthon pe baat aakar ruki he....."
Take care
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #41 on: October 01, 2004, 08:09:08 AM » |
|
kasak jo tere dil me uthi hai honton pe akar ye baat jo ruki hai keh bhi do ab roko na tum inko bata do dil me kya hai aaj tum humko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
:-)
Newbie
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 4 Member Since: Sep 2004
|
|
«Reply #42 on: October 01, 2004, 09:01:41 AM » |
|
Yeh Seekhaya he dosti ne humne.... Dost bankar kabhi vafa na karo ... Mere Dukh ki koi dawa na karo ..... Mujhko mujse abhi juda na karo .....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #43 on: October 01, 2004, 09:48:04 AM » |
|
phir daaman-e-umiid vo phoolon se bhar gayaa jaaduu bhari nigaah se jaduu-saa kar gayaa
bas dekhte hii dekhte duniyaa badal gaii kuch sochte hii sochte chehraa utar gayaa
betaab beqaraar thi pehle hii dil bahut phir aapka aana aur bhi betaab kar gayaa
ik bekhudii kaa naam muhabbat hai dosto chaahat mein kis ko hosh hai kyaa kyaa guzar gayaa
kuch bhi pataa nahin hai muhabbat mein ai dost kab raat subah ban gaii kab din guzar gayaa (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
:-)
Newbie
Rau: 0
Offline
Waqt Bitaya:0 minutes.
Posts: 4 Member Since: Sep 2004
|
|
«Reply #44 on: October 01, 2004, 10:14:42 AM » |
|
Din Guzar gaya E-tbaar mein.... Raat kat Gayi Intzaar mein.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|