TUM SE PYAAR KARTAY HAIN HUM

by Arifa on January 14, 2005, 01:08:08 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2821 times)
Arifa
Guest
dil ki haqeeqat lafzoon mein baeyan kartay hain hum
han ye sach hai kay tum se pyaar kartay hain hum

mana kay tum kisi aur kay liye bunay ho
phir bhi dil se tumhara ehatram kartay hain hum

aaj tumhray dil mein humaray liye pyaar nahi hai
lekin aanay wali kal ka intizzar kartay hain hum

jantay hainkay tum apna pehla pyaar kabhi bhola na paogay
phir bhi tumien panay ki jistoujuo kartay hain hum

kabhi tou hogi un kay dil mein humaray pyaar ki qadar
NAZ rooz dil ko ye tassalli diya kartay hain hum  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Roz subha khud say aik waada kartay hain by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
kya ehi pyaar hain by nazaakat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 27 28 »
HUM PIYAAR KARTAY HAIN by mahesh_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar Se Pyaar Ka Ek Geet Aj Gatey Hain by Bored in Ghazals
kya vb vb kartay ho? (by vb) by vb in Miscellaneous Shayri
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2005, 01:58:02 PM »
Bohat khoob  Arifa....
Logged
Arifa
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2005, 06:34:26 PM »
thanks aryaan jiiiiiiiiiiiiii
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #3 on: January 15, 2005, 06:16:37 AM »
Aana meray qabar par kuch phool rakhh kar jana, Rona agar na ayeh to muskurakar chali jana.
Logged
Arifa
Guest
«Reply #4 on: January 15, 2005, 10:59:21 AM »
tammam umer jo ki hum se berukhi saab nay
kaffan mein hum bhi azezoo se chera chupa kay chalay gaye
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: January 15, 2005, 11:09:52 AM »
Quote from: "Arifa"
dil ki haqeeqat lafzoon mein baeyan kartay hain hum
han ye sach hai kay tum se pyaar kartay hain hum

mana kay tum kisi aur kay liye bunay ho
phir bhi dil se tumhara ehatram kartay hain hum

aaj tumhray dil mein humaray liye pyaar nahi hai
lekin aanay wali kal ka intizzar kartay hain hum

jantay hainkay tum apna pehla pyaar kabhi bhola na paogay
phir bhi tumien panay ki jistoujuo kartay hain hum

kabhi tou hogi un kay dil mein humaray pyaar ki qadar
NAZ rooz dil ko ye tassalli diya kartay hain hum  


nice aarifa,,.... tongue3
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #6 on: January 15, 2005, 04:40:41 PM »
Good job by all. Keep it up...
Logged
Arifa
Guest
«Reply #7 on: January 15, 2005, 05:39:51 PM »
thanks PANDIT and JHLLLLLLLLLL
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #8 on: January 15, 2005, 05:44:11 PM »
Quote from: "Arifa"
tammam umer jo ki hum se berukhi saab nay
kaffan mein hum bhi azezoo se chera chupa kay chalay gaye


 Usual Smile

Zindagi mein apna ab kuch na raha
ik ko chaha woh bhi milgya zamana say...
Halat ha ka rota huen ab be-dharak
Na bhola yeh gum aksar bhulanay say...
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: January 15, 2005, 05:52:34 PM »
Quote from: "myheart_ursonly"
Quote from: "Arifa"
tammam umer jo ki hum se berukhi saab nay
kaffan mein hum bhi azezoo se chera chupa kay chalay gaye


 Usual Smile

Zindagi mein apna ab kuch na raha
ik ko chaha woh bhi milgya zamana say...
Halat ha ka rota huen ab be-dharak
Na bhola yeh gum aksar bhulanay say...

isq me jab bhi mera dil ghabarayaa,
dilruba se duriya sah nahi paayaa,
to unse milne har deewar todkar aaya.
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #10 on: January 15, 2005, 05:55:48 PM »
Usual Smile

tumain kiya milta hay hamra nazak dill tor kar
tumhian kiya pata kitni saza milti hay dill dukhanay ke
har dukch kar ilzam ko hans kar jheela ham nay
ham nay kab perwa kee hay is badard zamanay ke...
Logged
Arifa
Guest
«Reply #11 on: January 15, 2005, 06:23:50 PM »
NAAM LIKH TOU DOO TERA  PHIR YE KHAYEAL AATA HAI
MASOOM HAI SANAM KAHI BADNAAM NA HO JAYE
Logged
Meena
Guest
«Reply #12 on: January 15, 2005, 06:35:02 PM »
Quote from: "Arifa"
dil ki haqeeqat lafzoon mein baeyan kartay hain hum
han ye sach hai kay tum se pyaar kartay hain hum

mana kay tum kisi aur kay liye bunay ho
phir bhi dil se tumhara ehatram kartay hain hum

aaj tumhray dil mein humaray liye pyaar nahi hai
lekin aanay wali kal ka intizzar kartay hain hum

jantay hainkay tum apna pehla pyaar kabhi bhola na paogay
phir bhi tumien panay ki jistoujuo kartay hain hum

kabhi tou hogi un kay dil mein humaray pyaar ki qadar
NAZ rooz dil ko ye tassalli diya kartay hain hum  


wahhhhhhhhhhh arifa sis!

unki lautne ki alsa aaj bhi hai,
unko bahon me bharne ki tamana aaj bhi hai,
hogi yeh dua kabul ek roz meri,
issi asha me zinda aaj bhi hai!
Logged
Arifa
Guest
«Reply #13 on: January 16, 2005, 08:56:32 AM »
very nice meenaaaaaaaa



janay waloo ko pukaroo na bhram reh jaye ga
tum pukaroo gay bhi tou ine lout kay kaab aana hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: January 16, 2005, 09:19:31 AM »
Quote from: "myheart_ursonly"
Quote from: "Arifa"
tammam umer jo ki hum se berukhi saab nay
kaffan mein hum bhi azezoo se chera chupa kay chalay gaye


 Usual Smile

Zindagi mein apna ab kuch na raha
ik ko chaha woh bhi milgya zamana say...
Halat ha ka rota huen ab be-dharak
Na bhola yeh gum aksar bhulanay say...


bahut khoob my heart...... Puzzled !  :oops:  glasses2
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 04:58:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer