tumahrey aney per

by Sonu on July 12, 2004, 02:36:14 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1302 times)
Sonu
Guest
tumahrey janey per yea keysa andeyra chaa jata hai
or tumharey aney per jevan mey roshni si bhar jati hai
yea keysa perkash jyoti hai jo tumahrey sath he rahta hai ?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~Kissi kay pass aney Say~*~ by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
*Yad aney k kai aur Bahane Nikle* Inam by Yasirinam in Shayri for Dard -e- Judai
Gam mila gam may maja aney laga by sushilbansal in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #1 on: December 06, 2006, 05:28:53 AM »
NA KARTA SIKAYAT ZAMANE SE KOI ,
AGAR MAAN JATA MANANE SE KOI,
KYUN KISIKO YAD KARTA KOI ,
AGAR BHUL JATA BHULANE SE KOI,
 
GAM KI BIJLI GIRI JAL GAYA ASHIYAN,
CHHUT GAYE HAMSAFAR LUT GAYA KARVAN,
ZINDGI KI AAB MUJE TAMANNA NAHI ,
MAUT BHITAR NA AAYE TO MEIN KYA KARU.
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #2 on: December 06, 2006, 09:00:00 AM »
Quote from: "Sonu"
NA KARTA SIKAYAT ZAMANE SE KOI ,
AGAR MAAN JATA MANANE SE KOI,
KYUN KISIKO YAD KARTA KOI ,
AGAR BHUL JATA BHULANE SE KOI,
 
GAM KI BIJLI GIRI JAL GAYA ASHIYAN,
CHHUT GAYE HAMSAFAR LUT GAYA KARVAN,
ZINDGI KI AAB MUJE TAMANNA NAHI ,
MAUT BHITAR NA AAYE TO MEIN KYA KARU.




waaah sonu ji........ bahoot badiya............ i doo agree with u sonu ji.......... bilkul sahi likha hai aapne..........






Ruthnae waaloon ko manaana aasaan nahi hai
dil laga kar bhul jaana aasaan nahi hai
yaaden to har pal saath rehti hain
in yaadoon sae khud ko chudaana aasaan nahi hai
jeene ko to jee lengae har haal main lekin
tere bina ye safar aasaan nahi hai
sab kuch lika hai us KHUDA ne hamara
apni marzi sae maut mil jaaye ye aasaan nahi hai
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #3 on: December 06, 2006, 01:20:23 PM »
WoW sonu n Alone,so sweet.bohat acha likha.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #4 on: December 08, 2006, 05:43:54 AM »
shukirya sonu2 ji...

bahut acha likha ahi apney...

Quote from: "ALONE BAD"
Quote from: "Sonu"
NA KARTA SIKAYAT ZAMANE SE KOI ,
AGAR MAAN JATA MANANE SE KOI,
KYUN KISIKO YAD KARTA KOI ,
AGAR BHUL JATA BHULANE SE KOI,
 
GAM KI BIJLI GIRI JAL GAYA ASHIYAN,
CHHUT GAYE HAMSAFAR LUT GAYA KARVAN,
ZINDGI KI AAB MUJE TAMANNA NAHI ,
MAUT BHITAR NA AAYE TO MEIN KYA KARU.




waaah sonu ji........ bahoot badiya............ i doo agree with you sonu ji.......... bilkul sahi likha hai aapne..........






Ruthnae waaloon ko manaana aasaan nahi hai
dil laga kar bhul jaana aasaan nahi hai
yaaden to har pal saath rehti hain
in yaadoon sae khud ko chudaana aasaan nahi hai
jeene ko to jee lengae har haal main lekin
tere bina ye safar aasaan nahi hai
sab kuch lika hai us KHUDA ne hamara
apni marzi sae maut mil jaaye ye aasaan nahi hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: December 08, 2006, 05:45:01 AM »
nidji ji bahut bahut shukriya...

Quote from: "nidhi_yadein"
WoW sonu n Alone,so sweet.bohat acha likha.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: December 08, 2006, 05:45:23 AM »
Suu e maikada na jate to kuch aur baat hoti
Wo nigaah se pilaate to kuch aur baat hoti
Ye baja kali ke khilne se mehka hai gulshan
Magar aap muskurate to kuch aur baat hoti
Ye khule khule gesu inhe lakh tum sanvaro
Mere hath se sanvarte to kuch aur baat hoti
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: December 08, 2006, 06:17:10 PM »
wonderful  Sonu.............kya baat hia ......har ek  sher  mast hia :lol:
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: December 09, 2006, 02:59:12 AM »
Nice reading you Sonu ji.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #9 on: December 09, 2006, 03:05:01 AM »
shukiryaa waheed mahraj ji....


Quote from: "waheed_rose2004"
wonderful  Sonu.............kya baat hia ......har ek  sher  mast hia :lol:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: December 09, 2006, 03:06:20 AM »
Roja ji welcome to yoindia....

bahut bahut shukriyaa Roja ji....

Quote from: "Roja"
Nice reading you Sonu ji.
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #11 on: December 10, 2006, 09:42:58 AM »
very nice everyone...


* Khil uthti hai har kali tumhare aane par
mehek uthta hai ye chaman tumhare aane par
khushiyaan to hain bahoot daman main magar....
jhuum uthta hai ye dil tumhare aane par.....**
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #12 on: December 10, 2006, 09:43:15 AM »
very nice everyone...


* Khil uthti hai har kali tumhare aane par
mehek uthta hai ye chaman tumhare aane par
khushiyaan to hain bahoot daman main magar....
jhuum uthta hai ye dil tumhare aane par.....**
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: December 11, 2006, 01:20:43 PM »
Quote from: "Sonu"
Roja ji welcome to yoindia....

bahut bahut shukriyaa Roja ji....

Quote from: "Roja"
Nice reading you Sonu ji.



Thanks Sonu ji..

Jante toh ho tum meri majbooriya.n
Tum ko kya du duaye tumhi ab kaho
Gar Khuda meri sun le toh mai ye kahu
Muskurate raho tum, Sada khush raho..

Roja
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: December 18, 2006, 05:19:26 AM »
Alone ji.. Roja ji bahut bahut shukriya...

app donu ney bahut acha likha hai ... yeo hi likhtey rahow....

Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho
zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho
kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai
zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:06:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer