TUMHARA DARD

by ali on July 24, 2005, 09:36:45 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2556 times)
roshan_pk1
Guest
«Reply #15 on: September 17, 2005, 12:15:27 PM »

i am Hamidullah Roshan from pakistan humtum mujhe aap ki poetry bahut achi lagi iss liye mein bhi aik sher bhej raha hoon
YOON NA SHIKAAR KIJEY ISS TAIR-E-DIL KO
ROSHAN KI HAI KHOHAISH KE YEH BHI AZAD PHIREY
********************************************
AEY YAAD-E-MEHBOOB AIK DIN MUJH KO BHI TANHA CHORE DE
ISS YAAD HI YAAD MEIN KHUD KO BHULA BHETHA HOON MEIN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhara ziker by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Dil bhi tumhara, hum bhi tumhare ! by Rishi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 6 7 »
~~~Tumhara Ho~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
~~~ Yeh Dil Tumhara Hai~~~ by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Taish- GEET tumhare, DARD tumhara...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
roshan_pk1
Guest
«Reply #16 on: September 17, 2005, 12:17:04 PM »
i am Hamidullah Roshan from pakistan humtum mujhe aap ki poetry bahut achi lagi iss liye mein bhi aik sher bhej raha hoon
YOON NA SHIKAAR KIJEY ISS TAIR-E-DIL KO
ROSHAN KI HAI KHOHAISH KE YEH BHI AZAD PHIREY
********************************************
AEY YAAD-E-MEHBOOB AIK DIN MUJH KO BHI TANHA CHORE DE
ISS YAAD HI YAAD MEIN KHUD KO BHULA BHETHA HOON MEIN
Logged
ali
Guest
«Reply #17 on: September 25, 2005, 09:22:48 PM »
Labo ki sehmi hui muskurahat pe na ja
Bahot udaas guzari hai zindagi hamne
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #18 on: September 26, 2005, 06:06:57 PM »
Quote from: "ali"
Labo ki sehmi hui muskurahat pe na ja
Bahot udaas guzari hai zindagi hamne



Hey Ali this one really very cool ..... after a long time we met again


Udasiyo ka safar kar guzre
Aap na they par saath apne
Bohat logo ne kaha is raah pe na ja
Jab aap ke tabassum ne bulaya hume
Logged
ali
Guest
«Reply #19 on: September 26, 2005, 10:04:22 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "ali"
Labo ki sehmi hui muskurahat pe na ja
Bahot udaas guzari hai zindagi hamne



Hey Ali this one really very cool ..... after a long time we met again


Udasiyo ka safar kar guzre
Aap na they par saath apne
Bohat logo ne kaha is raah pe na ja
Jab aap ke tabassum ne bulaya hume
Bahot hi khub

Mana ke ham na chal sake aap ke sath
Yaad karte rahe magar kafan odhe aap ko
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #20 on: September 27, 2005, 06:22:12 PM »
Allah na kare

Khuda de aap ko zindagi itni
Hai is duniya me mohabbat jitni
Koi gum ka andhera aap ko chhoo na paaye
Ho chand taaro se roshni itni



Hum huye juda koi baat nahi
Abhi to savera hai koi raat nahi
Mil jaayenge sar-e-raaah yu hi
Kis ne kaha milega dubara saath nahi
Logged
ali
Guest
«Reply #21 on: September 28, 2005, 08:28:12 PM »
Hum huye juda koi baat nahi
Abhi to savera hai koi raat nahi
Mil jaayenge sar-e-raaah yu hi
Kis ne kaha milega dubara saath nahi

Bahot khub Saba ji

TU ab or ke sath hai to kya dukh
Pahle bhi tu hamara kab tha
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:12:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer