tumhara gussa hona jayaz tha

by BHONDU on September 09, 2008, 12:07:41 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 17622 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
bahut dino baad kuch likhne ki kosis ker raha hu ... TITTLE SAHI NHI MIL RAHA HAI PER phir bhi ek kosis ker raha hu..

NAA JAANE KYNNAZAR LAGI ZAMANE KI,
AB WAJAH MILTI NHI MUSKURANE KI .
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANANE KI.
JAHAN BHI JAATA HU TANHAAYEEYAN HAI,
ICCHA HOTI HAI JEE BHAR ASHQ BAHANE KI.
KHAMOSHI AB GALA GHOTNE LAGI HAI,
CHAHAT HAI AB ZOR-ZOR CHILLANE KI.
DEEWANGI KA AKSAR ANJAAM YAHI HOTA HAI,
SAZA MILTI HAI HUMKO DIL LAGANE KI.
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANNANE KI.


USAY DEKHNE PER BHI ANDEKHA KERNA HAI,
PHIR CHAHAT HAI USKO NAZAR AANE KI .
CHAHTA HU JO USKE SAATH REHNA MAIN,
PADCHAAP HOTI HAI USKE DOOR JAAANE KI.
GAMO MEIN SAJTI HAI SHAAM-E-MEHFIL,
RUDALI BANTI HAI HER TARANE KI.
SOOCHTA HU AB BADHOSH SE MADHOSH HI RAHU,
ICCHA HOTI HAI GAMO MEIN AB PAIMAANE KI.
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANNANE KI.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gussa mat hona by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Mera Hona Na Hona by Sonia01 in Shayri-E-Dard
Jayaz hai shayad..!!!! by saahil masoom in Shayri for Khumar -e- Ishq
gussa(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Saath Phir Se Tumhara Hona Hai by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
angel4u
Guest
«Reply #1 on: September 09, 2008, 03:10:46 PM »
Just amazing as usual Bhondu ji...

Ek ek labz khoobsurat. dard se bhara hua.

Keep it up...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: September 11, 2008, 10:45:38 AM »
Bhondu ji Bohat khoob likha hai aapne   Applause  Thumbs UP
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: September 11, 2008, 10:56:37 AM »
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 11, 2008, 11:29:04 AM »
Bahut khoob bro..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 11, 2008, 11:42:01 AM »
think you , angel,honey,mahi& khawaish ji... per aap logo ne reply mein koi sher nhi bheja..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: October 17, 2008, 10:31:48 PM »
very Nice dost Kavi!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: November 14, 2008, 12:31:33 PM »
bahut dino baad kuch likhne ki kosis ker raha hu ... TITTLE SAHI NHI MIL RAHA HAI PER phir bhi ek kosis ker raha hu..

NAA JAANE KYNNAZAR LAGI ZAMANE KI,
AB WAJAH MILTI NHI MUSKURANE KI .
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANANE KI.
JAHAN BHI JAATA HU TANHAAYEEYAN HAI,
ICCHA HOTI HAI JEE BHAR ASHQ BAHANE KI.
KHAMOSHI AB GALA GHOTNE LAGI HAI,
CHAHAT HAI AB ZOR-ZOR CHILLANE KI.
DEEWANGI KA AKSAR ANJAAM YAHI HOTA HAI,
SAZA MILTI HAI HUMKO DIL LAGANE KI.
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANNANE KI.


USAY DEKHNE PER BHI ANDEKHA KERNA HAI,
PHIR CHAHAT HAI USKO NAZAR AANE KI .
CHAHTA HU JO USKE SAATH REHNA MAIN,
PADCHAAP HOTI HAI USKE DOOR JAAANE KI.
GAMO MEIN SAJTI HAI SHAAM-E-MEHFIL,
RUDALI BANTI HAI HER TARANE KI.
SOOCHTA HU AB BADHOSH SE MADHOSH HI RAHU,
ICCHA HOTI HAI GAMO MEIN AB PAIMAANE KI.
TUMHARA GUSSA HONA TO JAYAZ THA,
HUMARI AADAT CHUT GAYI MANNANE KI.


Bohot hi khoob likha hai Bhondu Really beautiful work...!!


Aapki peshkash se mujhe apni hi likhi hui ek poem yaad aa gayi, jo maine kaafi pehle, 2006 main Yoindia pe likhi thi, phir se yahan post kar rahi hoon....


Ishq hai tujhse......na mit paayega kabhi...!!!!!!!

Hasrat hi rahi mujhko tere aaghosh main aane ki
Thi aarzu tere ishq se na kabhi hosh main aane ki

Jo dil main bas jaata hai fana hota nahin wo ishq
Juda ho gaye hain hum ki nazar lag gayi zamane ki

Teri ulfat meri rag rag main khoon ban ke daudti hai
Har jhonka hawa ka deta hai mujhe aas tere aane ki

Hon ab kisse khafa hum, karen kisse koi shikwa
Kaise bhulaayen adaa hum tere manaane ki

Ye dooriyaan ye judaai na mita saki hain tujhse ishq
Uthti hai hook dil main kahin ab bhi tujhe paane ki !!!

Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: August 17, 2009, 03:11:12 AM »
Bahut khoob Bondhu ji and Talat sis  Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: August 17, 2009, 03:30:16 AM »
wow bahoot khoob Celmira
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 09, 2011, 10:36:54 PM »
Bohot hi khoob likha hai Bhondu Really beautiful work...!!


Aapki peshkash se mujhe apni hi likhi hui ek poem yaad aa gayi, jo maine kaafi pehle, 2006 main Yoindia pe likhi thi, phir se yahan post kar rahi hoon....


Ishq hai tujhse......na mit paayega kabhi...!!!!!!!

Hasrat hi rahi mujhko tere aaghosh main aane ki
Thi aarzu tere ishq se na kabhi hosh main aane ki

Jo dil main bas jaata hai fana hota nahin wo ishq
Juda ho gaye hain hum ki nazar lag gayi zamane ki

Teri ulfat meri rag rag main khoon ban ke daudti hai
Har jhonka hawa ka deta hai mujhe aas tere aane ki

Hon ab kisse khafa hum, karen kisse koi shikwa
Kaise bhulaayen adaa hum tere manaane ki

Ye dooriyaan ye judaai na mita saki hain tujhse ishq
Uthti hai hook dil main kahin ab bhi tujhe paane ki !!!



bahut khoob likha hai aapne hum dekh nhi paye thya isliye mafi chahte hai celmira ji...

waqt kahan kab kiske saath rehta hai,
ab to bas ruthna manana hi yaad rehta hai
humein to khusi hai ki bas uski parchaiyaan mili
jo shqks humko chorker abaad rehta hai.
dil jala ke di hai usne roshni e manzil
jo diljala aaj yu barbaad rehta hai.
ab to uski surat bhi dhudli ho chuki hai,
ruthna manana bas uska yaad rehta hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:40:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer