*Tumhe Isse Kya*

by Roja on May 20, 2009, 03:46:32 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1279 times)
Roja
Guest
Tuti hai meri neend magar tumko is se kya

Bajte rahen hawaon se dar tumko is se kya

Tum mauj mein parvai ki tarah ghumate raho

Kat jaye meri soch ke par tumko is se kya

Auro ka haath thamo unhen rasta dikhao

Mai bhul jau apna hi ghar tumko is se kya

Bhagode badal ko barsane mein kya garaz hai

Kisi par baras jaye kahar tumko is se kya

Le jaye mujhko lute mal ki tarah dushman

Tumne toh dal diye hathiyaar tumko is se kya

Tumne toh thak kar laga diya mahfil mein dere

Tanha kate kisi ka safar tumko is se kya


[nm]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Isse mohabbat sanwaar de by Iftakhar Ahmad in Miscellaneous Shayri
ISSE JYAADA HAME KYA CHAHIYE by BADE NAWAB in Ghazals
Isse kya kahoge by nandbahu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
AB TO ISSE BHI BAHALTE NAHI BHOOKE BACHCHE by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
Tumhe isse Kya - shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Dard -e- Judai
vitasta
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2009, 03:47:03 PM »
wah wah...kya baat hai!
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: May 20, 2009, 03:51:58 PM »
wah wah...kya baat hai!

I love this shayari. hence shared. Thanks for reading me Vitasta
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2009, 10:42:38 PM »
nice sharing roja ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: May 21, 2009, 02:47:34 AM »
Thanks Madhuwesh ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: May 21, 2009, 02:58:09 AM »
Waah har sher lajawaab likha hai aapne Roja ji

Sahi kaha... likhnewale ne bahut khoob likha hai. And I really love sharing here. Thanks for reading my collection @Kaash ji  Usual Smile
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: May 21, 2009, 03:07:45 AM »
Tuti hai meri neend magar tumko is se kya

Bajte rahen hawaon se dar tumko is se kya

Tum mauj mein parvai ki tarah ghumate raho

Kat jaye meri soch ke par tumko is se kya

Auro ka haath thamo unhen rasta dikhao

Mai bhul jau apna hi ghar tumko is se kya

Bhagode badal ko barsane mein kya garaz hai

Kisi par baras jaye kahar tumko is se kya

Le jaye mujhko lute mal ki tarah dushman

Tumne toh dal diye hathiyaar tumko is se kya

Tumne toh thak kar laga diya mahfil mein dere

Tanha kate kisi ka safar tumko is se kya


[nm]

waah roja jee..
kya baat hai?
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: May 21, 2009, 05:58:19 AM »
Tuti hai meri neend magar tumko is se kya

Bajte rahen hawaon se dar tumko is se kya

Tum mauj mein parvai ki tarah ghumate raho

Kat jaye meri soch ke par tumko is se kya

Auro ka haath thamo unhen rasta dikhao

Mai bhul jau apna hi ghar tumko is se kya

Bhagode badal ko barsane mein kya garaz hai

Kisi par baras jaye kahar tumko is se kya

Le jaye mujhko lute mal ki tarah dushman

Tumne toh dal diye hathiyaar tumko is se kya

Tumne toh thak kar laga diya mahfil mein dere

Tanha kate kisi ka safar tumko is se kya


[nm]


WAAH VERII       NAAICE ...SHARING...ROJA..JI
Logged
mistufer
Guest
«Reply #8 on: May 21, 2009, 04:41:04 PM »
roja sis
bahut khubsoorat sharing ki hai
nira
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 21, 2009, 04:54:50 PM »
Bohat Achchi Sharing Roja Sis,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:18:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer