TUMNE CHAHA HI NAHIN WARNA

by waheed_rose2004 on July 13, 2004, 07:27:05 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 5341 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: December 11, 2004, 10:12:15 PM »
Shukariyan!!!!! bahoot hi khoobsoorat gajal likhi hai apne Waheed!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumne chaha hi nahi by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
TUMNE JO CHAHA by jochahohojayein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tumne Bhi Kaunsa Chaha Tha Mujhe by angel4u in Shayri-E-Dard
Tumne Chaha Hi Nahi...." by Ishaan_Baba in Share Poetry You Like
tumne mujhe samjha hee nahin by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: December 12, 2004, 03:02:53 AM »
Wah wah kya baat hai.. waheed, Sufyan, Pooja.. aap sab ne bohat hi khubsoorat likha hai..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #17 on: December 12, 2004, 04:23:26 PM »
ur welcome pooja.............aryan................

Jab woh hans hans kar baat karay dosroon se
Tab apnay ansoon ko chupana acha lagta hai
Usay kho kar to Meray pass raha kuch bhi nahin
Phir bhi khud ko ameer batana acha lagta hai
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #18 on: December 13, 2004, 01:05:02 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Pooja"
pal pal yah saans chali
til til her umind mari!!!

pal pal usse chaha maine
pal pal meri chahat mari!!!!

us ek pal mai jab kuch kahna chaha
bas us ek pal ki hi yaad rahi!!!

hans kar bola "mai hi to nahi bas is duniya mai"
kaise kahati, is pal se, ab duniya hi na rahi!!!!!


wah!!!!!!!!!!!!!!!pooja............very touching words......bahot khoob........

Kabhi Mujhko Saath Lekar, Kabhi Mere Saath Chalke
Vo Badal Gayai Achaanak Meri Zindagi Badalke

Hue Jis Per Meharbaan Tum,Koi Khush-Naseeb Hoga
Meri Hasraten To Nikalin Mere Aansuuon Maen Dhal Ke

Teri Zulf-O-Rukh Ke Qurbaan Dil-E-Zaar Dhoondhataa Hai
Wohii Chamakte Ujaale Vahi Suramayee Dhundalkay

Koi Phool Ban Gayaa Hai, Koi Chaand, Koi Taara
Jo Chiraagh Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal Ke

 Mere Dosto Khudaaraa Mere Saath Tum Bhi Dhoondo
Vo Yahin Kahin Chhupay Hain Meray Gham Ka Rukh Badal Ke

 
teri bejhijhak hansi se na kisi kaa dil ho mailaa
yeh nagar hai aayeenon ka yahan saans le thoda sambhal ke...........(nm)



WAH... gr8... POOJA N WAHEED... too khool friends..
sonu n mnajmi jee.. well written han glasses2
Logged
stalin
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2004, 01:56:48 PM »
"Unse inkaar to hargij na ganwara hota
jaan hi dete agar unka ishara hota
kaun kehta hai dinraat mere naam karo
ek lamha to mere saath gujara hota"
Tu masiha hai sirf masiha lekin
baat tab thi tere paas mere dard ka chara hota
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #20 on: December 13, 2004, 03:18:28 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
ur welcome pooja.............aryan................

Jab woh hans hans kar baat karay dosroon se
Tab apnay ansoon ko chupana acha lagta hai
Usay kho kar to Meray pass raha kuch bhi nahin
Phir bhi khud ko ameer batana acha lagta hai



very nice vvaheed ji
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #21 on: December 13, 2004, 03:19:32 PM »
Quote from: "stalin"
"Unse inkaar to hargij na ganwara hota
jaan hi dete agar unka ishara hota
kaun kehta hai dinraat mere naam karo
ek lamha to mere saath gujara hota"
Tu masiha hai sirf masiha lekin
baat tab thi tere paas mere dard ka chara hota



nice stalin
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: December 13, 2004, 06:29:39 PM »
wah!!! bahoot khoob stalin and waheed_rose!!!!!!


is dard ka koi kinara najar nahi atta
is sagar mai koi ishara najar nahi atta
thak haar kar jab bhi khud ko lahro per chora
tere siwaye koi aor sahara najar nahi atta!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: December 14, 2004, 04:08:21 PM »
Quote from: "Pooja"
wah!!! bahoot khoob stalin and waheed_rose!!!!!!


is dard ka koi kinara najar nahi atta
is sagar mai koi ishara najar nahi atta
thak haar kar jab bhi khud ko lahro per chora
tere siwaye koi aor sahara najar nahi atta!!!!!


welcome....................all................... .......

silsile bante bigarte hi rahe hain aakhir,
teri aankho mei yeh ashko ke sitare kaise,
tujhko gham hai teri mehboob tujhe mil na saki,
aur jo zist tarashi thi tere khwabo ne,
aaj woh thos haqeeqat hi mein toot gayi.

tujhko maalum hai maine bhi mohabbat ki thi,
aur anjaame muhabbat bhi hai maalum tujhe,
zamaane mein na jaane kitne log huve hain naakaam,
teri naakami nayi baat nahin dost mere..............................
Logged
Nino
Guest
«Reply #24 on: December 14, 2004, 06:04:47 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
.Jab woh hans hans kar baat karay dosroon se
Tab apnay ansoon ko chupana acha lagta hai
Usay kho kar to Meray pass raha kuch bhi nahin
Phir bhi khud ko ameer batana acha lagta hai



Wah waheed bahi bahut khoob



arz hai

wo jo kehte the hume harhal mein apna
jo dekha gaye jeena ka hume sapna
aaj to unka koi naam o nishan bhi nahi hai
main roota rah har pal mager unhe kis cheez ki kami hai
Logged
stalin
Guest
«Reply #25 on: December 16, 2004, 01:36:15 PM »
"hum tumse mile na the to judai ka tha malal
ab ye malal hai ke tammana nikal gayi"
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: December 21, 2004, 04:27:02 PM »
wah!!!!!!!!!!  superb....nino......stalin....bahot khoob
Logged
stalin
Guest
«Reply #27 on: December 22, 2004, 06:45:45 AM »
"pad raha hai har kadam tanha tanha
 bheed me bhi hum rahe tanha tanha
 unko duniya ne khuda maan liya
 jinko tarasha kiye hum tanha tanha"
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #28 on: December 22, 2004, 04:43:52 PM »
Quote from: "stalin"
"pad raha hai har kadam tanha tanha
 bheed me bhi hum rahe tanha tanha
 unko duniya ne khuda maan liya
 jinko tarasha kiye hum tanha tanha"


wow stalin............kya baat hai,,,,,,....bahot khoob......
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #29 on: December 24, 2004, 08:42:53 AM »
Pooja ja aap itna accha kaise likh leti hain,mujhe bhi bataiye na plz................

Wonderful...waheed.....stalin......Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:17:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer