Two Liners...

by Aryaan on September 21, 2005, 07:44:50 PM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 31
Print
Author  (Read 30470 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #255 on: June 17, 2006, 07:51:03 AM »
Quote from: "Talat"
Bohot khoob..Aryaan...Janasheen....and all friends !!!

Muskura ke zindagi ne zakhm itne de diye
Aur hum labon se shikwa bhi na kar sake !!


Shukriya Talat Ji,..

Muskurahat Dekh Kar Unki Hum Chain Milta Tha,..
Gham Bhi Diye Unhone To Muskuraakar, Is Liye Humne Kabool Kar Liya,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~two liners~~ by tabassum shakeel in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
Do Line Mohabbat Ke Naam... 2 Liners..!! by _Vicky_ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 199 200 »
Some 2 Liners...Jazbaat by jazbaat in Share: Poetry of Pain
Two Liners by songwriter_123 in Miscellaneous Shayri
MOHABBAT KEEJIYE ( 2- liners ) by surindarn in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #256 on: June 17, 2006, 07:54:23 AM »
Quote from: "phoenix"
jab bhi hum zakhm lekar unke dar par chal diye
yeh jahan bhi chal pada haatho me khanjar liye


Nice One Phoenix,..

Khanjar Se Nahi Hume To Qatal Kiya Gaya Tha Nigaahon Se,..
Jiske Deedar Karne Ke Liye Hum Roz Markar Jeete The,...

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
imsujal
Guest
«Reply #257 on: June 17, 2006, 11:59:20 AM »
Har taraf mayusiyaan mehroomiyaan nakamiyaan
Zindagi soz-e-tammana k siva kuch nahi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #258 on: June 17, 2006, 04:05:29 PM »
Good Ones Phoenix, Azeem & Sujal...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #259 on: June 18, 2006, 10:26:31 AM »
Quote from: "Aryaan"
Good Ones Phoenix, Azeem & Sujal...


Shukriya Bhai Jaan,..

Ujaala Maange Aaya Tha Roshni Ki Bheek,..
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
Talat
Guest
«Reply #260 on: June 18, 2006, 01:56:36 PM »
Humne to jab bhi dekha hai gulshan ki taraf
Phoolon ke daaman se khanjar nikal parhe !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #261 on: June 20, 2006, 06:51:49 AM »
Quote from: "Talat"
Humne to jab bhi dekha hai gulshan ki taraf
Phoolon ke daaman se khanjar nikal parhe !!


Hume To Mile Hain Zakham Phoolon Se Kanton Se Hume Gilaa Nahi,..
De Gaye Apne Hi Hume Gham Ke Saaye Gairon Se Kuch Milaa Nahi,.

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #262 on: June 20, 2006, 05:42:41 PM »
Bohat khoob Talat & Azeem...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #263 on: June 22, 2006, 04:37:28 PM »
Yaad Aye Wo Kuch Is Tarah Hum Apne Aap Ko Bhul Aye,
Ek Unka Wo Apni Aagosh me Sametna Aur Hum Khuda Ko Bhul Gaye...
* * * * *
Logged
imsujal
Guest
«Reply #264 on: June 23, 2006, 01:06:31 AM »
Shukriya azeem aur aap dono ne bhi bohot acha likha azeem aur angel.......................

Ghumo se kiya darna woh to sabhi ko milte hein
koi kaanto ko bhi to dekhe phoolon mein khilte hein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #265 on: June 29, 2006, 06:43:53 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Talat & Azeem...


Shukriya Bhai,...

Mera Haal Dekhkar Dushman Bhi Mere Rone Lage,..
Wo Jo The Humraaz Mere Aaj Muskuraa Rahe Hain,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #266 on: June 29, 2006, 06:45:37 AM »
Quote from: "angel4u"
Yaad Aye Wo Kuch Is Tarah Hum Apne Aap Ko Bhul Aye,
Ek Unka Wo Apni Aagosh me Sametna Aur Hum Khuda Ko Bhul Gaye...
* * * * *


Khuda Ka Tune Bhoola Diya Us Bewafaa Ki Khateer,..
Jab Jaayega Uske Paas Tu To Kya Mooh Dikh Laayega,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #267 on: June 29, 2006, 06:47:59 AM »
Quote from: "imsujal"
Shukriya azeem aur aap dono ne bhi bohot acha likha azeem aur angel.......................

Ghumo se kiya darna woh to sabhi ko milte hein
koi kaanto ko bhi to dekhe phoolon mein khilte hein


Bahoot Khoob Sujal Bhai,..

Phool To Jhard Jaayeinge Mausam Ke Bahaane,..
Koi Kaanton Se Seekhe Rishte Nibhaane,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #268 on: June 29, 2006, 08:26:05 AM »
WAH WAH KYA BAAT HAI AZEEM BHAI.......

Mana ki fher lee tumne nigaah mujhse,
main to karunga jab tak hogi nibaah mujhse......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #269 on: June 29, 2006, 08:37:13 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
WAH WAH KYA BAAT HAI AZEEM BHAI.......

Mana ki fher lee tumne nigaah mujhse,
main to karunga jab tak hogi nibaah mujhse......


Shukriya Bhai,..
Bahoot Badiya Likha Hai,..

Pheri Nahi Nigaah Maine Tujhse Kabhi "Jaanasheen",..
Aansoon Jo Behte The Inko Choopaane Ke Liye Teri Aur Nahi Dekha,..
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 31
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:26:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer