nirbhay
Guest
|
«Reply #75 on: January 26, 2006, 11:19:01 AM » |
|
Khoob.......
Dil waalon ka Zindagi jeena ek Jung hai... Kyun logg Bewafaii ke nach mein itne malang hain..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mehek
Guest
|
|
«Reply #76 on: January 26, 2006, 03:08:22 PM » |
|
nice work ALL... duk-o-ranjh bhulakar zindagi ko hum apnaalenge.. teri chaahat ka hi ek armaan dil mein jaaga hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #77 on: January 26, 2006, 03:59:33 PM » |
|
nice work ALL... duk-o-ranjh bhulakar zindagi ko hum apnaalenge.. teri chaahat ka hi ek armaan dil mein jaaga hai.. aab to tu hi nahi hai zindgi k aakhri mod per sath dene k liye... hum to chalenge aab maut ka sahara leker...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #78 on: January 26, 2006, 05:25:31 PM » |
|
ke Jabb too nahi to tera ghum nahi..teri yaadein aaur teri guftgu bhi nahi Basar kar lene de zindagi virano mein..tere loutne ki aarzu bhi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #79 on: January 26, 2006, 05:34:26 PM » |
|
ke Jabb too nahi to tera ghum nahi..teri yaadein aaur teri guftgu bhi nahi Basar kar lene de zindagi virano mein..tere loutne ki aarzu bhi nahi lautne ki tere aab tak kasak kahi na kahi baki hai mujhme ....... tu chahta hai mujhko bhi aab talak ye jante hai hum........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #80 on: January 26, 2006, 05:40:29 PM » |
|
Haath Uss ke bhi huey hon gey yaqeenun Zakhmi Jiss ne Kaantey Meri Raahon mein bich'haaey hongey
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #81 on: January 26, 2006, 05:47:16 PM » |
|
ke Jabb too nahi to tera ghum nahi..teri yaadein aaur teri guftgu bhi nahi Basar kar lene de zindagi virano mein..tere loutne ki aarzu bhi nahi Dil se to karte rahe ho dua mere murne kee,....... honthon se kehte rahe humen tumse pyaar hai,......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #82 on: January 26, 2006, 05:56:01 PM » |
|
ke Jabb too nahi to tera ghum nahi..teri yaadein aaur teri guftgu bhi nahi Basar kar lene de zindagi virano mein..tere loutne ki aarzu bhi nahi Dil se to karte rahe ho dua mere murne kee,....... honthon se kehte rahe humen tumse pyaar hai,......na kiya tune sitam ye jante hai hum bhi ...... ikkrar na kiya to kya inkar bhi hai manzoor tera.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #83 on: January 26, 2006, 05:57:24 PM » |
|
Verano ne usse bhi khokla kar diya hoga har pal Jisne mujhe Roshni.on se door kar diya........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #84 on: January 26, 2006, 06:03:23 PM » |
|
ke Jabb too nahi to tera ghum nahi..teri yaadein aaur teri guftgu bhi nahi Basar kar lene de zindagi virano mein..tere loutne ki aarzu bhi nahi Dil se to karte rahe ho dua mere murne kee,....... honthon se kehte rahe humen tumse pyaar hai,......Tum kiya Jaano mere dil ke gehari Kabhie ismein sama kar dekh, harr taraf hogi tumahri parchai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #85 on: January 26, 2006, 06:03:40 PM » |
|
Verano ne usse bhi khokla kar diya hoga har pal Jisne mujhe Roshni.on se door kar diya........ veeran hote hai kai khander roshni aane k badd bhi ........ tujhe aadat hai shayad aandhero me hi rehne ki......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #86 on: January 26, 2006, 06:12:13 PM » |
|
Verano ne usse bhi khokla kar diya hoga har pal Jisne mujhe Roshni.on se door kar diya........ veeran hote hai kai khander roshni aane k badd bhi ........ tujhe aadat hai shayad aandhero me hi rehne ki...... Ujaala ujaad deta hai dera yaadon ke melon ka Humein chahat hai aandheron ko sehne ki..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #87 on: January 26, 2006, 06:20:05 PM » |
|
aandhero me humesha gam ki hi sehparsasti hoti ha ....
ujalo me aa ker dekh hum ker rahe hai tera intzarr bahe failaker....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #88 on: January 26, 2006, 09:18:24 PM » |
|
Bohat khoob....ek se badkar ek hain aap sab....Nirbhay, Nikki, Tushar, Roshni & Mehek....Keep writing..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #89 on: January 27, 2006, 06:23:29 AM » |
|
aandhero me humesha gam ki hi sehparsasti hoti ha ....
ujalo me aa ker dekh hum ker rahe hai tera intzarr bahe failaker.... Ke Virano.n se Dagaa paane ki Sehparasasti nahi hoti hai... Aapne to fhir bhi dhokha kha jaatein hai bahoon mein reh kar bhi..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|